Jump to content

Istanja


Gulzar

تجویز کردہ جواب

(bis)

(salam)

Istanja karne ke baad use sukhana zaroori hota hai kya, malsa'n kissi towel wagaira se sukha liya, aur agar istanja karte waqat gilley haat jo kapron se lagtey hain, is wazoo ko to nahi koi nuksaan pohanchta?jaissey ke aap istanja kar rahe hain aur haat gilley hain aur aap ki kameez ya banen neeche agai to kya use unhi gilley haton se idher udher kar saktey hain?

Link to comment
Share on other sites

Gulzar Bhai jaha tak meri Ilam main ha istanjay ke bhad istanjay wali gale hisay ka kaproon k sath lagna kuch nahi keta. Aur istanja karnay ke bhad istanjay wali jagha par aik dafa hath phair lena acha ha. Sunnat tariqa to ye ha k istanja karne k bhad us ko Meti se saaf kiyajay aur us k bhad pani istimal kiya jay. 2 chezon ko istanjay k doran istimal karnay se mana kiya gai ha.

1. Gobar

2. Hadi

 

Is liye ke ye Jinnat ke Khurak (Food) ha aur ain dafa unho ke Hazoor Nabi kareem (Salala ho Aaliyeha Wasalm) se Shekaiyat ke te k insan humari khurak istanja kartay ha. Us k bhad in 2 chezon ko istanja k liya mana kiya gai.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...