Jump to content

Koonday ki niaz karna


Ghulam E Mustafa

تجویز کردہ جواب

  • 1 month later...
  • 2 months later...

"Raza Ka Ghulam" aap ki baat bilkul theek hai. 22 Rajab Janab-e-Muawiyyah (ra) ka yom-e-wafaat hai. Magar jis tarha hum "Gayarhveen Sharif" Ghaus Paak (ra) ke hukam ke mutabik chaand ki 10vin ka din or 11vin ki raat ko hi karte hain to kya hum "Imam Jafar Sadiq" ka es ko hukam na samjhen. Agar hum aap Janab Muawiyyah (ra) ki osi din aisaal-o-sawaab kar den 22 Rajab ko to kya ye amal jayez ho ga ya nahi? Please guide us, because we are giving aisaal-o-sawaab on 22 Rajab since many years.

 

Fi Amaanillah

Link to comment
Share on other sites

Meray Khayal say 15 rajab wali tarikh sahee hay, shea hazrat 22 rajab ko eid kay din kay tor per manatey hain, aur Imam jafer kay wesal kay sath sath who ameer maweya ki wafat ki khushi manatey hain. shea hazrat dono waqye ki tarekh aik hee batatey hain. jahan tak Gayarhveen Sharif ki baat hay to is kay pechey rewayat mojood hain jis wajah say aisa kia jata hay, jab kay kondo walay mamley main aisa koi rewayat ulma-e-haq say munsalik nahee.

 

Raza kay Gulam Shahab nay jo Fatwa post kiya yeh aik tafseeli fatwa fatwa hay. fatwa humisah sawal per munhasir hota hay, jis tarah ka sawal kiya jata hay wasa hee fatwa milta hay. phir be behter hay kay aap kisi achey aalim say rujoo karain.

Link to comment
Share on other sites

"Raza Ka Ghulam" aap ki baat bilkul theek hai. 22 Rajab Janab-e-Muawiyyah (ra) ka yom-e-wafaat hai. Magar jis tarha hum "Gayarhveen Sharif" Ghaus Paak (ra) ke hukam ke mutabik chaand ki 10vin ka din or 11vin ki raat ko hi karte hain to kya hum "Imam Jafar Sadiq" ka es ko hukam na samjhen. Agar hum aap Janab Muawiyyah (ra) ki osi din aisaal-o-sawaab kar den 22 Rajab ko to kya ye amal jayez ho ga ya nahi? Please guide us, because we are giving aisaal-o-sawaab on 22 Rajab since many years.

 

Fi Amaanillah

 

(salam)

 

Please read this topic

 

http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=4613

Link to comment
Share on other sites

  • 7 months later...

BISMILLAH

SALLU ALAL HABIB

SALLALLAHU TA'ALA ALA MOHAMMAD

 

ASSALAM-O-ALYKUM

 

MAIN YE JANNA CHAHTA HOON KAY ISAL-E-SAWAB KAY LIYE KONDAY KI NIYAZ HI KIO KIYE JATE HAIN BAGAIR KONDOO KYA KYO NHI KAR SAKTE IS KI WAZAHAT KARDAIN KAY YE KONDAY KARNA KIS SE SABIT HAI PLZ GUIDE US

 

FI AMANILLAH

Link to comment
Share on other sites

  • 6 years later...

I have just a simple concern that all the imams are masoom then why do anyone have to do something for their esaal e sawab...ume saad or whoever u have mentioned as example is not of the same rank as imam jafar

 

No human is Masoom except the Prophets , who are unlike any other humans.

 

And for Prophets one can present sawab of his good deeds ,  also it is allowed . 

 

We always do isal e sawab for other muslims from the waseela of Prophet peace and blessing be upon him , his family and companions .

 

It benefits us when we pray for them and present sawab of our deeds to them it is for our own benefit  .. 

Edited by aaftab
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...