Peaceful مراسلہ: 1 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 1 اگست 2008 Quran aur Ahadees k mutabiq Biddaat kia hain?? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 1 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 1 اگست 2008 (ترمیم شدہ) Edited 1 اگست 2008 by Hanafi Muslima اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 1 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 1 اگست 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Peaceful مراسلہ: 1 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 1 اگست 2008 Mohtaram buhat buhat shukriya ap nay mujh tak yeh ilm pohanchaya. kia aap mujeh yeh bata saktay hain k 4 imam jo k buhat mashoor hain (Imam Malik, Imam Abu-Haneefa, Imam Ahmed bin Hanbal aur Imam Shafi) woh in biddaat k mutalik kiya kehtan, ya un k kia qaool hain. aur bhai agar ho sakay to mujeh aur bhi ahadees batain, ap ka mamnoon hon ga. be blessed Wassalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 2 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 2 اگست 2008 (ترمیم شدہ) inshaAllah jald hi answer k sath aon ge.if any1 knows then plz help me. Edited 2 اگست 2008 by Hanafi Muslima اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 2 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 2 اگست 2008 IMAM SHAFI'S EXPLANATION OF THE ABOVE HADITH: Kullu bida'tin daiala: "Every innovation is a misguidance"? Doesn't the term "every" include all innovations?" Such an objection stems from the misinterpretation of the term kull ("every") in the Hadith to be all encompassing without exception, whereas in Arabic it may mean "Nearly all" or "the vast majority." This is how al-Shafi'i understood it or else he would have never allowed for any innovation whatsoever to be considered good, and he is considered a hujja or "Proof," that is, reference without peer for questions regarding the Arabic language. The stylistic figure of meaning the part by the whole, or nechdoche in English is in Arabic: 'abbara 'an al-kathratf bi at-kulliyya. This is illustrated by the use of kull in the following verse 46:25 of the Quran in a selective or partial sense not a universal sense: "Destroying all things by commandment of its Lord. And morning found them so that naught could be seen save their dwellings". Thus, the dwellings were not destroyed although "all" things had been destroyed. "All" here means specifically the lives of the unbelievers of 'Ad and their properties except their houses. http://www.islamicacademy.org/html/Article...0in%20Islam.htm اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 2 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 2 اگست 2008 brother. InshaAllah will com wid detail. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 2 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 2 اگست 2008 http://www.islamimehfil.info/index.php?sho...mode=linearplus اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 3 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 3 اگست 2008 Subhan Allah azawajal.. thanks for sharing.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Peaceful مراسلہ: 4 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 4 اگست 2008 Assalam u Alikum borhters, buhat shukariya itdni dhair sari information share kernay ka. apnay jo link diya hay main no woh perha hai, yeh aik buhat achi koshish hai and logon k liya khasi fiaday mand hai. is main aik baat yeh bhi likhi hui hain aur 'Hanafi Muslima' nay yeh bhi bataya hain k Biddaat do qisam ki hain 1- اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Peaceful مراسلہ: 4 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 4 اگست 2008 1- Hassana 2- Zalala in articles k mutabiq kaun yeh decide keray ga k kaun si biddaat Hassan hain aur kaun si Zlala. kiun buhat say massail aisay hon gay jin ko kuch kahain gay k yeh Hassana hain aur kuch kahain gay yeh Zalala hain aur issi tarah koi kahay ga k yeh Zalala hain aur koi kahay ga k yeh Hassana hain. iss soorat-e-haal main to samjhna mushkil ho gay ga. mujeh is soorat main ap say madad darkar hai k aisi kafiat main banda kia keray. Allah humain rah-e-hidayat pay qaim rakhany aur Nabi ki taleemat per sahih tareeqay say amal kernay ki taufeeq ata framay (Ameen). aap sub logon ki madad ka main bhuat shukar guzar hon. Wassalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 4 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 4 اگست 2008 1- Hassana2- Zalala in articles k mutabiq kaun yeh decide keray ga k kaun si biddaat Hassan hain aur kaun si Zlala. kiun buhat say massail aisay hon gay jin ko kuch kahain gay k yeh Hassana hain aur kuch kahain gay yeh Zalala hain aur issi tarah koi kahay ga k yeh Zalala hain aur koi kahay ga k yeh Hassana hain. iss soorat-e-haal main to samjhna mushkil ho gay ga. mujeh is soorat main ap say madad darkar hai k aisi kafiat main banda kia keray. Allah humain rah-e-hidayat pay qaim rakhany aur Nabi ki taleemat per sahih tareeqay say amal kernay ki taufeeq ata framay (Ameen). aap sub logon ki madad ka main bhuat shukar guzar hon. Wassalam Islam buhat aasan aur sada mazhab hai is mai koi mushkilat nahee Alhamdulillah seedhi aur aasan si baat yei samgh lain jis cheaz kay karnay say Islami tashakkhus pamal hota ho koi sunnat tarak hoti ho mit'ti ho wo biddat zalala hai aur jis cheaz kay karnay say musalmano ko faida ho islam ko quwwat poohnchay ilm e deen loago tak pohnchay ishq e Allah azzawajal aur Ishq e Rasul alaislam mazboot tar ho, tableegh o taleem e islam mai aasani aur taraqqi ho aisa har naya kaam biddat - e hasana hai jaisay aaj kal internet kay zareay deeni kaam waghaira. aur itni samgh Allah azzawjaal nay har insan ko ata kari hai kay wo burai aur naiki mai faraq kar sakta hai kay yei fitrat hai aur musalman min hais ul qaum (majmooe taur par) kabhee gumrahi ka shikar nahe ho saktay yei Allah azzawajal kay pyaray Rasul alaislam ka farman hai jis ka mafhoom hai kay mairi ummat kabhee gumrahi pay jama nahe hogee... is leay aap deen kay taqazo pay parkh lain kay koi kaam deen kay muwafiq hai ya mukhalif... aur phir musalmano kay ijmai amal ka bhee mulahaza kar lain musalman jis ko ijtimai taur pay bura samghtay hoon gay wo bura he hoga aur jis ko majmoai taur pay musalmano ki aksariyat acha samghti hai wo acha he ho ga inshaAllah azzawajal اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Peaceful مراسلہ: 5 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 5 اگست 2008 Assalam o Alaikum mohtaram mjeh ap ki details k shidat say intezar hai. Allah ap per apni rehmatain nazil farmaya (Ameen) Wassalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanafi Muslima مراسلہ: 6 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 6 اگست 2008 ye hai detail. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 7 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 7 اگست 2008 1- Hassana2- Zalala In Bid'At ka ziker Quran aur hadith main ho to bata dein kyun k mantakh to bohat hein mager Shariyat us ka naam hei jo Mohmmad(SAW) k lab se nikla ho Ya Mohmmad(SAW) nain kiya ho Aur mohamad(SAW) nain kaha mair ebad maire suahabi ki sunnat ko apnana aur suahbi bhi is Bid'At e hasla aur zalala k qail nahin thei phirr ye kahaan se aiya main bhi janna chata hoon please confusion hei.... Allah humain rah-e-hidayat pay qaim rakhany aur Nabi ki taleemat per sahih tareeqay say amal kernay ki taufeeq ata framay (Ameen). aap sub logon ki madad ka main bhuat shukar guzar hon. Wassalam Aur humain Sirf Aur Sirf Kalamullah Aur Sunnat E Rasool'Allah(SAW Ki Sunnat pe chalnain ki taufeeque ataa farmain aur humarei Aqeedon Main Durustagee Ataa Farmai.. Aameen Ya Rabbul Alameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 7 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 7 اگست 2008 Islam buhat aasan aur sada mazhab hai is mai koi mushkilat nahee Alhamdulillah seedhi aur aasan si baat yei samgh lain jis cheaz kay karnay say Islami tashakkhus pamal hota ho koi sunnat tarak hoti ho mit'ti ho wo biddat zalala hai aur jis cheaz kay karnay say musalmano ko faida ho islam ko quwwat poohnchay ilm e deen loago tak pohnchay ishq e Allah azzawajal aur Ishq e Rasul alaislam mazboot tar ho, tableegh o taleem e islam mai aasani aur taraqqi ho aisa har naya kaam biddat - e hasana hai jaisay aaj kal internet kay zareay deeni kaam waghaira. aur itni samgh Allah azzawjaal nay har insan ko ata kari hai kay wo burai aur naiki mai faraq kar sakta hai kay yei fitrat hai aur musalman min hais ul qaum (majmooe taur par) kabhee gumrahi ka shikar nahe ho saktay yei Allah azzawajal kay pyaray Rasul alaislam ka farman hai jis ka mafhoom hai kay mairi ummat kabhee gumrahi pay jama nahe hogee... is leay aap deen kay taqazo pay parkh lain kay koi kaam deen kay muwafiq hai ya mukhalif... aur phir musalmano kay ijmai amal ka bhee mulahaza kar lain musalman jis ko ijtimai taur pay bura samghtay hoon gay wo bura he hoga aur jis ko majmoai taur pay musalmano ki aksariyat acha samghti hai wo acha he ho ga inshaAllah azzawajal Bhai Is Bat Ka Quran AUr Hadith Se Dalail De Dein Please.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Peaceful مراسلہ: 18 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 18 اگست 2008 Bhai Is Bat Ka Quran AUr Hadith Se Dalail De Dein Please.... AOA Kafeel Bhai Aap mujeh reference k sath yeh masla clear ker dain, Shukriya Wassalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔