ghulam-e-raza مراسلہ: 31 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 31 جولائی 2008 Please see the attached documents to see what wahabies are doing with our holy places. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 2 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 2 اگست 2008 Brother & Welcome to IslamiMehfil... Buhut Achi Post Ki Aap Ney.. Yeh Tareekh Key Ghamzada Auraq Hain.. Najdiyon Ney Jo Zulm Key Pahar Torey Aur Khoon Ki Nadiyaan Arab Sharif Mein Bahayi Hain Khud Najdi Writers Ney Bhi Usko Kayi Jaghoon Per Zulm Sey Tabeer Kiya Hai... Mufti Abdul Qayyom Hazarwi (Aleh Rahma) Ki Kitab... "Tareekh e Najd o Hijaz" Inhi Zulm Ki Dastano per Mushtamil Kitab Hai.. Jis Key Sarey Hawaley Najdi Writers Key Hain... Koshish Hogi Usko Type Ker Key IslamiEducation.com Per Laya Jaye.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 2 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 2 اگست 2008 Wahabiyat ki bunyad hi mukhalifat e Rasul alaislam pay hai tu jo Nabi pak alahisSlam ki zaat ka he mukhalif or gustakh ho wo aap alaislam ki nishaniyo ki kia tauqir karay kay Sahaba kiram rizwanullah ajmaeen ho ya Ahle bait e Athar alaihimur Rizwan sab ki izzat sab ki nishaniyo ki hafazat o tauqir dar asal Nabi pak alaislam ki Izzat aur aap ki tauqir hai aur Wahabi ko is say chirh hai so wohi howa.... Hairat yei hai mai nay kaee bar suna hai kay Najd jis ka naya nam Riaz hai waha kay musuem mai Najdiyo nay apnay badshah jo mar gaiay aale saud kay un kay jotay tak mahfooz rakkhay hain... medal photos yei wo sab hafazat say izzat o takreem kay saath rakkha gaya hai... magar Shirk howa tu Nabi pak alaislam ki aur aap kay sahaba aur Ahle bait say juri yadoo ki tazeem ... Allah azzawajal un hatho ko barbad karay jinho nay aisay pakbaz loago kay Mazarat ko jan boojh kay toara ... Nabi pak alaislam nay momin ki qabar ki tazeem ka hukam dia , bhaitnay say mana farmaya, us pay chalnay say mana farmaya aur yaha bulldozer chala deaiy gaiay wo bhee khairul quroon walo kay saath ... bas Allah azzawajal Aleem o khabir hai Ya Allah azzawajal hamain in gustakh bayadab bad'naseebo say is dunya mai bhee du'r rakh aur aakhirat mai bhe du'r rakh hamara hashar un kay sath farma jin say hamain aqidat o mohabbat hai ya Allah azzawjal ham nay tairay Nabi pak alaislam ki un kay sahaba kiram rizwan ullah ajmaeen ki ahlebait kiram rizwanullah ajmaneen ki auliya e kiram ki tazeem ki un say aqidat rakkhi taira banda aur makhlooq jana magar apnay jaisa na jana un ko apnay aap apni zaat ka malik samgha un ki qadr karnay ki apni si koshish kari.. un say mohabbat kari un say wabasta har cheaz say mohabbat kari tu ham ko mushrik kaha gaya ham pay jahad ka hukam dia gaya hamaray bhaio ka khaun bahaya gaya hamaray ulama ko awam ko nahaq qatal kia gaya .. ya Allah azzawajal tu he hami o nasir hai hamaray aur munafiqoo kay beach mai faisla farma day aur hamain apnay Nabi pak alaislam ka sadqa achay loago kay saath is dunya mai bhe rakh aur aakhirat mai bhee amin... wa ala alih wa sahbihi wasallam aamin اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
marhaba مراسلہ: 2 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 2 اگست 2008 Astaghfirullah Allah hamay in najdiyon sy mahfoz rakhay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
KARAM YA RASOOL ALLAH مراسلہ: 2 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 2 اگست 2008 bohat dukh hota ha ya tareek or talakh haqeeqaten jaan ker..agr in najdiyon ne in piary hastiyon ki nishaniyon ki izzat nahi ki to in ka apna anjam konsa acha hota ha or ho gha.. Allah Azzawajal dunya or aakhirat main apny piyaron ka sath naseeb kry or in munafiqon se hmen bachaye...Allah Azawajal hmen maslak e aala hazrat pr ta dm e aakhir qaaim rkhe.Aaameen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ghulam-e-raza مراسلہ: 3 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 3 اگست 2008 (ترمیم شدہ) ajmeri bhayee buhut achee dua mangee hay aapnay Allah aap k dua tamam hee sunni bhaiuyn k haq may qabul karay khas tor par mujh gunah gaar k haq may hum nay apnee see koshis kee hay Allah kay or us k Habib k piyaron kee tazeem karnay kee kaash Allah yeh koshish qabul karlay or hum sab kee hee mushkilaat ko hal farmai ameen summa ameen Edited 3 اگست 2008 by ghulam-e-raza اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muhammad Atif Sha مراسلہ: 9 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 9 اگست 2010 Please see the attached documents to see what wahabies are doing with our holy places. janab ala mazaroon ki abtada kaha sey hoi..... or kis ney ki............ kis kisi sahabi ney kisi ka mazar banaya ...... or jo janat-ul-baki mey mazar thy un ko kis ney tamer karvaya tha or kab ........... shukriya jald jawab deen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 9 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 9 اگست 2010 janab ala mazaroon ki abtada kaha sey hoi..... or kis ney ki............ kis kisi sahabi ney kisi ka mazar banaya ...... or jo janat-ul-baki mey mazar thy un ko kis ney tamer karvaya tha or kab ........... shukriya jald jawab deen jo uooper tahreer di gayi hay us say poocho kionkay yeh tahreer deobandi mulla hi ki hay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muhammad Atif Sha مراسلہ: 13 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 13 اگست 2010 Please see the attached documents to see what wahabies are doing with our holy places. hazzrat ap bata deen k mazaro ki abtada kaha sey hoi....... kis ney janat ul baki mey mazar tamer kia......... nez mazaron ki tamer mey sahaba sath thy k nahi......... nez yea bhi bataeen kio Hazzrat Muhammad PBUH ney apny mazar key bary mey koi vaseat farmai thi k nahi...... shukriya اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 13 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 13 اگست 2010 On 8/14/2010 at 1:17 AM, Muhammad Atif Sha said: hazzrat ap bata deen k mazaro ki abtada kaha sey hoi....... kis ney janat ul baki mey mazar tamer kia......... nez mazaron ki tamer mey sahaba sath thy k nahi......... nez yea bhi bataeen kio Hazzrat Muhammad PBUH ney apny mazar key bary mey koi vaseat farmai thi k nahi...... shukriya yeh ja k apny molvion say poocho jinhon nay mazarat bnaye huay hain aor mazarat shaheed krnay per likha gya article bhi deobandi ka hi hay ja kr us say poocho اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muhammad Atif Sha مراسلہ: 14 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 14 اگست 2010 agar mujhy kisis or sey pouchna hota tu yaha comment kio karta ulo......... ap ko nahi pata tu bol deen k nahi pata bat khatam........ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 14 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 14 اگست 2010 agar mujhy kisis or sey pouchna hota tu yaha comment kio karta ulo......... ap ko nahi pata tu bol deen k nahi pata bat khatam........ Yani k aapkay molvion nay aapko naheen btaya ??????? isliay aap hmaray pass aaye? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muhammad Atif Sha مراسلہ: 15 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 15 اگست 2010 jab mujhy ap key seva kisi sey pouchna hi nahi tu mey kio kisi sey pouchon........ plz plz ap bataeen ap log zada hi intelegent hain na is lea ap sey ho poucha hey........... shukriya اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 15 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 15 اگست 2010 jab mujhy ap key seva kisi sey pouchna hi nahi tu mey kio kisi sey pouchon........ plz plz ap bataeen ap log zada hi intelegent hain na is lea ap sey ho poucha hey........... shukriya aapnay naheen poochna to na poohain , marzi aapki... apnay molvion k pas janay say aap abhi say dar gaye???????? jab aayena dikhaya to bura maan gaye اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muhammad Atif Sha مراسلہ: 15 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 15 اگست 2010 hazrat ap ko vaja bhi bata de lekin ap ney pher bhi nahi bataya chaleen bas itna bata deen k Hazzrat muhammad PBUH ney, kisi sahabi ney ua kisi taba tabaeen mey sey ap key pas kisi ka bhi kul hey k mazar banany key mutalik...... shukriya اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 15 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 15 اگست 2010 hazrat ap ko vaja bhi bata de lekin ap ney pher bhi nahi bataya chaleen bas itna bata deen k Hazzrat muhammad PBUH ney, kisi sahabi ney ua kisi taba tabaeen mey sey ap key pas kisi ka bhi kul hey k mazar banany key mutalik...... shukriya aap k jin molvion k mazarat hain ya mazarat k haq main tahreerain hain un say ja k poochain.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muhammad Atif Sha مراسلہ: 16 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 16 اگست 2010 agar ap jawab nahi dey sakty tu ap is thread ko band kar deen ........ agar un sey pouchna hota tu ap sey kio pouchta ............ shukriya اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Rizwan Q مراسلہ: 17 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 17 اگست 2010 agar ap jawab nahi dey sakty tu ap is thread ko band kar deen ........ agar un sey pouchna hota tu ap sey kio pouchta ............ shukriya Janab Hamaray Nabi S.A.A.W. kay zamanay me or Sahaba Kiram kay zamanay me MAzaraat ka koi wajod nahi tha na koi khayal tha or na hi koi tasawur tha.....or na hi Islam me esa koi hukum hai.......iski ibtida bohot baad me hui......i dont know kay kio hui? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Rizwan Q مراسلہ: 17 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 17 اگست 2010 Please see the attached documents to see what wahabies are doing with our holy places. Janab mera ap se 1 sawal hai...Itna Bara Zulm ho gaya MAzaraat Dha deye gaye Qabroon ko Brabar kar dia gaya....Or ap log Khamoosh hain????? Kioon.... Koi Ehtijaj kioon nahi kartay??? Koi Tehreek kioon nahi chalatay???? ISkay khilaf Koi press Conference kioon nahi kartay???? Jitnay bhi baray Ulmaaz hain MOlana Ilyas Qadri simeen SAray kay Saray Khamosh Tamashai kioon hain????? Aplog isko Sahaba ki shan me gusthaki tasawaur kartay hoo likin khamoosh ho ??? na koi bayan na koi ehtijaj na koi press conference na koi tehreek.....Chori chuppay bas yahan thread laga di ...kia ese ehtijaj kehte hoo??? bhai Niklooon Gharoon se apne or Ehtijajj record karwao SAroon per Kafan bandh kar TEhreek shuru karoo...agar esa na kia to me samjhoo ga kay ap bhi WAHABI ho اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Muhammad Atif Sha مراسلہ: 18 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 18 اگست 2010 Janab Hamaray Nabi S.A.A.W. kay zamanay me or Sahaba Kiram kay zamanay me MAzaraat ka koi wajod nahi tha na koi khayal tha or na hi koi tasawur tha.....or na hi Islam me esa koi hukum hai.......iski ibtida bohot baad me hui......i dont know kay kio hui? theek اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 18 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 18 اگست 2010 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Atif Shafique مراسلہ: 28 اگست 2010 Report Share مراسلہ: 28 اگست 2010 Herat hey jo apni Kabar per sey makhi nahi hata sakta un sey yea log mangty hain ........... voh kia dey ga vo tu khud Allah ka muhtaj hey........ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 4 ستمبر 2010 Report Share مراسلہ: 4 ستمبر 2010 (ترمیم شدہ) Herat hey jo apni Kabar per sey makhi n ahi hata sakta un sey yea log mangty hain ........... voh kia dey ga vo tu khud Allah ka muhtaj hey........ رسول اللہ نے عمارہ بن حزم کو قبر پر بیٹھے دیکھا تو فرمایا انزل من القبر لا تؤذ صاحب القبر ولا يؤذيك (مستدرک حاکم)۔ قبر سے اُتر آ، نہ قبر والے کو تو ایذا دے اور نہ قبر والا تجھے ایذا دے۔ اگر قبر والے کچھ نہیں کر سکتے تو ایذا رسانی کا کیا معنی؟ بتوں میں اور اصحاب القبور میں فرق کرنا سیکھو۔ Edited 4 ستمبر 2010 by Saeedi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Rizwan Q مراسلہ: 18 ستمبر 2010 Report Share مراسلہ: 18 ستمبر 2010 Janab mera ap se 1 sawal hai.jiska kisi ne jawab nahi dia ..Itna Bara Zulm ho gaya MAzaraat Dha deye gaye Qabroon ko Brabar kar dia gaya....Or ap log Khamoosh hain????? Kioon.... Koi Ehtijaj kioon nahi kartay??? Koi Tehreek kioon nahi chalatay???? ISkay khilaf Koi press Conference kioon nahi kartay???? Jitnay bhi baray Ulmaaz hain MOlana Ilyas Qadri simeen SAray kay Saray Khamosh Tamashai kioon hain????? Aplog isko Sahaba ki shan me gusthaki tasawaur kartay hoo likin khamoosh ho ??? na koi bayan na koi ehtijaj na koi press conference na koi tehreek.....Chori chuppay bas yahan thread laga di ...kia ese ehtijaj kehte hoo??? bhai Niklooon Gharoon se apne or Ehtijajj record karwao SAroon per Kafan bandh kar TEhreek shuru karoo...agar esa na kia to me samjhoo ga kay ap bhi WAHABI ho اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 21 ستمبر 2010 Report Share مراسلہ: 21 ستمبر 2010 (ترمیم شدہ) Janab mera ap se 1 sawal hai.jiska kisi ne jawab nahi dia ..Itna Bara Zulm ho gaya MAzaraat Dha deye gaye Qabroon ko Brabar kar dia gaya....Or ap log Khamoosh hain????? Kioon.... Koi Ehtijaj kioon nahi kartay??? Koi Tehreek kioon nahi chalatay???? ISkay khilaf Koi press Conference kioon nahi kartay???? Jitnay bhi baray Ulmaaz hain MOlana Ilyas Qadri simeen SAray kay Saray Khamosh Tamashai kioon hain????? Aplog isko Sahaba ki shan me gusthaki tasawaur kartay hoo likin khamoosh ho ??? na koi bayan na koi ehtijaj na koi press conference na koi tehreek.....Chori chuppay bas yahan thread laga di ...kia ese ehtijaj kehte hoo??? bhai Niklooon Gharoon se apne or Ehtijajj record karwao SAroon per Kafan bandh kar TEhreek shuru karoo...agar esa na kia to me samjhoo ga kay ap bhi WAHABI ho احتجاج اُس وقت کیا گیا جب مزارات شہید کئے گئے۔ اپنے بڑوں سے پوچھو کہ ھمارے اکابر نے احتجاج کیا یا نہیں کیا؟۔ پھر یہ بھی سوال پیدا ھوتا ھے کہ کیا نہی عن المنکر کا ایک ھی طریقہ ھے کہ سر سے کفن باندھ کر نکلو ورنہ تم منکر کو منکر ھی نہیں مانتے؟ یہ کہاں کا اصول ھے؟؟ اب تو آپ میری بیان کردہ حدیث کا جواب دیں جس میں ھے او قبر والے نیچے اُتر آ ۔ نہ قبر والے کو تو ایذا دے اور نہ قبر والا تجھے ایذا دے۔ کیا قبر والے ایذا پہنچا سکتے ھیں یا نہیں؟ جواب دو۔ Edited 21 ستمبر 2010 by Saeedi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔