Jump to content

Farooq E Azam Ki Shan Main Ghustakhi

Jad Dul Mukhtar

تجویز کردہ جواب

(bis)

(saw)

(salam)

Dear Islami bhai (ma) aap nay bohat acchi shring ki hay, bhai aap ko to pata hay k ye Deo k banday is k ilawa bhi k c k c ghustakhiyaa ker chukay hain or ker rahay hain, in ko apnay baron k kartoot nazar nahi atay in k diloon per Allah (azw) nay mohar laga di hay or ab in say kabhi hi koi bhi kaam khair ka nahi hoga, yeh deo k banday dunya main to zaleel ho rahay hain InshaAllah (azw) akhrat main in ka thikana jehannum main hoga or mujhay to pakka pakka yaqeen k InshaAllah (azw) jhannum bhi in Gustakhoon ko kabool nahi karay gi in ka ajaam Al-Aman-ul-Hafeez, Allah (azw) or Aqa (saw) behtar jaan tay hain, yeh bay khabar hain apnay anjaam say mery bhai, aap dil bardashta na hoon, Allah (azw) aap ko aap ki Sahaba-e-kiraam say muhabbat ka Behatar ajar day, or in badmazhaboon say bach nay ki tofeeq ata fer mai,

fi-aman:

Sajid Ali (Mutlaashi)

Link to comment
Share on other sites

  • 1 year later...

Thanks for info brothers, pata nahi yeh Deo k bandy kia cahty hain aur inhain kuch kehty kuch karty bilkul sharam bhi nahi ati.

Well iss story ka mujhe pehlay nahi pata tha buht sukriya share karne ka.

yeh Nifaaq chahtay hain Musalmanon k darmiyan, yahudiyon se bohot kuch milta hai in k badon ko...

isi book mein aur bi stories mojood hein jaise in k DADA ka marnay k ba'ad Zahiri Jism k saath apnay ghar mein aana aur mithaee dena waghera. ( magar SHARM IN KO NAHIN AAEYGI, HERGIZ NAHIN ).

ALLAH hum sub ko aur hamaray Imaan ko, in k shar se, apni amaan mein rakhkhay ( aameen ).

Edited by Ghulam-e-Ahmed
Link to comment
Share on other sites

Assalam'u'Alaikum

Akhi Mashallah ,ap ki sari bat bajuz degar sahi hosakti lakin sewa is ke jo majzub ki taraf ye kahna ke Umar or Ali ki kashmakash se muard Hazrat Umar ki shan me ghustaki maqsud ho, me ise ghalat samaj ta ho,us Majzub ka Dil ka hal to Allah hi janta he,lakin agar bat thora Scientific andaz me parkhi jae to bat samaj me ajati he,kyo ke Insan maa or bab ke mushtaraka khon se peda hota he dono ke (chromosome 23 23)shamil hot he jis se mil kar cell structure hota he, is lye baad awqat kabhi maa ka khon ghalab ajata he to kabhi bab ka, aci sorat me Jins ka taayon hota lakin agar dono yeksa rahe to bawojod tamkeel Adhaa ke bache ka bachna buhot hi namumkinat me se he,

Bus itni ci bat kah na chaho ga ke, Mashallah bhai Ahle sonnat hamesha Haq ki bat kahte hen chahe woh apne hi dushman ke haq me kyo na ho,wa Akhro Dawaana Alhamdollilhi Rab e Allameen

Edited by Alteejani

janab Teejani sahib! chalain app ki science ki baat ko thori deer ki lye sahi maan letay hain. to kia iss wajah se ye kehna keh umer ya ali ki kashakashi main mar jatay hain ?? ub ki baar bachay ka naam alvi nisbat se rakhna to bachay bach jayeen ge. kia farooqi nisbat se bachay mar jatay hain ??

kia essay saaf jumlay kehnay ke baad bhi niyat ka etibar kia jaye ga ?? jin ki wazahat baad main bhi ki ja rahi hai.

kia essay ilzam sahaba radi Allah anhum ki taraf mansoob karna jaiz hain ?? chahay niyat kesi bhi ho ??

chalain aik min ke lye uss majzoob ko majzoob man letay hain . to kia thanvi or uss ka poora ghar bhi majzoob tha ?? thanvi ka khalifa jiss ne ye kitab likhi wo bhi majzoob tha kia ??

maan or baab ke nutfe main agar maan ka nutfa galib aajaye to larki peeda hoti hai or baap ka nutfa galib aajaye to larka peda hota hai. ( Tabrani Kabir , jild 2, page 93)

jub larka paida ho gaya or uss ka naam farooqi nisbat se rakh bhi dia. ub wo mar jaye to kia iss main farooqi nisbat ka qasoor hai.?? ( Al'ayazubillah )

farooqi nisbat se naam rakh dia to ub donoon main laraye hogaye or bacha margaya. ub to bacha paida ho uss ka naam alvi nisbat se rakhna . ye ilzam kiss per hai app batayeen ge. ?? hazrat Ali per ya hazrat Umer per ( radi Allah anhuma ) Ya app ki science per .

Link to comment
Share on other sites

Allah ki panah, jo ek lamhe ke lye bi sahaba Radhi Allahu anhum ke bare me rati bar bi koi ghalat khyal aye,Mene Hazrat, kisi Thanvi sahab ka defaa ni kya ap jo marzi he unke bare me kahe use muje koi gharz ni mene khod apni post me misal diti Thanvi ke Ilm ki ap check kar len ,yahan mera Husne zan mujzob se he agar mujzob ye kahra ho ke ab ke bar Ali ke Hawale karna to shaed is ka maqsad ye ho ke Jab Hamal ho jae to pher muashara mat kare, me ye bat basid e Ahtram kah raha ho us bibi bare me jo Alevi he or agr meri bat me koi ghalti he to me Allah se or Rasool se mafi chata ho or os bibi se bi,dosri baten apni jaga lakin meri nazr me Ahle bet ka ahtram bohat zarori he or me apni zat se her Syed or syeda ko Aala samaj taho,ap beshak Thanvi ko jote lagae woh is laek he,per jin logo ka koi Khaata naho une mat shamil kare. wa Akhro dawaana Alhamdollilahi Rabe Allameen

janab teejani sahib ! main ne apni marzi se kuch nahi kaha, wo jo un ki kitab main hai main ne wohi kaha hai. app kehtay hain main sooch bhi nahi sakhta lakin phir bhi uss majzoob se husan e zan bhi qayim rakhtay hain.

sareeh alfaaz main niyat nahi dekhi jati. uss main matlab nahi talash kiye jatay. apna husan e zan kisi sunni ke lye bacha kar rakhain. kaam aaye ga. rahi baat app ke husun e zun ki to bhi app ke kaam nahi aaye ga. kyon keh wo khud apnay mafhoom ki wazahat jo thanvi ki maan nay ki thi per daad de raha hai. or man raha hai keh meray kehnay ka ehi matlab tha. phir kon sa husun e zun ??

janab majzoob agar sirf yehi keh deta keh ub ki bar Ali ( radi Allah anhu) ke hawalah ker dena to koi baat nahi thi. uss ne iss se pehlay jo kaha wo kable girift hai. sahaba radi Allah anhuma per ilzam alagay walay ke sath app husun e zun rakh sakhtay hain main nahi, main kia koi sunni bardast nahi karay ga.

janab teejani sahib alvi honay se choot nahi mil jati kah jiss ki shan main chahay ghustakhi kar dain. or jin ki shan main ghustakhi hoye hai wo koi or nahi hazrat umer or hazrat ali ( radi Allah anhuma ) hain. jin ki shanoon se app bhi waqif hain. mujah yahan bayan karnay ki hajat nahi.

janab hun ne apnay taraf se kuch add nahi kia. jo ghustakhi thanvi or uss ke ghar waloon ne ki hum se un ki nishan dehi ki hai. hum ne kisi ko bila wajah gaseeta nahi hai.

hum ne yahan kisi ka khaata nahi khola. app ko taveelain karnay ka bohat shook hai. har jagah taveelain na kia karain. kaheen koi taveel app ke galay main na atak jaye. aik taveel app ne doosray topic main bhi ki nanotvi ke sath uss ka jawab dena tha. lakin main abhi masroof hoon. jo kaam app kar rahay hain na wohi kaam sari zindagi deobandi karta hai. yani taveelain karna.

hazrat abdullah bin umer radi Allah anhuma farmatay hain kah Rasool Allah sallallaho alaihi wasallam ne farmaya ::

"" jub tum un logoon ko dekho jo meray sahaba (radi Allah anhum) ko bura keh rahay hoon, to kaho kah tumharay shar per Allah ki lanat ho "". ( Tirmizi , jild 2, page 706 )

hazrat abu huraira radi Allah anhu farmatay hain kah Rasool Allah sallallaho alaihi wasallam ne farmaya ::

"" meray sahaba ko bura na kaho, meray sahaba ko bura na kaho, uss zaat ki qasam jiss ke qabzah e qudrat main meri jaan hai agar tum main se koi shaks uhad pahar ke barabar soona bhi kheraat de to wo sahaba ke diye hoye aik mad(aik kilogram) balkah nisf mad (nisf kilogram) ke barabar bhi nahi hai. ( Muslim , kitab fazail e sahaba , hadees # 6364 )

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...