Jump to content

Taqya Kiya Hai


Ubaid-e-Raza

تجویز کردہ جواب

(salam)

 

Allah azzawajal kay pyaray Nabi pak alaislam aur saray Anbiya kiram rizwanullah alaihim ajmaeen nay Deen e haq ki alal aailan tabligh ki sakhtiya bardasht kee patthar khaiay loago ki sakht zubanain suni har tarah ki mushkilat ka samna kia magar taqayya nahe kia

 

shia mazhab ajeeb mazhab hai jis ka no koi sir hai na pair aur jis ki bunya rait ki diwar say bhee kamzoor hai..

 

Sydina Ali raziAllah anho jo Shair e khuda hain unho nay Syedina Abubakr o Syedina Umar o Syedina Usman rizwanullah alaihim ajmaeen ki bait kari tu shia mazhab walay kahtay hain kay taqayya kara... ugar Shair e khuda waqai in khulafa ko haq par na samghtay tu kia kabhe bait kartay ? aur kia haq ko chor kay batil ki pariwi kartay?? nahee hargiz nahe wallah tu Syedina Ali raziAllah anho ki bait nay sabit kar dia kay Khulafa e Rashideen saray haq pay thay .. ab Imam Hassan raziAllah anho ki misal daikhain un kay pass foaj bhee taqat bhee aur khilafat bhee magar unho nay Syedina Amir Muwaiya raziAllah anho kay haq mai dastbardari ka aailan kar dia kia foaj aur taqat kay hotay howay bhe unho nay Syedina Amir Muwaiya raziAllah anho ki bait kar lee .. .

 

aur Ab daikhain walid mola Ali raziAllah anho nay bait kar lee , bhai imam Hasan raziAllah anho nay bait kar lee magar daikho mairay Imam Hussain raziAllah anho nay sara ghar Allah azzawajal ki rah mai shaheed karwa lia sir kata dia magar batil kay aagay sir jhukaya nahee.

 

tu Alhamdulillah Ahlesunnat ka rasta haq kay jis say Syedina Ali raziAllah anho aur Imam Hasan raziAllah ki dosti us say hamari dosti aur jis say Imam Hussain raziAllah anho ki dushmani us say hamari dushmani

 

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...
  • 1 month later...
  • 1 month later...
ubaid sahab kabhi aap ne Quran ya quran ki tafseer perhnay ki zahmat ki hai ?? shayed nahi ki tabhi to itna uchal rahay hain,janab taqiyyah Quran se jaiz hai aur aap ki tafaseer ne bhi issay jaiz kaha hai...

 

http://www.tafsir.com/default.asp?sid=3&tid=8052

 

For instance, Al-Bukhari recorded that Abu Ad-Darda' said, "We smile in the face of some people although our hearts curse them.'' Al-Bukhari said that Al-Hasan said, "The Tuqyah is allowed until the Day of Resurrection.''

 

ab yeh aap ki tafsir ibne kathir se mein ne quote kiya hai jis mein likha hai taqiyyah qayamat tak jaiz hai to kiya aap k scholars bhi jhootay hain ??

Link to comment
Share on other sites

ab yeh aap ki tafsir ibne kathir se mein ne quote kiya hai jis mein likha hai taqiyyah qayamat tak jaiz hai to kiya aap k scholars bhi jhootay hain ??

 

jin kitabo ka aap reference day rahay hai asal kitab say with authentic sunni translation scan bhee zaror enayat kar dia karain.

 

aur taqayya jaisi naik cheaz ko chor kar karbala mai ghareeb ul watani mai pooray gharanay ko shaheed karanay walay syedina Hussain raziAllahoanhu sahee thay ya ghalat agar taqayya itni naik cheaz hai tu sir kata dia laiken sir jhukaya nahee aakhir kyu jab kay aap kay he kay mazhab kay mutabiq khud un he kay walid raziAllah anho nay taqayya kar kay jhoti bait kar lee thee halat sazgar nahee thay. Baray bhai Imam Hasan raziAllah anhu nay bhee bait kar lee thee halat bhe saazgar thay phir bhee.. Syedina Ali karramallaho tala wajhaul karim aur Hasnain karemain raziAllaho anhuma mai say kaun sahee tha aur kaun 2 ghalat. qayamat tak jawab day du haan jawab usooli aur seedha daina taqayya mar karna

Link to comment
Share on other sites

jin kitabo ka aap reference day rahay hai asal kitab say with authentic sunni translation scan bhee zaror enayat kar dia karain.

 

aur taqayya jaisi naik cheaz ko chor kar karbala mai ghareeb ul watani mai pooray gharanay ko shaheed karanay walay syedina Hussain raziAllahoanhu sahee thay ya ghalat agar taqayya itni naik cheaz hai tu sir kata dia laiken sir jhukaya nahee aakhir kyu jab kay aap kay he kay mazhab kay mutabiq khud un he kay walid raziAllah anho nay taqayya kar kay jhoti bait kar lee thee halat sazgar nahee thay. Baray bhai Imam Hasan raziAllah anhu nay bhee bait kar lee thee halat bhe saazgar thay phir bhee.. Syedina Ali karramallaho tala wajhaul karim aur Hasnain karemain raziAllaho anhuma mai say kaun sahee tha aur kaun 2 ghalat. qayamat tak jawab day du haan jawab usooli aur seedha daina taqayya mar karna

saif ul islam sahab baat ko gumao mat jab phans gaye ho to...meri jaan tum ab topic se bhagnay ki koshish ker rahay ho...aur jahan tak baat hai Imam Hussain a.s ki to taqiyyah farz nahi hai meri jaan...aur Imam Hassan a.s ki to iss k liye tumhain Rasool Allah (saw) ki life dekhni paray gi k pehlay unhon ne jang ki phir sulah ki phir jang ki kafiron se...Imam Hassan a.s aur Imam Hussain a.s ne to sunnat per amal kiya aur koi bhi mulla yeh nahi keh sakta k sunnat per amal kerna ghalat hai...qayamat to doar ki baat hai meray laal tumhain issi post mein jawab de diya hai k sunnah per amal kerna sawab hota hai na k gunnah agar tum unn per etiraz kertay ho to woh to 2 alag hastian thein aik hi hasti Rasool Allah saww ne jang bhi ki aur sulah bhi ki to tum batao unn mein se unn ka kon sa amal sahi tha aur kon sa ghalat tumharay aqeeda k mutabiq ?? aur mein ne tumhari book se sabit ker diya hai taqiyyah ka keh qayatmat tak jaiz hai...
Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
  • 2 months later...
issi post mein jawab de diya hai k sunnah per amal kerna sawab hota hai na k gunnah agar tum unn per etiraz kertay ho to woh to 2 alag hastian thein aik hi hasti Rasool Allah saww ne jang bhi ki aur sulah bhi ki to tum batao unn mein se unn ka kon sa amal sahi tha aur kon sa ghalat tumharay aqeeda k mutabiq ??

(bis)

 

Mufti Aazam sahib!!!!!

Humarye Aqeedah ke mutabiq Rasool-e-Akram (saw) ne Allah ka hukm mana,

jesa ke aik Aayat/Hadith (mujhye is waqat yaad nahin aa rahi) kehti hai ke (Mafhoom)"Or Rasool (saw) kuch nahin kehtye bajaz Allah ke hukm ke"

lakin problem to ye hai ke aap ke nazdeek to Quran hi sahi nahin......... ab aap ko kia samajh main ayega

Aap ke nazdeek to is main tehreef ho gai, jab ke Allah ka kehna hai ke (Mafhoom) "Or Hum(Allah (azw) ) ne hi isye utara ur Hum(Allah (azw) ) hi is ki hifazat karnye walye hain"

Ayat ke munkir ko kiya kahengye........................?

(Allah danista ya ghair danista ghalati ko muaf karye)

 

 

aur mein ne tumhari book se sabit ker diya hai taqiyyah ka keh qayatmat tak jaiz hai...

 

Janab itni jald bazi sahi nahin, zara ye to bata dain ke aap ne is site per mojood kis soraa ki kon si ayat kot ki hai?

kion ke is tarha to mushkil hai ke aap ki baat man li jaye....

kahin ye tafseer aapne Tafseer-e-Kalbi (al Maa'roof Tafseer-e-Abbas) se to nahin li..... ayesa hai to phir apni hi kitab ka hawala de ker hum per fatwa........? wah kia baat hai (Wazeh raye ke site per Tafseer Ibn-e-Kaseer mention honye se koi faida nahin)

 

 

Jana Ahl-e-Sunnat bhaiyon (Barelvi bhaiyon)

jab aap ko maalom hai ke ye log mantye hain ke Quran mai tehreef ho gai hai to in ko seedha rasta dikhana mushkil hai unlsess ke ye bilkul khulye dill se mazhab-e-islam ka mutalia karain (or bhi bohat se tareeqye hain), phir taqayyah bhi kartye hain... to aap se ye kehna hai ke aap in ki riwayat shuda Ahadith, Seerat ki kitabain, Tareekh, Adab(Literature) ko kion sahi mantye hain, chahye woh Seerat-e-Hasham ho, ya Tafseer-e-Abbas, Tibri ho ya Majlasi, Mirza Ghalib hon ya Mir Anis, Madhoo Lal Hussain hon ya koi aur,

 

Humye chahiye ke hum in ke beekh-kani (jar se ukharnye) ke liye aik saath hojaye. Jesye hi hum in ki pesh karda, riwayat karda ilm ko chor dengye Mujhye yaqeen hai (Muhaddetheen o Ulama ko bhi) humara deen bohat hi (taqreeban 95%) khalis hojayega

 

fi-aman:

(salam)

Abdul Salam

Edited by Abdulsalam
Link to comment
Share on other sites

  • 7 months later...

salam

ubiad raza sahab zahir ye ho raha he aap is site ke kerte dherto min se hen ab tak aap ne mira jawab par lia hoga

 

kia is behes ko age baran ya yahin per jhor doon .

 

shukria molai sahab awr raqib sahab

Edited by azad umeedwar
Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

post-3436-12564698042192.pngpost-3436-12564698399277.png

آپ جن صحابہ کے بارے میں کہہ رہے کہ انہوں نے کبھی تقیہ نہیں کیا اور آپ تک انکی تعلیمات صحیح پہونچی ہیں تو دوبارہ اپنے مذھب میں غور کر لینا کیا واقعا آپ تک صحیح اسلام پہونچا ہے یا صحابہ اور آپ کے بزرگان کا تقیہ کرنے کی وجہ سے آپ حضرات نے کچھ اور اپنا لیا ہےکیوں یہ ہی تھے نا آپ کے الفاظ

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

سلام علیکم

اگر سب ہی کو قبول کرتے ہیں تو تقیہ کو مذموم انداز میں کیوں پیش کرتے ہیں؟ کیا اس سے پہلے اس کے شرعی ہونے کا علم نہیں رکھتے تھے یا پھر تعصب حقیقت بیان کرنے میں مانع تھا

میں ایک اور بار پھر آپ کو مطالعہ کی دعوت دیتا ہوں شیعہ کتب پڑھنے کی ۔

کہ علما نے اس کے لئے خاص فقہی بحث کی ہے اور مختلف حالات کے احکام بیان کئے ہیں

آپ حضرات تو ایسے تقیہ کو بیان کرتے ہیں جیسے یہ کفر سے بھی بدتر ہےلیکن اب آپ کے اعتبار سے تقیہ جائز ہے {جیسا کہ بعض اوقات ایسا ہی ہوتا ہے} پھر بھی ہم جائز کام کر رہے ہیں اس میں اپ کو اعتراض کا حق نہیں ہے۔کیا جائز کام کرنے میں بھی آپ سے اجازت لینی ہوگی

تفصیلی جواب بعد میں

والسلام

 

Edited by azad umeedwar
Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...
  • 3 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...