Rifaqat Attari مراسلہ: 28 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 28 جولائی 2008 Yeh fatwa mein ne Ask Imam aur degar ulma ko forward kia hey. But sirf Jamia Naeemia Lahore se is ka following jawab mila he Meri aap sab se request he ke is baray mein meri mazeed rehnumai karien mein buhat buhat mashkoor hoon ga aur aap k liye dua karoon ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 28 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 28 جولائی 2008 Asalamo elekum! is mein likha hai ke kagaz par jo tasweer hoti hai, aissi tasweer theek hai, to kya ghar mein jo hum log ek dooserey ki tasveerein khiench kar aur frame karwa kar dewaaron par lagatey hai, to kya yeh sahi hai? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 29 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 29 جولائی 2008 Bhayi Tehqeeq-e-Alahazrat Key Mutabiq Kaghaz Aur Kaprey Per Print Shuda Tasveer Na Jaiz wa Haram Hai.. Aap Is Key Liye Dar ul Ifta Key Yeh 2 Fatwey Perhein... Tasveer Kis Ko Khetey Hain.. Tasveer Ka Hukm? Computer mein kissi zinda cheez ki tasveer? Aub Aapka Asal Masala Key Aapki Company 3rd Party Ka Kam Kerti Hai.. Aur 75% Kam Baghair Tasveer Key Hota Hai Waghera.. Iska Jawab Tu Muftiyaan-e-Karam Dein Gey... Mager Aap Ney Likha Key Main Webdesigning Ka Kam Ker Sakta Hoon Ya Nhin.. Tu Dosrey Fatwey Sey Yeh Bat Clear Ho Gayi Key Computer Mein Tasveer Jaiz Hai... Kiyon Key Woh Tasveer Key Hukm Mein Nhin Balkey Aks Key Hukm Mein Hai... Ager Isko Aks Ki Bajaye Tasveer Hona Sabit Ker Diya Jaye Tu Phir Yeh Na Jaiz Hogi.. Is Per Ulema e Karam Ney Kafi Kutub Tehreer Fermayi Hain Aur Kafi Dalail Pesh Kiye Hain Key Movie Jo Hai Yeh Tasveer Nhin hai Balkey Aks Hai.. Jesay Paani Mein Aks Aajaye Ya Ai'ney Waghera Mein.. Tu Jis Terha Woh Na Jaiz Nhin Is Terha Movie Aur Computer Mein Tasveer... Mager Is Mein Is Cheez Ko Mad-e-Nazer Rakha Jaye Ga Key Jaiz Movie Aur Jaiz Tasveer... Mazeed Tafseel Key Liye Aap Dar ul Ifta Ahle Sunnat Ka Fatwa Is Booklet Sey Read Kerein.. Jo Key Aakhir Mein Mojod Hai... Aapka Masala Clear Ho Jaye Ga... Tv Aur Movie Wassalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 29 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 29 جولائی 2008 Sag-e-Attar bhai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔