Jump to content

credit card ka online use


Gulzar

تجویز کردہ جواب

(bis)

(salam)

kuch log aissey hotey hain ke kissi ke credit card ka number internet par share kar detey hain, aur jab wo credit card ka number aur us ke owner ke information internet pe phel jati hai to

kuch log us credit card ka internet ke zariey istimaal karte hain.

maslan kuch cheezein khareed latein hain aur ghar mein istimaal karte hain. jaisey ke koi apne compute ke liey memory stick khareed laita hai ya kuch online programme jo free nahi hotey wagaira wagaira...

 

aur agar hum ne koi aissey tareeqey se koi cheez khareedy ho to usey agey kissi aur ko bech sakte hain kya? maqsad yeh hai jo paissey wasool hongey pechney se wo kahin haram categorie mein to nahin ayenge?

kyon ki hum ne to kissi ka credit card internet par nahi phelaya,

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...
مراسلہ: (ترمیم شدہ)

internet par aissey kuch program hotey hain jo ke free nahi hotey, un ke mukamal istimaal keliey aap ko pay karna padta hai,

maine dekha hai ke kuch website par se aap ko un program ke serial number ya keymaker mufth mein hi mil jate hain aur aap in serial number ya keymaker ke zariey us shareware program ka istimaal bilkul mufth mein kar saktey hain,

poochna yeh tha ke kya aissa karna sahi hai?

 

kyon ke merey paas bohat sari naatein hain jo ke video mein hain main unhen cd par burn karna chahata aur kuch aissi hain jiney convert bhi karna chahta hoon, aur aissa karne ke liey mujhe kuch program khareedaney padey gey jo k main nahi karna chahta. to maine socha ke agar yeh natein ya phir koi islamic video kissi aissey program ke zariey kissi ko burn kar k doon jo k maine kharida hi nahi, pata nahi aissey karne se sawaab miley ga ya nahi.

Edited by Gulzar
Link to comment
Share on other sites

  • 2 years later...

(bis)

(salam)

kuch log aissey hotey hain ke kissi ke credit card ka number internet par share kar detey hain, aur jab wo credit card ka number aur us ke owner ke information internet pe phel jati hai to

kuch log us credit card ka internet ke zariey istimaal karte hain.

maslan kuch cheezein khareed latein hain aur ghar mein istimaal karte hain. jaisey ke koi apne compute ke liey memory stick khareed laita hai ya kuch online programme jo free nahi hotey wagaira wagaira...

 

aur agar hum ne koi aissey tareeqey se koi cheez khareedy ho to usey agey kissi aur ko bech sakte hain kya? maqsad yeh hai jo paissey wasool hongey pechney se wo kahin haram categorie mein to nahin ayenge?

kyon ki hum ne to kissi ka credit card internet par nahi phelaya,

 

 

(wasalam)

 

 

istrah doosray k peson say cheezain khareedna jaiz naheen hay , zroori hay keh uskay peson say jo cheez aapnay khareed li hay uskay pesay usko wapis deay jain , phir aap us cheez ko aagay bech saktay hain , uski raqam usko lotani hogi wrna yeh cheez bechna durust naheen hay.

 

http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=29527

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...