Jump to content

Ya Nabi Dekha Yeh Rutba Aap Ki Nalain Ka

Shareef Raza

تجویز کردہ جواب

  • 1 year later...
  • 1 month later...

(salam)

Meri Naqas Ra'ay hai ke is kalam ko na parha jay, kyun ke sadar ushariyah Mufti Amjad Ali Azami(ale rehma) bahar e shari'at main farmatay hain ke(jis ka mafhoom) Nalain shareef ke saath arsh par tashreef le janay ke baray main ulema ka ikhtilaf hai, lihaza is muaamlay main khamoshi ikhtiyar ki jay to behtar hai.... (ja)

Link to comment
Share on other sites

4979[/snapback]

Waleakum salam,

(ja) bro/sis...

kiya aap bahar shariat ka ref. bata saktey hain.. aur kiya mufti amjid ali aazmi (aleh rahma) ney ikhtilaf ki pesh nazer khamoshi ka hukm likha hai?

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Sadarush-shari'ah farmatay hain:

" Mash'hoor hai ke shab e mi'raj main Huzoor e Aqdas (saw) Na'lain mabarak pehanay hue arsh par gaye aur wa'ezeen is ke baray main aik riwayat bhi byan kartay hain uska saboot nahin aur ye bhi sabit nahin ke barhana pa they, lihaza iske muta'aliq sakoot karna manasib hai"

(Bahar e Shari'at hissa 16, chapter Mjalis e khair, page number 221, publisher Fareed book dipo limted new dehli)

Umeed hai ke app ko meri baat samajh main aa gaye ho gi

(ja)

5056[/snapback]

(ja) .. buhut hi achi malomat aap ney share ki hain... Sadru shariah (aleh rahma) key jawab sey tu masla clear hai.. mager yeh naat kaseer naat khuwano ney pedhi hai.. mere khayal main in ashaar ko dar-ul-ifta per bhej ker ager hukm malom ker liya jaye tu mazeed behter hoga...

Link to comment
Share on other sites

JazakAlah Bhai Achi Maloomat Sahre Ki Hain Ap Ney

Ubaid  Bhai Ap Ney Send Kar diya Ya Main Kar doon??

5069[/snapback]

main ney nhin kiya.. aap ferma dain... (ja)

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...