Gulzar مراسلہ: 25 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 25 جولائی 2008 1-) Is darood-e-paak mein likha hai din aur raat ko 3 , 3 bar pardney waley ko din raat darood pardney ka sawaab milta hai. http://i33.tinypic.com/2yjx2qs.jpg main janana chahta hoon,yeh din kis waqat shuru hota hai aur raat kiss waqat shuru hoti hai. ajeeb sa sawal hai lekin jawab ke liey shukriya. 2-) waisey to mujhe yaqeen hai ke yeh sare darood is site par jo hain wo sab sahi hain, kya koi confirm kar sakta hai ke yeh koi biddat to nahi hain? http://www.dawateislami.net/general/devoti...durood/html.asp اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qaiser Mustafa Attari مراسلہ: 25 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 25 جولائی 2008 (ترمیم شدہ) Gulzar Bhai Aap ke Pelay sawal ka jawab, Ameer e Ahle Sunnat ka resala Shajra e Qadriya Razawiya Ziaeya Attariya, main Subha aur sham ke tareef majood ha agar us ko samany rakha jay tu raat ka waqat Maghrib ke bhad se Aadi raat dhalnay tak Isha ka waqat ho ho ga, Ab is main koi bhai correction kar de ka raat ka waqat Maghrib ke bhad hota ha ye Isha ke Bhad Edited 25 جولائی 2008 by Ya Mohammadah plz upload images in jpeg format. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 25 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 25 جولائی 2008 Quran e pak may Darood o Salam parhnay ka hukam dia gaya ab is mai koi khas darood sharif nahe kay wohi parha jaiy ugar aisa hota tu aap kah saktay kay jo naya darood parha jaiay wo biddat hai magar Quran nay Darood o Salam parhnay ka hukam dia aur mukhtalif seegho say alqabat say jaisay bhe jo bhee darood e pak hoon Nabi pak alaislam ki tareef mai achay aur pyaray alfaz hoon wo sab parhna theak hai... phir bhee aap ko jis darood sharif pay aaitaraz laga tha us ki picture add kar dain dawateislami ki site say aap nay jo link dia hai waha say main page khulta hai aur us mai buhat say darood hain wasslam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 25 جولائی 2008 Author Report Share مراسلہ: 25 جولائی 2008 hamarey han jo maghrib ki namaaz pardi jati hai wo us waqat pardi jati hai jab sunset shuru hota hai, jaisey ke 20h30 minut par, leikin qaiser bhai ke jawab mein likha hai ke, shaam ka waqat garoobe-e-aftaab ke saath hi hatam ho jata hai, halan k magrib ki namaaz shuru us waqat hoti hai jab suraj garoob ho jata hai, to lehazaa mere khial se shaam ka waqat us waqat tak hota hai jab tak magrib ke namaaz ka waqat rehta hai, aur agar magrib ke namaaz ka waqat 20h30 se shuru hota hai to taqreeban 1 hour to hota hi hoga magrib ki namaaz keliey, agar mein kuch galith samjha hoon to correct kar dijiey ga please. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gulzar مراسلہ: 25 جولائی 2008 Author Report Share مراسلہ: 25 جولائی 2008 2-) mujhe koi aitraaz nahi hai, balque yeh to achi baat hai ke ek darood se itna barda ajar milta hai. darassal kuch aissa hi darood maine kissi aur web site pe post kiya tha aur us site par kissi ne mujhe kaha ek bhai kahin se confirm karwalo ke yeh kissi ne zyada sawaab kamaney ke liey koi shortcut rasat to nahi banaia hai, (yani ke ye koi biddat ka kam to nahi hai). iss liey maine socha ke aap logon se confirm karwaloon. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 26 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 26 جولائی 2008 2-) mujhe koi aitraaz nahi hai, balque yeh to achi baat hai ke ek darood se itna barda ajar milta hai. darassal kuch aissa hi darood maine kissi aur web site pe post kiya tha aur us site par kissi ne mujhe kaha ek bhai kahin se confirm karwalo ke yeh kissi ne zyada sawaab kamaney ke liey koi shortcut rasat to nahi banaia hai, (yani ke ye koi biddat ka kam to nahi hai). iss liey maine socha ke aap logon se confirm karwaloon. Asslam alaikum aziz bhai mai nay aap ko aisay nahe kaha tha kay aap ko jo aaitaraz hai mai nay kaha tha jo aaitaraz laga hai isi leay mai nay lagnay ka lafz istamal kia tha kay baaz auqat insan ko shak shobha ho jata hai aur seekhnay sikhanay ki niyyat say sawal jawab mai koi haraj nahee aap zaror poch lia karain jis baat ko samghna ho Allah azzawajal ham sab kay ilam o amal mai izafa farmaiay aaamin maghrib ki namaz raat mai shumar hoti hai soraj dhalnay kay baad say raat hai soraj ghro'ab hotay hi roaza iftar kar lia jata hai maghrib ki namaz kay intheai waqt tak intazar nahe kia jata... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qaiser Mustafa Attari مراسلہ: 26 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 26 جولائی 2008 Is Page ko paray Inshahallh Umeed ha ke ye masla hal ho jay ga ke kon se namaz subha main aur kon se sham main ha. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔