Jump to content

Munafiq & Fasiq aur Fasid


Gulzar

تجویز کردہ جواب

(bis)

 

(wasalam)

 

MUNAFIQ:

Maunafiqeen ki nishani ye hai k jab wo Musalmanoon k paas hote hein to kahte hein ham Imaan lae or ham tumhare saath hein.Jab apne jaise logon mein baithe hote hein(munafiqeen mein) to kahte hein ham tumhare saath hein.

 

Quraan Majeed mein hai:

"Jab imaan waloon se milte hein to kahte hein ham imaan lae or jab apne shiyatinoon k saath hote hein to kahte hein beshak ham tumhare sath hein,ham to mahaz mazaq karne wale hein."

Edited by Hanafi Muslima
Link to comment
Share on other sites

FASIQH:

Fasiq(badkaar) Allah (azw) k ahad ko torta hai.Allah (azw) k ahad se moraad sharee ahkaam hein jaise Namaaz, Roza, Zakaat etc se parhaiz karte hein.Or Nabiyoon(Aalaihim Salaam) ki mukhalifat karte hein.

 

FASID:

Fasid(dhoke baaz) ye munafiqeen ki dosare nishani hai ye log hamesha dhoke bazi or fraib qari se kaam laite hein or wo chahate hein k Allah (azw) or Mouminoon ko dhokha dein laiken asal mein wo apne ap ko dhoka dai rahe hote hein.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...