Jump to content

Quran Mei Chote Haroof


Gulzar

تجویز کردہ جواب

(bis)

 

(salam)

 

Maafi chahta houn aap ke sawaal ka jawaab bahut deerse deraha houn.

 

Sajda karne ka tareeqa ye hai ke Allahuakbar ke ke sajde main chale jayein aur 1 , 3 , 5, ya 7 martaba subaanarabbiyalaala kahe aur Allahuakbar kahe ke sajde se uth jayein. Aap ka sajda hojayega.

 

 

Jab sajda karne ki aayat aati hai tu sajda kiya jata hai aur agar aap us waqt sajda nahi karein tu pura para ya quraan sharif complete hone ke baad sajde kitne karna hai count kar ke sajda kar na hoga. Quraan sharif main total 14 sajde honge.

 

 

main ne jo ye jawaab diya tha ke pura para ya pura quraan padne ke baad ek saat pure sajde kar sakte hain is ka matal ye hai ke ek hi jalse main yani ek saat agar pura para pade ya phir puri quraan padein tu kar sakte hain.

 

Magar sajda jald se jald ada kar dena hoga. Warna ghunah gaar honge.

 

Agar abhi bhi kuch sawaal aaye tu kijiyega.

 

(ja)

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...