Jump to content

Quran Mei Chote Haroof

Gulzar

تجویز کردہ جواب

bismillah.gif

salam.gif

Quran sharif ke ander ye jo chote chote harf hote hain kuch alfaaz ke agay, kuch uper aur kuch neeche, jaise ke chota sa toin hota hai, mad, shad, zer, zabar wagaira, in ka kya matlib hota hai, kya koi aisi link ya book hain online pe jahan se in ke matlib ka pata lagaya jasake?

jawab keliye shukriya!

Edited by Usman.Hussaini
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Mai sahee say nahe samgh paya kay aap kia kahna chahtay hain baharhal jo mai samgha ho us kay mutabiq ugar aap tajweed kay baray mai janna chahtay hain tu zaror bil zaror yei qaida poora parh lain

http://library.faizaneattar.net/Books/index.php?id=265

wasslam

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(wasalam)

bahi ager app chahain too app ko post mai bata sakti hoon jo mujhe maloom hai.............kyo kay link ka mujhe nahi pata...........aur app saif ul islam bahi ka link try ker kay dekhiye.........inshah allah azwajal wo zaroor kaam aye ga..........

mujhe samjh a gai hai kay app kaya pochna chatay hain...........

Edited by Karam Ho Ya Rasool Allah
Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...
bohat shukrya, mujhe kuch aissa hi jawab chahiey tha,

Okay MashaAllah.

Just read throughly and if you don't understand anything then please ask again. It is important to read Quran correctly and rectify yourself as soon as you fear that you're or you might be going wrong.

Edited by Sayyida Fatima
Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...
quran sharif ke andher jo sajdey hotey hain, agar quran sharif partey partey koi sajda ah jaey to sajda karna lazmi hain ya nahi?

(bis)

(salam)

quran sharif main jo sajdey hotey hain jab us aayaat par aaye tu sajda karna hota hai agar aap us waqt nahi karein tu baad main bhi pura padne ke baad kar sakte hain. Aur aap kai sajde mila kar ek saat bhi kar sakte hain.

(ja)

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

quran sharif main jo sajdey hotey hain jab us aayaat par aaye tu sajda karna hota hai agar aap us waqt nahi karein tu baad main bhi pura padne ke baad kar sakte hain. Aur aap kai sajde mila kar ek saat bhi kar sakte hain.

(ja)

kya aap mujhe bata saktey hain kaissey karne hongey sarey sajdey ek hi saat, i mean what i should read and when?

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

kya aap mujhe bata saktey hain kaissey karne hongey sarey sajdey ek hi saat, i mean what i should read and when?

Jab sajda karne ki aayat aati hai tu sajda kiya jata hai aur agar aap us waqt sajda nahi karein tu pura para ya quraan sharif complete hone ke baad sajde kitne karna hai count kar ke sajda kar na hoga. Quraan sharif main total 14 sajde honge.

Aur aap ke sawaal se ye samaj main aaya mujeh kiya aap ka sawaal kuch aur hai kiya aap sajda karne ka tareeqa puch rahe hain is ki zara wazahat karein pls.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...