sunnistudent مراسلہ: 17 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 17 جولائی 2008 Deobandiyon ne apane firkey ki sabsey aham kitab Taqwiyatul Iman mein kaafir tahreef ki hai. Mazeed Malumaat ki liye, Mawlana Mohammed Ali Raza Qadri sahab ki kitab" Taqwiyatul Iman mein tahreef kyun?" ka muta'ala kijiye. Tahreef ki ek choti si misaal aap logon ki nazar pesh karta haoo. Islamail Dehalvee ne apani kitab Taqwiyatul Iman mein Allah SAHAB lafz ka istemal kiya hai. Jis insan ne anmbiya ( alaihisalam ) ki shaan mein gustakhi ki ho , wah bhala, Allah subhanahu wa taa'la ke liye sahee lafzon ka istemaal kaisee kar sakta hai? Deobandiyon ne is Allah Sahab to Allah Ta'ala mein tabdeel kar diya. Pehle mulahiza farmaiye Mubarapur ( al hind) ka purana nuskha. Phir Mumbai aur Deoband ke Tahreef shuda nuskhey. Ab Mumbai aur Deoband ke tahreef shuda nuskhey. Ek bhool ho gayee deobandiyon sey! Fatwa Rashidiya mein abhee bhee Allah Sahab ka lafz hai , sawalt mein! Wahab tahreef ab tak nahee huee hai. Is baat ki puri ummeed hai , jald hi deobandi ismein tahreef karengein aur Insha Allah pakdey jayeigein! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 17 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 17 جولائی 2008 Sunni Student Bhayi... Deobandi Apney Ikabireen Ki Kutub Mein Tehreef Kertey Hain Mager Unko Ghalat Aur Haq Ko Qabool Nhin Kertey... Beyshak Allah Jis Key Dil Per Chahey Mohr Ker Dey... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
NOMI مراسلہ: 25 جولائی 2008 Report Share مراسلہ: 25 جولائی 2008 Ek bhool ho gayee deobandiyon sey! Fatwa Rashidiya mein abhee bhee Allah Sahab ka lafz hai , sawalt mein! Wahab tahreef ab tak nahee huee hai. Is baat ki puri ummeed hai , jald hi deobandi ismein tahreef karengein aur Insha Allah pakdey jayeigein! ye HALWAY MAANDAY WALAY KAUN LOAG HAIN..? MUJHAY MAIRA DOST KEHTA REHTA HAI.....PLZ REPLY اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sunnistudent مراسلہ: 15 اگست 2008 Author Report Share مراسلہ: 15 اگست 2008 Deobandiyon ke sabsey badey shaykh , Ismaeel Dehalvee ki kitab taqwiyatul Iman mein khoob dil khol kar tahreef ho rahee hai! Yeh Gustakhe Rasul khud apaney akabir ke kitabon mein raddo badal kar rahey hain. Ek nazara mulahiza farmaiye!. Taqwiyatul Iman , OLD EDITION Yeh ko kufriya ibarat thee" main bhee mar kar ek din mitti mein milaney wala hoon" Usako badal kar NEW EDITION mein "yani ek na ek din main bhee fawt ho kar aagosh lahad mein ja soonga" Umar bhar shawq sey khatey rahey kala kawwa hmaney murga jo khaya to bura maan gay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mushtaq_Attari26 مراسلہ: 15 اگست 2008 Report Share مراسلہ: 15 اگست 2008 g888888 sharing bhai jaan http://www.marifah.net/forums/index.php?sh...2533&st=180 yaha per bhi aap ke post dekhi Masha ALLAH Bahut Khushi huwi Jazak ALLAH Khairan Kasira Aameeen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sameer raza مراسلہ: 14 اپریل 2023 Report Share مراسلہ: 14 اپریل 2023 On 8/15/2008 at 2:30 PM, sunnistudent said: Deobandiyon ke sabsey badey shaykh , Ismaeel Dehalvee ki kitab taqwiyatul Iman mein khoob dil khol kar tahreef ho rahee hai! Yeh Gustakhe Rasul khud apaney akabir ke kitabon mein raddo badal kar rahey hain. Ek nazara mulahiza farmaiye!. Taqwiyatul Iman , OLD EDITION http://i337.photobucket.com/albums/n398/kadu21/tc.jpg http://i337.photobucket.com/albums/n398/kadu21/t81.jpg Yeh ko kufriya ibarat thee" main bhee mar kar ek din mitti mein milaney wala hoon" Usako badal kar NEW EDITION mein "yani ek na ek din main bhee fawt ho kar aagosh lahad mein ja soonga" http://i337.photobucket.com/albums/n398/kadu21/n41.jpg http://i337.photobucket.com/albums/n398/kadu21/n42.jpg Umar bhar shawq sey khatey rahey kala kawwa hmaney murga jo khaya to bura maan gay Bhai Ye Rad Color Wali Tahreef Shuda Taqwiyat Ul Iman Kitab Pdf Me Bhej Dijiye Bhai Ye Laal Red Color Wali Taqwiyat Ul Iman Kitab Pdf Me Bhejiye اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔