Jump to content

cigerette is makrooh not haram, it is fatwa


mufti

تجویز کردہ جواب

Assalam o alaikum my name is danish. cigarette k baray main aap ki research quabl e dad hai lekin jo batain aap nay issay haraam sabit kernay k liyee ki hain wo theek nhn. ager in batoon ko daleel banaya jaay to phir tu chaay (tea) aur coffee bhi ziyada pena haram hojaay gy q k jo nukhsanat cigarette penay main hain ,quareeb quareeb wohi chaay, coffee, paan ,niswar, ghutka main hin tu kiya phir paan khana bhi haram? challiya aur cofffee bhi haram? asal main esi baat nhn. meray bhai aur behnon! humain chahiye k deen k maamlay main apni raay denay say perhaiz kerain ye ulma aur Muftiaan ka masla hai is liye un he say pochain. ulma ,fuquha aur Muftiyan e uzzam ki nazzer main cigarette haram nhn bal k "MAKROOH " hai. ager hum is tarah chezon ko haram kehnay lagay tu esi hazaron chezain haram hojain gi jo humari zindagi main aam hain maslan pan chaliya ,supari, niswar. sardioon(winter) main ice cream khana bhi haram aur ziyada garmi main dhoop main nikalna bhi haram ! aur garmion main road per bilawajah ghaomna bhi haram q k germi lag ker bhi insan mer sakta hai! barish main nahana bhi haram !...............kiya cheez haram hai kiya nhn ye ULMA aur MUFTION ka kaam hai. AAM admi ka in mamlat main bolna jaiz nhn aur aik gunah k siwa kuch nhh. aik aur baat yahan clear ker dn k DOCTOR ZAKIR NIKE ALIM E DEEN nhh he is just a researcher aur reseach ghalat bhi sabit hosakti hai jis tarah us ki neck tie wali research ko main nay khod ghalat sabit kiya hai.

CIGERETTR MAKROOH HAI, it is the "fatwa" of MUFTI MUHAMMD ISMAIL TOORO, DARUl IFTA ,JAMIA ISLAMI, RAWALPINDI.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...