Jump to content

Deobandi ke Ilm e Ghaib per Aitrazat


Mutlaashi

تجویز کردہ جواب

(bis)

(saw)

(salam)

 

 

 

Meethay Islami bhiyoon us wahabi deo bani mujh say kuch or atirazat kiey hain jo k main aap ki khidmat main paish ker raha hoon aap log mujhay batao k main us ko kia jawab doon kion k mery pass itni malomaat or books nahi hain main nay jo bold or italic likkha hay yeh deobandi ki taraf say hay aap is ka jawab dain

 

Hazrat Muhammad (saw) ko woh tamam cheezon ka ilm tha jo Allah Tala farishton kai zaria oon ko batatai thai. Kia tum ko maloom hai kai Macca kai kuch logo nai Hazrat Aisha ® par ilzam lagaya tha, aur Hazrat Muhammad (saw) hazrat Aisha ® sai baat nahee kartai thai, phir kuch days kai baad Quran ki ayat kai zaria Allah nai Hazrat Aisha ® par lagai gai ilzamat ko jhutlaya, tab Hazrat Muhammad (saw) nai ja kar hazrat Aisha ® ko khush khabri sunai kai Allah nai aap ki pak damani ki gawahi de hai, agar Muhammad (saw) ko bhi ghaib ka ilm hota to woh kabhi bhi hazrat Aisha ® sai naraz nahi hotai.

 

hari pagree ka wajood 1992 sai pehlai sunnai mai bhee nahee ata tha. achanak sai yeh ek firqa ban gaya. Is firqai mai tum nai dekha hoga kai ziada tar woh log hain jo na kabhi dhang sai school mai parhtai thai aur na kabhi oon ko school kee taalim kai shauq raha. ziada tar aisai log hain jin kai ghar mai tension wala mahol rahta hai aur jo paisa kamanai kee bohat koshish kar chukai thai magr nakam rahai.

aap mujhay oper jo kuch main nay bold or italic main likkha hay aap us ka mujhay detailed main jawab dain is k ilawa us deobandi ki mail main bohat kuch hay Al-Hamd-u-Lillah (azw) un batoon ka main jawab likh loon ga aap bra-e-Madina in batoon ka jawab likh dain takay us ko jawab dia jai

 

aap sab k replies ka muntazir

 

Sajid Ali (Mutlaashi)

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHMATULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH

 

LANATULLAHI TA'ALA ALAL KAZIBEEN, USS DEOBANDI YA WAHABI KUTTAY PER ALLAH AZZAWAJAL FARISHTOON OR KUL MOMIN MOMINAAT KI LANAAT HO, USS SAY BOLAIN SABIT KARAY KAH NABI KAREEM SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM NAY HAZRAT AYESHA SIDDIQAH TAIYEBA TAHIRA RADI ALLAH TA'ALA ANHA SAY BAAT NAHI KI? APP ISS RISALAH KO PARHAIN APP KAY TAMAM SAWALOON KA JAWAB ISS RISALAH MAIN HAI BHAI

 

http://www.razanw.org/modules/sunnibooks/item.php?itemid=50

 

ISS SAY POOCHAIN USSAY SABZ EMAMAH PER ETIRAAZ HAI YA DAWAT E ISLAMI PER, USS SAY POOCHAIN JO CHEEZ SAMNAY NA HO YA DEKHAYE NA DAY TO KYA USS KAY WAJOOD KA INKAR DAINA CHAHIYE? DOOSRA ISS SAY POOCHAIN TABLEEGI JAMAAT FIRQA HAI YA DEOBANDIOON KI JAMAAT? ISS SAY BOLAIN MAKALATUS SADRAIN PARHO ISS FIRQA TABLEEGI JAMAAT KAY BANI KO YE FIRQA CHALANAY KAY LIA ANGREZOON SAY RASHEED AHMED KAY ZARYE PAISA MILTAY THAY,

 

USS SAY POOCHAIN KISI NAIK KAAM KAY LIA KOI TANZEEM YA MOVEMENT CHALANA BURI BAAT HAI YA BIDDAT HAI YA HARAM HAI KYA HAI? AGER QO BOLAY BIDDAT HAI TO BOLAIN TUMHARI ALMI MAJLIS TEHREEKH KHATAM E NABUWAT BHI 40 SAAL PEHLAY BANI HAI YE BHI BIDDAT HOYE,

Link to comment
Share on other sites

(salam)

 

Bhai us kay sawalat sun kay parichan no ho yei sirf musalmano ko dhoka daitay hain aap ko jadulMukhtar bhai nay jo link dia hai us book ko achi tarah parh lain inshaAllah clear ho jaiay ga aur us aqal kay andhay wahabi say pochain

 

Kia Allah azzwajal ko bhe nahe pata tha us waqiay ka ugar pata tha tu Allah azzwajal nay kyu na bata dia itnay din khamooshi mai jo Allah azzawajal ki raza aur us ki hikmat thee Nabi pak alaislam us pay razi ba raza thay aur yehi matlab hai Abduhu ka kay Wo Allah azzawajal kay aisay khas banday hain jo har hal mai apnay Rab azzawajl ki raza pay razi hain un jaisa koi tha na hai na hoga.. kisi baat ka kah daina ya na kahna ilam honay ya na honay ki daleel nahee ho sakti wahabi ko bolain kay aqal ko hath maray aur Munafiqeen ki tarah is waqaiy ko zikar karnay ki aadat choray.

 

Amama sharif sunnat hai sabz ho ya koi bhe rang aur sabz bazat e khud Nabi pak alaislam say sabit hai jo aap alaislam ka Amama sharif jis ki photo aksar aap nay daikhe hogee wo bhee sabz hai yei wo shaks bhee manay ga 1992 say pahlay aksar loag is sunnat pay amal nahe kartay thay yei us shaks nay man lia .. ab us ko yei batain kay Dawate islami kay paigham Ameer e ahlesunat ki mahnt say loago nay Sunnat pay amal karna shroo kar dia tu wahabi kyu jal raha hai ..

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

Hazrat Muhammad (saw) ko woh tamam cheezon ka ilm tha jo Allah Tala farishton kai zaria oon ko batatai thai. Kia tum ko maloom hai kai Macca kai kuch logo nai Hazrat Aisha ® par ilzam lagaya tha, aur Hazrat Muhammad (saw) hazrat Aisha ® sai baat nahee kartai thai, phir kuch days kai baad Quran ki ayat kai zaria Allah nai Hazrat Aisha ® par lagai gai ilzamat ko jhutlaya, tab Hazrat Muhammad (saw) nai ja kar hazrat Aisha ® ko khush khabri sunai kai Allah nai aap ki pak damani ki gawahi de hai, agar Muhammad (saw) ko bhi ghaib ka ilm hota to woh kabhi bhi hazrat Aisha ® sai naraz nahi hotai.

 

 

(salam) bhai aap ye post chk karein ismy bad mazhabon ke tamam aitrazat jo huzur (saw) ke ilm e ghyb par kiye jaty hain usky mu tor jawab mojood hain...

 

http://www.islamimehfil.info/index.php?s=&...ost&p=13095

 

fi-aman:

huzur_ke_ilm_par_aitraaz_karny_walon_ka_anjaam.jpg

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...