Ghulam E Mustafa مراسلہ: 28 جون 2008 Report Share مراسلہ: 28 جون 2008 Yeh Book aik Jahil GM Ehsan Elahi Zaheer ne likhi thi jiss ka Mun tor jawab diya gaya app ko yeh jan kar khushi ho gi ke app iss book ko online par sakty hain aur Ahle Haditho ke aitrazat ka radd kar sakty hain. Read Online اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mohammad Raza مراسلہ: 3 جون 2009 Report Share مراسلہ: 3 جون 2009 Ghulam-e-Mustufa. Tumko pata hai ke ye Ehsan Elahi Zaheer kiska naam hai? inki tasneefat kya kya hain? Tumne jawabat ki link di hai uska pura URL to send karo..Aur iski tafseel to likho...Roshni karo tabhi to pata chale kiska chehra kitna kala hai? Kya tumne kabhi inki koi tasneef padhi hai? aur kabhi tumne apne aimma ki tasneef padhi hai? Tumne jisko Jahil kaha uske saamne tumhara raah numa tumhara shaikh tahirul qaadri kyun ghutne tek gaya...wo bhi us waqt jab baqaul tumhare Jahil Ehsan Elahi zaheer ka dor-e-talib ilmi khatm bhi nahi hua tha? Ye sare haqaeq jana karo yar...tab to pata chale ke *** aur tum kitne kamine aur nich .. yahudi log ho... Yar mera ek kaam zarur kar dena...tum apne aimma ke jawabat zarur send karna.. Allah tumhe hidayat de... Muhammad from India.. Yeh Book aik Jahil GM Ehsan Elahi Zaheer ne likhi thi jiss ka Mun tor jawab diya gaya app ko yeh jan kar khushi ho gi ke app iss book ko online par sakty hain aur Ahle Haditho ke aitrazat ka radd kar sakty hain. Read Online اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 3 جون 2009 Report Share مراسلہ: 3 جون 2009 Tumne jawabat ki link di hai uska pura URL to send karo..Aur iski tafseel to likho...Roshni karo tabhi to pata chale kiska chehra kitna kala hai? Welcome to Islami Mehfil Mohammad Raza Jesa ke aap ne khud ko is forum per Ghair Muqallid kaha hai to ghair muqallid (Ahl-e-Hadith) honye ke natye main aap se aik guzarish karonga ke agar koi aap se buri zaban main guftago karta hai to kshish karain ke aap us zaban main reply na karian or na hon koi post karain Rahi baat Allama Ehsan Elahi Zaheer ki Kitab -Al-Barelviya ki to Jahil ye is liye kah rahye hain ke un ko tamam log Allama likhtye hai Ye jis ko radd keh rahye hai woh bunyadi tor per apnye mazhag or aqeedah ka sboot diya hai ke "han hum jo kuch mantye hain woh yehi kuch hai jo ke Allama Ehsan Elahi Zaheer ne ayan kia hai, yani ke mantaqi, falsafi, batini maa'non ke tareeqa se apnye mazhab ko sahi sabit kiya gaya hai Is kitab ka naam hai "Aqayed-o-Nazriyat" Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 4 جون 2009 Report Share مراسلہ: 4 جون 2009 Ghulam-e-Mustufa. Awwal tu yei kay apni zuban ki hafazat keaijay doyam ahsan alahee zahir kaun tha wo apnay hammazhabo ki zubani sun lain link jo aap nay manga wo ooper maujood tha Read Online pay click kartay tu khul jata khair http://www.razanw.org/modules/worksonalaha...em.php?itemid=3 aur aakhir mai arz hai isi forum pay tahir ul qadri likh kar search karain aur itminan say wo posts parhain shayad aap ko phir apni baykhabri ka kuch pata chalay apnay mashwaray par amal karain aur haqaiq jana karain shayaq haqaiq parh kar haq sunnay aur samghnay ki salahyat paida ho jaiay..wa ma alaina illal balagh rahee hidayat tu wo Allah azzwajal ki taraf say hi hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 5 جون 2009 Report Share مراسلہ: 5 جون 2009 Janab ye jo teen adad aapnye Hafroza ke iqtabaas pesh kiye hain un ka scan page agla or pichla donon yahan per paste karain to bohat hi acha hoga or ye bhi pata chal jayega ke kon ghalat hai or kon sahi............? Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 5 جون 2009 Report Share مراسلہ: 5 جون 2009 Janab ye jo teen adad aapnye Hafroza ke iqtabaas pesh kiye hain un ka scan page agla or pichla donon yahan per paste karain to bohat hi acha hoga or ye bhi pata chal jayega ke kon ghalat hai or kon sahi............? Abdul Salam wahabry kya tum humary khilaaf koi saboot paish karty waqt inhi qaid ki pabandi karty ho jo aisi ehmaqana arzuon ke talabgar banty ho? seedhy seedhy haq ko accept karty mout aati hai tum ko? jo ye tassur dene ki koshish kar rahy ho ki asal scan or agly pichly ke pages me zaroor qail ne ye likha hoga ki mene jo kaha or jo likhunga aany waly ya guzry safaat me usy laghw or kizb se tabeer karein...ye kisy bewqoof banany ki nakaam koshih me lagy ho asal me bewaqoof tum hi ho ... ab is kazzab ehsan elahi zaheer ko inhi ka GM chor daku badmaash ke alqaab se nawazy or in wahabro ko ye ummid bhi ho ki zaroor insy murad kehny waly GM ki muttaqi naik or parhezgaar hogi... Andhi Mohobbat or Ghulu GMs kya sari istalahat sab bhool gaye..? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 5 جون 2009 Report Share مراسلہ: 5 جون 2009 Tumko pata hai ke ye Ehsan Elahi Zaheer kiska naam hai? haan Maloom hai Ehsan Elahi Zaheer Naam hai Kazzab ka Chor ka Daku ka..Shaitaan ka Zaband Daraz ka...Yaqeen na aaye to hawal khairat kar diye gaye...Khairat loot lo inki tasneefat kya kya hain? Ji inki tasneef se bhi waqif or inki Jahalat se bhi..yaqeen na aaye to shwahid hazir hain...ja kar ghar walo ka gala pakadiye... Kya tumne kabhi inki koi tasneef padhi hai? Ye sare haqaeq jana karo yar...tab to pata chale ke *** aur tum kitne kamine aur nich .. yahudi log ho... Kameeny or Zaleel yahoodi to hum bhi aapky ulemao ke khilaaf istemaal kar sakty thy par kya humny kiye nahin na? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdulsalam مراسلہ: 17 جون 2009 Report Share مراسلہ: 17 جون 2009 wahabry kya tum humary khilaaf koi saboot paish karty waqt inhi qaid ki pabandi karty ho jo aisi ehmaqana arzuon ke talabgar banty ho? seedhy seedhy haq ko accept karty mout aati hai tum ko? jo ye tassur dene ki koshish kar rahy ho ki asal scan or agly pichly ke pages me zaroor qail ne ye likha hoga ki mene jo kaha or jo likhunga aany waly ya guzry safaat me usy laghw or kizb se tabeer karein...ye kisy bewqoof banany ki nakaam koshih me lagy ho asal me bewaqoof tum hi ho ... DO you have the origional pages or NOT??????????? Meri baat unke sahibzadye se bhi hoi hai or un ke mutabiq un ke ilm main aisi koi baat nahin.. ap aap thori mehnat karin or pages asli scan kar ke pesh karain Abdul Salam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ashfaque siddiqi مراسلہ: 13 اپریل 2015 Report Share مراسلہ: 13 اپریل 2015 http://www.islamimehfil.info/public/style_emoticons/#EMO_DIR#/salam.gif Yeh Book aik Jahil GM Ehsan Elahi Zaheer ne likhi thi jiss ka Mun tor jawab diya gaya app ko yeh jan kar khushi ho gi ke app iss book ko online par sakty hain aur Ahle Haditho ke aitrazat ka radd kar sakty hain. Read Online اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam.e.Ahmed مراسلہ: 14 اپریل 2015 Report Share مراسلہ: 14 اپریل 2015 (ترمیم شدہ) جی جناب، ایم۔رضا اور عبدالسّلام صاحب، اِن کتابوں کی تحریروں کے بارے میں کیا خیال ہے، کیا ایسا نہیں لگتا کہ تمھارے یہ بڑے بھی مسلکِ حق اہلِ سُنّت والجماعت حنفی بریلوی والے عقائد رکھتے تھے اور تم ہمارے ساتھ ساتھ اپنے ان بڑوں کو بھی مُشرک و کافر و بدّعتی قرار دیتے ہو۔۔۔ ؟ . Edited 14 اپریل 2015 by Ghulam.e.Ahmed اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Usman.Hussaini مراسلہ: 27 نومبر 2015 Report Share مراسلہ: 27 نومبر 2015 Ehsan Ilahi zaheer ke kitab (Al Barelviyah) mai munafiqon ke tehreef اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ayesha Fatima مراسلہ: 13 دسمبر 2015 Report Share مراسلہ: 13 دسمبر 2015 BHAI Kia Us book ka download link day skte hen Al brailwia k rad pe jo likhi gai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saad Qadri مراسلہ: 13 دسمبر 2015 Report Share مراسلہ: 13 دسمبر 2015 http://www.nafseislam.com/en/Literature/Urdu/Books/KitabBarelwiaKaTahqeeqiAurTanqeediJayeza/KitabBarelwiaKaTahqeeqiAurTanqeediJayeza.pdf اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔