Jump to content

LOAD SHEEDING in pakistan


ata_ho_ghame_madina

تجویز کردہ جواب

(bis)

 

 

(salam)

 

pakistan mein and kuch cities mein bhut zda load sheeding ho rahii hay khasusen

 

mid night mein jis ki wajha se kuch log so nahi sektyy tu swal yeh hay key key logon ki

 

fajar ki namaz qaza honeyy ka indesha hota hy sirf light ki wajha se tu kia isi ki zimmadar

WAPDA ya GOVERnment HO SEKTII hy?

 

aur jo log wapda and goverment ko abuse kerty hain isi light ki wajha se ?

Edited by ata_ho_ghame_madina
Link to comment
Share on other sites

Sister Fajr ki namaz per tu Load Shading ki wajha say bilkul hee namazi nahi hoty aur humare yahan tu Thekh Shaam ki namaz ke waqt light off hoti hai aur Isha ki namaz ke waqt aa jati hai mujhe tu samajh nahi ati ke jiss mulk mein Load Shading ki yeh halat ho uss mulk ne taraqi kiya karni hai

Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...

(bis)

(saw)

(salam)

bt ss..............every1 cannot afford generators..............emergency lights cannot solv the problem of water deficiency :) yes............lite ka prob hi solv hoskta hy emrgency lights sy.........

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

Dear Brothers & Sisters in Islam!!

 

Aap ye kyon bhool gaye ke Hadis-e-Kudsi hai ke "Jo Laug Andheron Main Namaz Ke Liye Masjidon Ko Jaatay Hain On Ko Kiamat Ke Roz Pooray Pooray Noor Ki Khushkhbari De Do"

 

Loadshedding apni jaga hai. Ye Shaitaan hai jo aap ke dil main waswasa daal deta hai ke abhi aap ki neend poori nahi hoi abhi soye raho namaz ke liye na uthoo. Bus aap foran "Aaozobillah....." or "La Haula Wala Quwaata....." parhna shoroo kar den thori hi der main Shaitaan ka waswasa dur ho jaye ga or aap neend se poori tarha baidaar or namaz ke liye tayyar ho jayen ge.

 

Fi Amaanillah

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...