Mutlaashi مراسلہ: 20 جون 2008 Report Share مراسلہ: 20 جون 2008 Mera Islami Bhaiyoon say kuch sawalat hain in per ager kissi k pass fatwa ho to mujhay share ker dain 1. kia Maghrib ki Namaza say 5 Minutes phelay Tahiya-tul-Wazo, Tahiya-Tul-Masjid or Salat-ut-Toba parh saktay hain ya nahi 2. Qaza-e-Umeri ada ker na ka kon sa sahi waqt hay Farzoon say phelay ya Farzoon k baad aap main say kissi bhi islami bhai k pass in 2 sawaloon k lee a koi fatwa hay to mujhay Share ker dain aap ki bohat bohat mehrbani ho gi Sajid Ali (Mutlaashi) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 20 جون 2008 Report Share مراسلہ: 20 جون 2008 Mera Islami Bhaiyoon say kuch sawalat hain in per ager kissi k pass fatwa ho to mujhay share ker dain 1. kia Maghrib ki Namaza say 5 Minutes phelay Tahiya-tul-Wazo, Tahiya-Tul-Masjid or Salat-ut-Toba parh saktay hain ya nahi 2. Qaza-e-Umeri ada ker na ka kon sa sahi waqt hay Farzoon say phelay ya Farzoon k baad aap main say kissi bhi islami bhai k pass in 2 sawaloon k lee a koi fatwa hay to mujhay Share ker dain aap ki bohat bohat mehrbani ho gi Tahiyat-ul-Wuzoo Aur Tahiyat-ul-Masjid Nawafil Hain.. 3 Times Key Ilawah Her Waqt Nawafil Ada Ho Saktey Hain.. Aur In Auqat Mein Qaza Umeri Bhi Ada Ho Sakti Hain.. Woh 3 Times Yeh Hain.. 1) Taloo-e-Aaftab Sey 20 Mins Baad Tak 2) Gharoob-e-Aaftab Sey 20 Mins Pehley Tak 3) Dhahw-e-Kubra - Yani Jab Aaftab Sir Per Hoo.. In Auqat Mein Na Koi Farz Ada Ker Saktey Hain Na Nafal Na Qaza.. Haan Mager Us Din Ki Agar Asar Ki Namaz Ada Na Ki Aur Makrooh Time Shurow Ho Gaya Tu Ada Ker Saktey Hain Namaz Ho Jaye Gi... Mager Itni Takheer Makrooh Hai... Kitab Namaz Key Ahkaam Mein Iski Tafseel Mojod Hai... Wassalam Ma'Al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔