Jump to content

He lost his hands n legs in a train accident

Yasir Attari

تجویز کردہ جواب

السلام علیکم ! دوستو تاخیر کے لیے معذرت ۔ ھاکی اور کرکٹ ٹیم پر بحث کر رھے ھیں کچھ لوگ پھلے ان کا جواب دے دوں ۔بھائی مجھ آج پتہ چلا کے ھاکی ٹیم اور کرکٹ ٹیم کے کئی کھلاڑی مولانا الیاس قادری سے بیعت ھو چکے ھیں اب آپ لوگ کیا کہیں گے؟؟

اور آخر کار نتیجہ ادھر ھی آتا ھے کہ لیس لی الانسان الا ما سعی ۔۔ انسان کے لیے وھ ھی ھے جس کی وہ کوشش کرتا ھے اور یہی میں آپ کو سمجھانے کی کوشش کر رھا ھوں ۔۔ اور بھر اک بھائی نے لکھا کہ دعاکیون نہیں قبول ھوتی۔۔

تو بھائی جو آپ نے نشانیاں بتائیں کے دعا اس لیے قبول نہیں ھوتی میرے بھائی وہ سب تو اک ولی اللہ کی نشانیاں ھیں کے جس نے اللہ کو پہچان کر اس کا حق بھی ادا کیا۔ سنت پر عمل بھی کیا موت سے ڈرا قیامت کی فکر کی۔۔ میرا سوال یہ ھے کہ عام گنہگار انسان کہاں گیا؟؟ اس کی دعا تو پھر کبھی بھی قبول ناں ھو گی اگر آپ کی بیان کردہ شرائط کو مان لیا جائے؟ تو آپ کی ان باتوں سے پتہ لگتا ھے کہ یا تو بالکل ولی اللہ بن جاو ۔ یا پھر دعا کرنا ھی چھوڑ دو۔ ؟ نیز میرا تجربہ کہتا ھے کہ مولوی حضرات دعائیں مانگنے کے لیے کچھ گولڈن راتیں اور گولڈن لمحات بتاتے ھیں میں نے تو وہ لمحات اور راتیں بھی آزمائیں اور خلوص دل سے آزمائیں مگر کچھ نہیں ھوا؟ عام دنوں میں جب میں مدنی انعامات پر عمل کرتا تھا تو ان خاص راتوں اور لمحوں میں کیا حال ھوتا ھو گا؟

نیز میری اس آدمی والے مثال اور میرے اس سوال کا جواب ابھی تک نہیں دیا۔۔۔۔

کیوں آخر آپ اک مسلمان کو کام سے اٹھا کر دوسرے مسلمان کی کو تبلیغ کرنے کے لیے کئی کئی روز کے لیے لے جاتے ھیں کیا یہ کام اس علاقے کے مبلغ کرنے سے قاصر ھیں ؟ یا آپ کا علاقہ آپ کا ارد گرد مکمل طور پر آپ کے مطابق بن گیا ھے جو اب دوسر علاقوں کا رخ کر رھے ھیں خدارا سوچیئے؟؟؟؟ اور پہلے اپنے گرد و نواح کو اپنے مطابق کر لیں پھر دوسرے محلوں شہروں اور ملکوں میں جائیں ، کیونکہ آپ کے بقول اٹھنا بیٹھنا اور میل جول تبلیغ کے لیے پہت اھم ھے اور وہ صرف آپ کے اپنے لوغون کے سامنے ھی اثر رکھتا ھے ناں کے ان کو معلوم ھو گا جہان آپ تین دن یا بارہ دن کے لیے جا رھے ھیں۔

(bis)

Aapki Bey Tuki Baton Ki Bajaye Dalail Ki Taraf Aayen... Wegerna Aapki Posts Useless Shumar Hongi.. Aur Ager Aap Dalail Sey Bat Nhin Kerein Gey Tu Jald Hi Yeh Topic Close Ho Jaye Ga.. Hamarey Pas Qisey Kahaniyon Ka Jawab Deney Ka Waqt Nhin Hai... Kiya Aap Cricket Hockey Ko Islami Nuqta-e-Nazer Sey Sabit Ker Saktey Hain?

Aap Ko DUA Per Aetaraz Hai.. Aap Quran-o-Hadees Key Dalail Sey Bat Kerein Aur Islam Mein Sirf DAWA Ko Sabit Aur Dua Ka Radd Kerein... Quran-o-Hadees Key Muaqibley Mein Aapki Zati Raye ya Tajribey Ki Kiya Value Hai?

Allah (azw) Fermata Hai.. Ud'ooni Astajib La'kum Yani Mujh Sey Dua Kero Main Qabool Keron Ga... Aap Sirf Aik Aayat Ka Jawab Dein... Aapki Dua Ager Kisi Wajah Sey Qabool Nhin Hoyi Tu Hum Bhi Dua Ka Inkar Ker Key Is Aayat Key Munkir Ho Jayen..?

Yaad Rakhein Aap Dua Ka Mutliqan Inkaar Ker Key Qurani Aayat Aur Aahadees Ka Inkaar Ker Rahey Hain...

Ager Aap Dalail Sey Bat Kerein Tab Aapki Bat Qabil-e-Qabool Ho Sakti Hai... Baqi Aapki Sari Taqreer Beykar Hai Key Fulaan Ki Dua Qabool Kiyon Nhin Hoyi Ya Cricket Team Kiyon Nhin Jeeti...

Aapka Topic Asal Dua Ka Inkaar Kerna Hai... Is Liye Aap Is Per Baat Kerein Aur Topic Change Na Kerein.. Aap Dua Per Bat Ker Lein Phir Aap Sey Tableegh Per Bat Kerein Gey Key Hum Aik Jaga Sey Dosri Jaga Kiyon Jatey Hain...

Is Liye Abhi Kisi Cricket Hockey Team Per Tabsra Na Kerein Balkey Quran o Hadees Sey Dua Key Topic Per Bat Kerein... Umeed Hai Agli Post Mein Aap Idher Udher Ki Bat Ki Bajaye Dalail Ki Taraf Aayen Gey...

Link to comment
Share on other sites

(bis)

Ghostrecon fazool batein kar k time zaya na karein!

Quraan Majeed mein hai!

"Ya Ayu hal Lazeena Aamano Taqoollaha wa Qoono ma'as Sadeeqeen"

"Aey Iman Walo Allah se daro(Taqwa Ikhteeyar karo)or Sachoo ki Sohbat mein Raho"

Taqwa kya hai?

Namaaz parho Taqwa hai!

Roza rakho taqwa hai,

Zakaat do,taqwa hai,

Jeehad karoo!Taqwa hai,

Hajj karo Taqwahai,

Agr ham Namaz parhein,Roza rakhein,Zakaat dein,Jeehad karein or Haj to ham to bakhs ge!

Nahi her gis nahi!

Quraan Majeed Khod kah raha hai "Wa qono Ma'as Sadeeqeen"

"Or Sachoo ki sohbat mein raho"

Ye Sache phir kon hein?

Allah (azw) ne Is ka hukum kyoun diya hai?

Mein yahi kahon ge abhi bhe waqt hai sachoon ki sohabat ikhtiyaar kijeye!

Edited by Hanafi Muslima
Link to comment
Share on other sites

[

کیوں آخر آپ اک مسلمان کو کام سے اٹھا کر دوسرے مسلمان کی کو تبلیغ کرنے کے لیے کئی کئی روز کے لیے لے جاتے ھیں کیا یہ کام اس علاقے کے مبلغ کرنے سے قاصر ھیں ؟ یا آپ کا علاقہ آپ کا ارد گرد مکمل طور پر آپ کے مطابق بن گیا ھے جو اب دوسر علاقوں کا رخ کر رھے ھیں خدارا سوچیئے؟؟؟؟ اور پہلے اپنے گرد و نواح کو اپنے مطابق کر لیں پھر دوسرے محلوں شہروں اور ملکوں میں جائیں ، کیونکہ آپ کے بقول اٹھنا بیٹھنا اور میل جول تبلیغ کے لیے پہت اھم ھے اور وہ صرف آپ کے اپنے لوغون کے سامنے ھی اثر رکھتا ھے ناں کے ان کو معلوم ھو گا جہان آپ تین دن یا بارہ دن کے لیے جا رھے ھیں۔

jo bahi dawetislami key baery mein zada janty hun tu bahi key sawal ka jawab dein

(bis)

gostrecon Agar koi apne sare zindagi Islam ki tableegh k leye waqf kar de to is mein borai kya hai.Gostrecon ab ye waqt bhe aa gia hai Allah kay deen ki tableegh ko bhe ghalat kaha jata he!

Afsoos!

Quraan Majeed mein hai:

"Or tum mein aik garooh aisa hona chaheye k bhalai ki taraf bolai or achi baat ka hukam de or buri baat se mana kare,Yahi log muraad pane wale hein"

Hazarat Abu Sa'ad(RadiAllah Anhu) se rawayat hai k Rasool Allah (saw) Farmate hein k

"Tum mein se koi burai daikhe to apne haath say rook day agar ye taqat na ho to zubaan se roke,or agar ye bhe naa ho sake to apne dil mein bura jane or ye zaeef tar Imaan hai.Is Hadees Pak ko Imam Muslim ne rawayat kia hai"

Ab ap khod bataen k kya Quraan mein Allah (azw) ne us ko Behtareen nahi kaha jo Naike ka hukum de or borai se roke!

Edited by Hanafi Muslima
Link to comment
Share on other sites

کیوں آخر آپ اک مسلمان کو کام سے اٹھا کر دوسرے مسلمان کی کو تبل ک کے لیے کئی کئی روز کے لیے لے جاتے ھیں کیا یہ کام اس علاقے کے مبلغ کرنے سے قاصر ھیں ؟ یا آپ کا علاقہ آپ کا ارد گرد مکمل طور پر آپ کے مطابق بن گیا ھے جو اب دوسر علاقوں کا رخ کر رھے ھیں خدارا سوچیئے؟؟؟؟ اور پہلے اپنے گرد و نواح کو اپنے مطابق کر لیں پھر دوسرے محلوں شہروں اور ملکوں میں جائیں ، کیونکہ آپ کے بقول اٹھنا بیٹھنا اور میل جول تبلیغ کے لیے پہت اھم ھے اور وہ صرف آپ کے اپنے لوغون کے سامنے ھی اثر رکھتا ھے ناں کے ان کو معلوم ھو گا جہان آپ تین دن یا بارہ دن کے لیے جا رھے ھیں۔

(bis)

(salam)

Bai yeh tu Quran pak may ha

"Or tum mein aik garooh aisa hona chaheye k bhalai ki taraf bolai or achi baat ka hukam de or buri baat se mana kare,Yahi log muraad pane wale hein"

bai ap yeh ghor karain k kiya Aqa (saw) ny deen ki tableeg nahi ki ap ny kaha k pehlay apnay pas k logon ko thek karain bai un par b koshish ki jati ha lakin baqi logon may b to tableeg karni ha jo musalman kufar mumalik may rahtay ha un ko deen ka kush pata nahi to phir un ko kon batayay ga aur kafron ko islam ki dawat kon day ga ap qaflon may safar karain gay to kafron ko islam ki dawat di ja sakay gi

bai aik qafla roos puhcha waha aik shakhs ny qaflay walon ko bataya k yaha aik larka pehlay musalman tha lakin ab wo kafir ho giya ha us ki wajah yeh ha k us say college may us kay class fellows us say islam k baray may pochtay thay us ko to islam k baray may koi malomat hi nahi thi bas us ny kalma parah hua tha aur kush pata na tha wo apni ami say b pochta k islam kiya ha us ki ami kahti beta mujay kiya pata is tarah us boy ny tang a kar asai mazhab ikhtiyar kar liya k mujay is k baray may ilam hi nahi tu main is mazhab main rah kar kiya karon

to bai ap batayay k phir in ko naki ki dawat kon day ga in ko islam kay baray may kon batayay ga?

is tarah kiya ap phir Aqa (saw) k baray may b kahay gay k pehlay apnoo ko to musalman kar laytay phir baqiyon ko kartay to bai Aqa (saw) k apnay chacha kafir thay wo iman nahi layay to is may un ka kiya qasoor is tarah to buhat say Anbia Karam ki biwiyaa aur kush k bachay musalman nahi hoyay to kiya ap phir un k baray may b yehi kahay gay k pehlay apnoo ko musalman kar lain phir baqiyon ko tableeg karain

phir in k baray may ap ka kiya khiyal ha?

bai Aqa (saw) k akhri khutba-e-haj kay moqa par us madaan may 1 lakh 24 hazaar Sahaba mojood thay ab jant-ul-baqi may sirf 10000 sahaba karam dafn ha baqi kaha gay to bai yeh sab deen ki tableeg k liyay aur countries may chalay gay ab in sahaba ki qabrain different countries man ha

to kiya unhon ny sab ko yahan musalman kar liya tha jo wo aur countries may tableeg k liyay gay to phir un k baray may ap ka kiya khiyal ha?

bai naki ki dawat k liyay yeh madani qaflay jatay ha aur ap nay kaha k yeh 3 ya 12 din may kiya kar lay gay to bai yeh aik din may buhat kush kar laytay ha ap baharay to par kar dakhay is kay liyay ap dawateislami ki site say dawateislami ki baharain book ka mutala karain ap ko INSHA ALLAH (azw) samaj a gai gi

mujay in questions k ans chahiyay ap nay meray pehlay questions k b ans nahi diyay mujy har soorat in k ans chahiyay

ALLAH AZZAWAJAL ap ko hadiyat ata farmayay Ameen

p4.GIF

p8.GIF

Link to comment
Share on other sites

۔۔ اور بھر اک بھائی نے لکھا کہ دعاکیون نہیں قبول ھوتی۔۔

تو بھائی جو آپ نے نشانیاں بتائیں کے دعا اس لیے قبول نہیں ھوتی میرے بھائی وہ سب تو اک ولی اللہ کی نشانیاں ھیں کے جس نے اللہ کو پہچان کر اس کا حق بھی ادا کیا۔ سنت پر عمل بھی کیا موت سے ڈرا قیامت کی فکر کی۔۔ میرا سوال یہ ھے کہ عام گنہگار انسان کہاں گیا؟؟ اس کی دعا تو پھر کبھی بھی قبول ناں ھو گی اگر آپ کی بیان کردہ شرائط کو مان لیا جائے؟ تو آپ کی ان باتوں سے پتہ لگتا ھے کہ یا تو بالکل ولی اللہ بن جاو ۔ یا پھر دعا کرنا ھی چھوڑ دو۔ ؟ نیز میرا تجربہ کہتا ھے کہ مولوی حضرات دعائیں مانگنے کے لیے کچھ گولڈن راتیں اور گولڈن لمحات بتاتے ھیں میں نے تو وہ لمحات اور راتیں بھی آزمائیں اور خلوص دل سے آزمائیں مگر کچھ نہیں ھوا؟ عام دنوں میں جب میں مدنی انعامات پر عمل کرتا تھا تو ان خاص راتوں اور لمحوں میں کیا حال ھوتا ھو گا؟

(bis)

(salam)

bai ap itnay mayoos kiyon hotay ha ALLAH (azw) to sab ki sunta ha bai ap kah rahay ha k hum gunaghar ki kon sunnay to bai wo sab ka khaliq ha wo sab ki sunta ha dua jo kabool nahi hoti bai us ka ajar milta ha ap ALLAH (azw) ko kaharo jabar kahtay ha to phir ap par jabar hi ho ga agar ap ALLAH (azw) ko raheem manay gay to wo ap par raham hi karay ga

Hadeesay pak may ha k ALLAH (azw) farmata ha k banda meray sath jasa guman karta ha main us k sath wasa hi salook karta hon

bai ap ALLAH (azw) ko raheem samaj kar dua to mangay Insha Allah (azw) zrur qabool ho gi bai mayoosi guna ha bai ap kahtay h k hum gunagaron ki kon sunnay ga to bai kafron ki b to ALLAH (azw) hi sunta ha aur kon sunta ha halankay wo ALLAH (azw) ko aik b nahi mantay to phir ap kiyon aik musalman ho kar itnay mayoos ho rahay ha

Hazratay Sayduna Yasir Bin Amar(Razi Allahu Anhu) farmatay ha k ALLAH (azw) ki rehmat say mayoos hona,ALLAH (azw) ki madad say na umeed hona aur ALLAH (azw) ki khufia tadbeer say khud ko mahfoz tasawar karna kabeera gunahon say bar kar ha(Maqaram-ul-Ikhlaq)

bai ap mayoos ho kay kabeera guna say b bar kar guna ka boj apnay sar par na lain zara sochay..........

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

bai may nay ab ap ko ap k tamam sawalon k jawab day diyay ap ny koi b sawal ka jawab na diya ap meri page1 par di gai post ko read karain aur meray questions ka jawab day pehlay meray aur baqi members ny jo ap say questions kiyay ha ap un ka jawab day phir agay chliyay ga ab next post may ap say kiyay gay tamam questions k jawab honay chahiyay aur phir ap ka sawal hona chahiyay aur wo b dalail say yahan par dalail k bagair ap say baat nahi ho gi

ap ko may ny b aur aik bai ny akhbar say baharay send ki ap ny koi reply nahi diya ap k aik sawal ka jawab nahi diya to ap ny phir kah diya ab ap k sawalat kay jawab ap ko mil gay ha ab ap hamaray sawaklon k jawab day bai ap ko akhbar say karamat send kar k pocha tha k

akhbar walon ko hum say kiya aqeedat ha jo yeh karamat shaia kartay ha?

ap ham ko kahtay ha k ap jothi karamat biyan kartay ha to kiya akhbar walay b jothay ha?

bai ap say kaha tha k ap nay dunyawi maqsad k liyay bapa jan aur dawateislami ko pakra halankay peer amoray akhirat k liyay hota ha dunyawi faiday to us say zimnan miltay ha ap ko kis ny kah diya k peer dunyawi maqsad k liyay hota ha

agar ap ko apni akhirat sanwarni thi to phir ap tablegi jamat my kiyon gay?

bai peer bap say ziada imp hota ha kiyonkay wo rohani baap hota ha

to kiya ap k walid ny ap ki koi khaish pori na ki ho to ap ny unhay chor diya to phir Ameere Ahle Sunnet ko kiyon chora jo aik bap say ziada imp ha?

ap ALLAH (azw) ko jasa guman karain gay ap k sath wasa hi salooq ho ga

ap ko ALLAH (azw) par yaqeen hi nahi balkay ap us ko kaharo jabar kahtay ha to phir ap ki dua kaisay qabool ho?

ap ny ALLAH (azw) say duayay mangi ha ALLAH (azw) ny qabool na ki to kiya ap ny ALLAH (azw) ko chor diya to phir dawateislami aur Ameere Ahle Sunnat ko kiyon chora?

ap ny kaha k dua dwa say ziada imp ha agar dua ziada imp hoti to pakistani team kabi match na harti

ap sabit karain k kiya cricket khalna jaiz ha to phir is shatani amal kay liay dua kaisay qabool ho?

us dawai ka naam batayay jis ko kha kar pakistani team match jeet jaya karay aur baqi logon ki b musibatay us dawai say hal ho jayay?

in tamam sawalon kay jawab ap ki post may shamil honay chahiyay aur baqi membera k sawalon k jawab b phir ap agli baat ki jayay ga wo b dalail say honi chahiyay

is may tamam sawal shamil nahi meri page1 ki post read karain

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

Bhai Aap Baat kar rahay hain k agar Dua qabool hoti ho to pak team koi b match na haray,to Jeet aur Haar to Insan ka muqaddar hai jahan jeet hoti hai wahin har b hoti hai aisay he Insan k halat har waqt aik jaisay nahi rehte bal k un main urooj o zawal aatay he rehtay hain aur ye b nahi k aik insan ki zindagi main khushiayan hain to wo gham main mubtila he na ho aur jo ghamgeen hai wo kabhi khushiyan he na pa skay aisa bilkul b nahi hai bal k khushi aur gham b saath saath hain.

waisay agar daikha jaye to Insan Gham k moqa per he Rab (azw) ko yaad karta hai,khushi k moqa per to aksar Yaad e Khuda say gafil he rehta hai.

Laikin Allah (azw) ki Rehmat say mayoos ho jana ye to buhat he sakht baat hai,Agar Aap Allah Azzawajal say nahi mango gay to kis say mango gay,konsa darwaza khtkhatao gay,kis say apni hajtain talab karo gay......????

Bhai Allah (azw) ki bargah main jo b Dua ki jati hai wo radd nahi hoti bal k baaz Auqat Rab (azw) apnay banday ki dua ko kisi maslehat ki wajah say jaldi qabool nahi karta laikin aksar baysabray Insan pareshan ho jatay hain aur Maaz Allah (azw) Shikwa karnay lagtay hain k hamari to koi b dua qabool nahi hoti........

Jab k Dua ki qabooliyat main takheer main b Allah (azw) ki kai maslahatain hain Aap jantay hain k Hazrat Mousa Alaihussalam ki Dua k 40 saal baad fir'aon garq huwa tha aur Hazrat Yaqoob Alaihussalam apnay farzand ki judai main byqarari k saath Duain mangtay rahay yahan tak k ro ro kar binai chali gai,80 bars k baad aap ki apnay baitay Hazrat Yousuf Alaihassalam say mulaqat hui thi........

Dua ki qabooliyat main takheer main jo maslehat hai us k baray main hamaray Aaqa Sallallaho alaihi wassalam farmatay hain k jab Allah Azzawajal ka koi pyara Dua karta hai to Jibraeel Alaihassalam arz kartay hain k Ilahi (azw) Tera banda tujh say kuch mangta hai,Hukam hota hai Tehro abhi na do ta k phir mangay k mujh ko is ki awaz pasand hai

aur jab koi kafir o fasiq dua karta hai to farmata hai k is ka kaam jaldi kar do ta k phir na mangay k mujhe is ki awaz na pasand hai.

(Kanz ul Aamal jild 2 page 39)

Dua ki qaboliyat main jaldi na machaye kyunki Hadees e Mubarika main hai k:

Allah Azzawajal 3 aadmiyun ki dua qabool nahi karta

1)aik wo k gunah ki dua mangay yani kisi najaiz cheez ki dua mangay.

2)dusra wo jo aisi baat chahaye k qata e reham ho yani jis say rishta dar ka haq zaya hota ho.

3) teesra wo ki dua ki qabooliyat main jaldi karay k main ny dua mangi abhi tak qabool nahi hui

aur Saheeh Bukhari jild 7 page 197 per hai k:

"Tumhari Dua qabool hoti hai jab tak jaldi na karo ye mat kaho k main ny dua ki thi qabool na hui"

aur phir ye b to daikhain k Dua qabool na b ho phir dua karnay ka ajar aur faida to milta he hai jaisa k Hadees e Pak main hai k Banday ki Dua 3 baaton say khali nahi hoti

1)ya us ka gunah baksha jata hai

2)ya usay faida hasil hota hai

3)ya us k liye aakhirat main bhalai jama ki jati hai k jab banda aakirat main apni duaoon ka sawab daikhay ga jo duniya main qabool na hui thin to tamana karay ga k kash meri koi dua qabool na hoti aur sab yaheen Yani Aakhirat k wasitay jama ho jatin.(Altargeeb wal tarheeb Jild 2 page 475)

to bhai aap daikhain k dua kisi surat b raigan nahi jati bal k dunia main asar zahir na ho to aakhirat main ajar o sawab to mil he jaye ga....

Aur Bhai aap to keh rahay hain k dua ko bilkul he chor do jab k Dua mangnay ka hukam to hamain Allah (azw) ny he Quran e Pak main dia hai:

Chunachay Rab (azw) farmata hai k :

Tarjuma e Kanz ul Iman

"Mujh sy Dua mango main Qabool karun ga"(para 24 Surah Mo'min Aayat 60)

Suran Baqara Para # 2 Aayat # 186 main Allah (azw) ka Farman hai:

Tarjuma e Kanz ul iman:

"Dua Qabool karta hun pukarnay walay ki jab wo mujhay pukaray"

aur Dua Mangna to Hamary Meethay Meethay Alaih Salat o wassalam ki sunnat e Mubarika hai Aap Sallallaho Alaihi wassalam aksar Auqat dua manga kartay thay.

Isliye aap Mayoosi ko chorain,Mayoosi to Kabira Gunah hai bal k ye to Kufr tak puhncha daiti hai

Shaitan jin baaton ki wajah say badbakht huwa tha us main say aik baat ye b hai k wo Allah (azw) ki Rehmat say Mayoos ho gaya tha.

Aur Hazrat Adam Alaihassalam jin baaton ki wajah say sa'dat mand huway un main aik baat ye hai k Aap Allah (azw) ki rehmat say mayoos nahi huway thay.

Sachay Dil say Raheem k kareem Rab (azw) say toba karain wo to Toba qabool karne wala meharban hai aap ny Allah (azw) ki Rehmat e wasee k kai waqiat parhay he hun gay jaisa k aik mashhoor waqia hai k 100 Afrad ka qatil sachi toba ki niyyat karnay ki wajah say Rab (azw) ki rehmat ka haqdar ban gaya tha so har waqt har ghari Umeed ka daman thamay rakhain kabhi us ko hath say na janay dain.

Allah (azw) Meethay Aaqa (saw) k sadqay hamain Seerat e Mustaqeem per isitqamat atta farmaye.Aameeeeeeen Bijahin nabi yel ameen (saw)

was'salam ma'alikram

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...