Jump to content

SALAAM TO SHOHDA-E-KARBALA


Mutlaashi

تجویز کردہ جواب

(bis)

(saw)

(salam)

 

In The Name Of Allah,

The Most Gracious & The Most Merciful!

SALAAM TO SHOHDA-E-KARBALA!

Bayhis Logon Ki Khudgharz Wafaa Mein Jitni Beygaangee Hay

Bayloss Logon Ki Koobsoorat Adaa Mein Utni Hi Saadgee Hay

Sodaa Imaan Kaa Kartay Hein Qatal Imaam Ka Kartay Hein

Mooshriqaana Bandagee Hay Doost-Nooma Dooshmani Hay

Zamana Naya Log Naey, Nai Subhein, Nai Shamein Hein

Kitnay Zamanon Mein Iss Zamany Ki Buniyad Ghari Hay

Sar Jhookaey Rehtee Hein Jo Tehniyaan Samar Rakhtee Hein

Jis Yazeed Ki Ibadat Mein Dam Nahein Gardan Usi Ki Tani Hay

Muhammad K Talabgaaron Ki Baymisal Bay Sar-O-Samanee Hay

Dekhay Kai Dhun Lootaanay Waley Kon Sadeek Sa Sakhee Hay

Merey Baad Ger Peghambar Hota Wo Mera Umer Hota

Yay Allah Ki Raza Kay Merey Baad Koi Nabi Nahee Hay

illhaam Say Kam Naa Thee Usman Ki Pesheingoi….

Qasaas-E-Qatl-E-Usmaan Millat Mootahid Nahee Hay

Ali Ki Miraas Mein Hasan Hussain Goya Mayan Mein Zulfiqar

Hadar Qalander Sher-E-Khuda Saa Khushqismat Nahee Hay

Kis Jalaad Kaa Dil Talawat-E-Husain Par Larzaa Nahi Hay

Bohat Hein Qaaree Quran Kay Koi Husain Sa Naheen Hay!

Iss Shairi Ka Mayar Kiya? Samaeen K Mun Ka Etibaar Kiya?

Jo Aslaaf Ki Shaan Bayan Karay Wo Mehaz Shairi Nahi Hay

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...