Jump to content

Giayarweeh Shareef


Shareef Raza

تجویز کردہ جواب

  • 1 year later...
  • 3 months later...
  • 1 month later...
  • 5 months later...
  • 1 month later...

bhoot khoob bahiya

 

os din aik shop pe jana hua tu wo shop bhi inhi najdioun ki thi

 

aik poster laga hua tha key g ghoos e azam aur dosery jo peer hain unko mana shirk hay aur jesy in logo ki aadat hoti hay fazool batein kerney ki

 

PORA POSTER TU PERHA NAHI GYA aik he nazer dalai tu andaza ho gya key munkir hay isi lea .................

 

oper sey QURANI AYAT KA HAWAL DIA HUA THA

 

in aqal key ahmkon ko kun samjheyy

 

QAYAMET KEY DIN HE PATA CHLEY GA INHEY ..................................

Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...

(ja) mujhe tu yeh buhat passand aya.

Chalain app sab ko aik baat sunaata hon.

Alhumdulillah jahan mein rehta hon yahan per 6 Masajid hain jinn mein say 5 Ahl-e-Sunnat Wal Jama'at ki aur aik Deo ke Pillon ki hai wahan per jo Imam hai woh Ala Hazrat Alaihe Rahmah ke Khilaf buuhat bolta tha per Alhumdulillah uss ke tamam aitrazaat ka jawab dai diya gaya aur uss rooz say uss ne koi aise harkat nahi ki aur Allah ke fazal say abb wahan bhi hum kuch aisa mahool bana rahai hain ke InsahAllah jald hee yeh Deo ke pilly wahan say bhi bhaagh jain gai.

Acha tu main asal baat per ata hon ke wahan jo Imam hai woh shoor dalta hai ke Qabr per Jo Hafiz bethay jatay hain Quran parne ke liye yeh bhi ghalat hai Dua baad namaz-e-janaza bhi ghalat hai aur yeh kisi ki mout per Daswan 10 aur Chaliswan 40 bhi ghalat hai per kuch arsa pehlay itifaq say mein kisi ke 40 Chaliswayn per kaheen gaya tu dekha Molvi sahib wahan beth kar CHAWAL khaa rahai thay mujhe dekh kar buhat hansi aai aur maine wahan hee masla poch liya janab maine tu suna hai app ke nazdeeq Chaliswaan Najaiz hai per yahan tu app Chawal kha rahai hain bus phir kya tha Molvi sahib kabhi idher ki kabhi udher ki.

Baat sirf itne hai becharon ko Jootiyan parrty howay bari nahi aati per SHARAM BHI NAHI ATI.

 

khe khe khe khe wah g wah

ajeeb ha

 

Yaar tumhary Signature mein tumhare Ban hone ka Reason bilkul thekh likha howa hai :lol:

Link to comment
Share on other sites

Kabhi ghos o khawaja (raa) ke naroon se uljhen

Kabhi olya ke mazaron se uljhen

Ye kha kar niyazen niyazon se uljhen

Tera khayen tere ghulamo se uljhen

Hain najdi ajab khane ghurane wale

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...