Jump to content

[Book] Zaalzala - Allamah Arshad-ul-Qadri Alaihe Rahmah


Ghulam E Mustafa

تجویز کردہ جواب

  • 1 month later...
  • 1 month later...
ZalZala Ka Jawab Dhamakka

Parhney k liye Yahan Click Karain

http://www.*********.comm/books/*********************.html

 

 

Brelvi Fitna Ka Naya Roop Zal Zala Ka Jawab

Online Parhney K liye yahan Click Karain

http://www.********.com/books/********************.html

 

App ki Info ke liye Allamah Arshad-ul-Qadri Alaihe Rahma ne Dhamaka ka jawab bhi likha tha i think uss ka name '' Tamancha '' tha :)

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

 

Piyary Islami Bhiyoon main bohat jald aap ki khidmat main aik or Nadir or Nayab kitaab share ker nay wala hoon jis main in Deo k bandoon k khuwaab likhay gai hain is kitaab ka pora naam Andhay ko Undhery main Bohat Door ki Sojhi Khuwaboon ki Barat or is kitaab ko Molana Muhammed Mansoor Ali Khan Qadri nay likha hay aap log yeh kitaab parhain gain to aap ko maza ajai ga InshaAllah (azw)

 

Note: Yeh kitaab main issi reply k sath attached ker raha hoon kion k is ki sanning complete ho gai hay

 

Sajid Ali (Mutlaashi)

Khuwaboon_ki_Barat.rar

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

 

Piyary Islami Bhiyoon aap ki khidmat main main aik or Kitaab share ker raha hoon yeh kitaab bhi Deobandiyoon k aqaid per mabni hay is kitaab main in kawwa khoroon nay kia kuch gustakhi nahi ki is ko parh ker hi main to kaanp ker reh gaya or yeh log kiss jee daari say aisa likh tay hain

 

fi-aman:

 

Sajid Ali (Mutlaashi)

Aina.pdf

Link to comment
Share on other sites

yaar is sey acha tha sari post hi delete kar detey dar ki bhi had hoti hay kitaab ka naam tak nahi rehney dia

 

sunny prince tum pedaishi andha ho ya iss forum per aakar andah ho gaye ho, jiss tarhah gangohi andah ho gaya tha. ghoor say dekho kitaboon ka naam likha hai. tumhari post iss lye edit ki kah tum nay uss main apnay forum ka link dia tha, or yahan kisi bhi deobandi, wahabi, site ka link allow nahi.

 

ZalZala Ka Jawab Dhamakka

 

Brelvi Fitna Ka Naya Roop Zal Zala Ka Jawab

 

 

ye donoon naam tumhain nazar nahi aatay.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

 

Piyary Islami Bhiyoon main bohat jald aap ki khidmat main aik or Nadir or Nayab kitaab share ker nay wala hoon jis main in Deo k bandoon k khuwaab likhay gai hain is kitaab ka pora naam Andhay ko Undhery main Bohat Door ki Sojhi Khuwaboon ki Barat or is kitaab ko Molana Muhammed Mansoor Ali Khan Qadri nay likha hay aap log yeh kitaab parhain gain to aap ko maza ajai ga InshaAllah (azw)

 

Note: Yeh kitaab main issi reply k sath attached ker raha hoon kion k is ki sanning complete ho gai hay

 

Sajid Ali (Mutlaashi)

 

JazakAllah bhai InsahAllah time milty hee mein Download kar ke read karon ga.

 

 

 

(salam)

 

Ghulam-e-Mustafa Bhai mujhay yeh kitaab Tamancha bhi chahyeh ager aap k pass ya kissi islami bhai k pass ho to bra-e-Madina mujhay share ker dain

 

fi-aman:

 

Nahi bhai mein bhi talash kar raha hon nahi mill rahi kabhi Lahore jana howa tu wahan say milay gi.

 

(bis)

(saw)

(salam)

 

Piyary Islami Bhiyoon aap ki khidmat main main aik or Kitaab share ker raha hoon yeh kitaab bhi Deobandiyoon k aqaid per mabni hay is kitaab main in kawwa khoroon nay kia kuch gustakhi nahi ki is ko parh ker hi main to kaanp ker reh gaya or yeh log kiss jee daari say aisa likh tay hain

 

fi-aman:

 

Sajid Ali (Mutlaashi)

 

JazakAllah brother meine yeh book parhi hoi hai buhat achi hai Thanks.

 

 

ainak to ahmad raza ko lagi hoi thi

ham andhey kese ho gaye

 

Ahmad Raza ?? yeh Ahmad Raza kon hai bhai ?

Acha shaid Humare Ala Hazrat Imam-e-Ahl e Sunnat Imam Ahmad Raza Khan Fazil-e-Bralvi Alaihe Rahma ke naam ka koi banda.

Kaheen woh app ka kuch lagta tu nahi jiss ka name app itne tameez say lai rahai hain ? :rolleyes:

Aur bhai bhagna nahi please

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...