Jump to content

Some Old Pictures

Sybarite

تجویز کردہ جواب

Sybarite bahi app nay bohat payari sharing ki hai........... (ja)

allah azwajaal app ko makkah madina paak ki zayaraat bar bar naseeb farmaye(ameen)app ko bar bar haj ki saadat naseeb farmaye......ameen..........

app ki aur app kay walidain ki magfirat farmaye......ameen............ fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

Allah (jallah) apnay Habib (saw) ke sadqay aap ki iss khoobsurat dua ko, aap ke, mere aur hum sunni bhaiyo/behno ke haq mein qubool farmaye!

(ja)

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

(salam)

(ja) Invaluable and Excellent

Yei aakhri picture main train (Madinay sharif say turki tak naql o hamal kay leay Saltane Usmania kay dur mai istamal hoti thee) kay ooper jo board laga hai us pay ghour karain us pay saf saf Asslamo Alaika Ya Rasulallah alaihislam likha howa hai jo aik documented or historic saboot hai kay Sunniyat naee nahee Najdiyat naee hai aur Najdiyo say pahlay Ahlesunnat wal jmat ki he hakoomat thee.

Jange Azeem may Arab sharif pay qabiz Mohammad bin Abdulwahab Najdi kay pairokar , maujoda shahi (aaj shahi hain jab kay in ka asal kaam yei tha kay yei Qabila Aale Saud Tijarti qafilo pay dakay dala kartay tha) khandan Aale Saud nay British ki madad Ungraizi aslahay aur paisay kay bal pay Turko say badtareen ghaddari kari , Musalmanano ki aakhri mazboot hakoomat (jo dushmano kay mushtarka mahaz say jang mai masroof thee) ki peeth mai chura ghonpa aur moqay say faida utha kay Harmain Sharifain pay hamla kia , musalmano ka baydraigh qatl e aam kia gaya aurto ki asmat dari kee gaee musalmano kay mal o asbab ko loat kar unhain ghulam banaya gaya aur istarah Najdi Hijaz e Muqaddas par qabiz ho gaiay.. wo Harmain jaha janwaro tak ko aman baksha gaya waha Ahlesunnat wal jamat ko khak o khaun may tarpaya gaya aur Arab Sharif Kindgom of Saudi Arabia ban gaya .. Turko say ghaddari kay inam mai sulaibi yahoodi taqato nay in ko pala posa jo aaj tak jari hai.

Turk Chalay gaiay aur gardish e ayyam aur hamari bad aamaliya kay usshaq ka Madina , najdiyo kay napak hatho mai chala gya aur unho nay waha say sunniyat kay saray nishan mitana shroo kar deay Sahaba kiram Auliya e uzam kay Mazarat toar dalay in ki qaboor ko mismar kia Allah azzaajwal kay pyare Habib alaislam aur Sahaba kiram rizwanullah alaihim ajmaeen ki yadgaro ko tabah kia aur tazeem e Rasul alaislam loago kay dilo say nikalnay kay shaitani mission ko zoar shor say chalana shroo kar dia jo aaj sab kay samnay hai.

Marka e Karbo bala ki yaad taza howi dunya lakh yazeed ko fatah samghay magar fatah tu wohi hai jis nay sir kata dia magar sir ko batil kay agay jhukaya nahee inshaAllah wo din loat kay zaror aaiy gain aur Madinay Sharif ki khidmat phir Usshaq ko naseeb hogee aamin ya Allah azzawajal

Islam zinda hota hai har karbala kay baad..

fi-aman:

turkpasha.jpg

Edited by Saif ul Islam
Link to comment
Share on other sites

Yei aakhri picture main train (Madinay sharif say turki tak naql o hamal kay leay Saltane Usmania kay dur mai istamal hoti thee) kay ooper jo board laga hai us pay ghour karain us pay saf saf Asslamo Alaika Ya Rasulallah alaihislam likha howa hai jo aik documented or historic saboot hai kay Sunniyat naee nahee Najdiyat naee hai aur Najdiyo say pahlay Ahlesunnat wal jmat ki he hakoomat thee.

(azw)(sa) beshak

(ja)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...