Jump to content

Ae Chader Urhnay Waalay

Shareef Raza

تجویز کردہ جواب

  • 2 weeks later...
  • 1 year later...
  • 3 weeks later...

assalamoalaikum janab admin sahib huzoor sallallaho alaihi wasallam ki shan main lafz kamli wala istimal kerna munasib nahi hay plz read this fatwa for detail:

http://www.dawateislami.net/services/askim...=24108&scatid=0

jazakALLAH

wassalam mal ikram

Link to comment
Share on other sites

4624[/snapback]

(ja) buhut acha fatwa share kiya hai aap ney...

mager Fatwa mein hai.. Sarkar (saw) ko KAMLI WALA KEHNA kesa hai. yani kamli ki nisbat sey naam dena... jab key yahaan KAMLI URHNEY WALA kaha gaya hai... yahaan kamli yani chaader ki nisbat sey naam nhin diya ja raha balkey CHAADER URHNEY ka tazkira hai... meri naqis raye key mutabiq tu koi muzaiqa nhin hai.. baaqi koi mazeed wazahat ker dey... tu behter ho ga.. ager main ghalti ker raha hoon tu zaror aagah fermaye...

P.S. anyway topic title edited

Link to comment
Share on other sites

assalamoalaikum bro

ap ne kaha k is post main huzoor sallallaho alaihi wasallam se kamli ko nisbat de ker nahi pukara jaraha bal k chader ka tazkira hay jis ko kamli kaha gaya hay to main ne isi liye ye fatwa lagaya tha k jab ham chadar ko kamli kehna choraingay jabhi kamli wala bhi nahi kaha jayega

jis se mohabbat hoti hay us se nisbat rakhnay wali her cheez se hi mohabbat hojati hay ,hamain aqa kareem alaihissalato wassalam se nisbat rakhnay wali her cheez se mohabbat hay isi liye hamain alfaz k istimal main bhi ihtiat kerni chahiye kion k adab ka amal nisbaton se shuroo hota hay

anyway ager main ne ghalat kaha or meri waja se kisi kii bhi dil azari hoi to mujhay muaaf kerdain ,mujhay jo munasib laga main ne kehdiya baqi ager ghalat ho to baraye madeena meri islah farmaiye

wassalam maal ikram

Edited by iman

4639[/snapback]

Walaikum Salam,

aap ney ghalat nhin kaha.. aap ney tu aik fatwa share kiya hai... aur cheez sey nisbati naam denay wali baat bhi sahi hai... anyway woh tu meri zaati raye thi.. admin sahib khud post check kerein gey tu mazeed kuch fermain gey...

wasalam

Link to comment
Share on other sites

  • 4 months later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...