Ghulam E Mustafa مراسلہ: 18 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 18 مئی 2008 Deobandion ke chand questions hain jinn ke answer cahiye please help me about it. Alhumdulillah Nabi Kareem ko hum Hazir-o-Nazir manty hain tu Quran ki ayaat ke roo say manty hain per aik Wahabi Kharabi aur Deobandion ki yeh kharabi hai ke Nabi Kareem ki tareef nahi sun sakty khair koi aqal mand Nabi Kareem ke hazir-o-nazir hone ke mutaliq humara aqida hee sun lai tu woh samajh jai ga aur Nabi Kareem ke Hazir-o-Nazir hone ke mutaliq mujhe Ahl-e-Sunnat Wal Jama't ka Aqida maloom hai per phir bhi Deobandi ki Aqal ka Janaza nikla howa hai uss ne yeh Questions kiye hain please inn ke jawabat cahiye. 1. Nabi Kareem ko hum hazir-o-nazir manty hain tu kia Auliya ko bhi aisa hee manty hain ? 2. Nabi Kareem hazir-o-nazir hain tu kia sirf achi jaghon per ya burai ki jaghon per bhi hain ? 3. Kia Nabi Kareem sirf dekhne waly hain ya Nabi Kareem ko dekha bhi jaa sakta hai ? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 18 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 18 مئی 2008 Deobandi Ko Inkey Jawab Mein Chand Suwalat Post Ker Dein... 1. Nabi Kareem ko hum hazir-o-nazir manty hain tu kia Auliya ko bhi aisa hee manty hain ? Ans: Ager Nabi Hazir-o-Nazir Hain Aur Yeh Shirk Nhin Hai Tu Kiya Auliya Allah Ko Hazir Nazir Man'ney Sey Shirk Hoga? 2. Nabi Kareem hazir-o-nazir hain tu kia sirf achi jaghon per ya burai ki jaghon per bhi hain ? Ans: Motariz Allah Ko Hazir-o-Nazir Manta Hai Ya Nhin? Ager Manta Hai Tu Allah Ko Sirf Achi Jaghon Per Hazir-o-Nazir Manta Hai Ya Sab Jaghoon Per? Ager Sab Jaghoon Per Manta Hai Tu Jab Khaliq-e-Kainaat Key Sab Jaghoon per Hazir-o-Nazir Honey Sey Kuch Farq Nhin Perta Tu Nabi Key Hazir-o-Nazir Honey Sey Motariz Ko Kiya Takleef Hai? 3. Kia Nabi Kareem sirf dekhne waly hain ya Nabi Kareem ko dekha bhi jaa sakta hai ? Ans: Pehli Bat Key Motariz Ko Maloom Hona Chahye Key Hum Sarkar Ko Jismani Taur Per Hazir-o-Nazir Nhin Mantey.. Balkey Rohani Taur Per Mantey Hain... Nez Motariz Ager Allah Ko Hazir-o-Nazir Manta Hai Tu Allah Kareem Sirf Dekhney Wala Hai Ya Allah Ko Dekha Bhi Ja Sakta Hai...? Ager Allah Ko Dekha Nhin Ja Sakta Mager Phir Bhi Rab Hazir-o-Nazir Hai Tu Sarkar Kiyon Nhin Ho Saktey? Yeh Uskey Suwalon Ko Jawab Hai Baqi Yeh Shirk Hai Ya Nhin Is Per Alag Dalail Hain... Aur Janab Rasheed Gangohi Sahib Key Peer Hazir-o-Nazir Hain Aur Woh Her Baat Baad-e-Wafaat Bhi Un Sey Poch Ker Kertey Hain... Tu Sarkar Aur Deger Auliya Kiyon Nhin Hazir-o-Nazir Nhin Ho Saktey... Thanvi Sahib Key Dada Marney key Baad Qabr Sey Jism Key Sath Aaker Ghar Mein Mithayan Taqseem Ker Saktey Hain... Tu Sarkar Aur Deger Auliya Rohani Taur Per Hazir-o-Nazir Kiyon Nhin Ho Saktey? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 18 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 18 مئی 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 18 مئی 2008 Author Report Share مراسلہ: 18 مئی 2008 Deobandi Ko Inkey Jawab Mein Chand Suwalat Post Ker Dein... Ans: Ager Nabi Hazir-o-Nazir Hain Aur Yeh Shirk Nhin Hai Tu Kiya Auliya Allah Ko Hazir Nazir Man'ney Sey Shirk Hoga? Ans: Motariz Allah Ko Hazir-o-Nazir Manta Hai Ya Nhin? Ager Manta Hai Tu Allah Ko Sirf Achi Jaghon Per Hazir-o-Nazir Manta Hai Ya Sab Jaghoon Per? Ager Sab Jaghoon Per Manta Hai Tu Jab Khaliq-e-Kainaat Key Sab Jaghoon per Hazir-o-Nazir Honey Sey Kuch Farq Nhin Perta Tu Nabi Key Hazir-o-Nazir Honey Sey Motariz Ko Kiya Takleef Hai? Ans: Pehli Bat Key Motariz Ko Maloom Hona Chahye Key Hum Sarkar Ko Jismani Taur Per Hazir-o-Nazir Nhin Mantey.. Balkey Rohani Taur Per Mantey Hain... Nez Motariz Ager Allah Ko Hazir-o-Nazir Manta Hai Tu Allah Kareem Sirf Dekhney Wala Hai Ya Allah Ko Dekha Bhi Ja Sakta Hai...? Ager Allah Ko Dekha Nhin Ja Sakta Mager Phir Bhi Rab Hazir-o-Nazir Hai Tu Sarkar Kiyon Nhin Ho Saktey? Yeh Uskey Suwalon Ko Jawab Hai Baqi Yeh Shirk Hai Ya Nhin Is Per Alag Dalail Hain... Aur Janab Rasheed Gangohi Sahib Key Peer Hazir-o-Nazir Hain Aur Woh Her Baat Baad-e-Wafaat Bhi Un Sey Poch Ker Kertey Hain... Tu Sarkar Aur Deger Auliya Kiyon Nhin Hazir-o-Nazir Nhin Ho Saktey... Thanvi Sahib Key Dada Marney key Baad Qabr Sey Jism Key Sath Aaker Ghar Mein Mithayan Taqseem Ker Saktey Hain... Tu Sarkar Aur Deger Auliya Rohani Taur Per Hazir-o-Nazir Kiyon Nhin Ho Saktey? Thanks bhai waisy yeh tu maine pehlay bhi kaha ke unn ki aqal ka janaza nikla howa hai aitraaz tu uss ko karna cahiey jiss mein khudh koi ghalti nah ho per yahan system hee alag hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 18 مئی 2008 Author Report Share مراسلہ: 18 مئی 2008 Asif Bhai buhat buhat sukriya. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 18 مئی 2008 Author Report Share مراسلہ: 18 مئی 2008 Asif Bhai buhat buhat sukriya. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zeeshan Ali مراسلہ: 22 مارچ 2014 Report Share مراسلہ: 22 مارچ 2014 Assalamuaikum sab se pehle to ma apne bhi ko ye baat batana chahta hon k physiology toor par aik jism ka dosri jaga hona na mum kin ha laiken ye sirf physics or hamare khush bhi kahte han me sab is baat ka jawab dena chahon ga k olia ka bhi aik jga se dosri jga hona mumkin ha DALEEL : ashraf gangohi sahab se shoru karte ha onhon ne aik (WALI HAJI IMDAD ULLah MAHAGIR MAKI R.H) ke bare me apni kitab me farmaya k aik bar ma un k pas gia khush din jab guzray to khyal aya k rahata bhi yahan hon khata bhi yahan hon matlab ye k zahan me aya k ab wapis jaya jai ijazat lene gaye to ijazat na mili laiken phir bhi apne dil ki bat ko HAGI sahab ko na bataya to wapis a gaye ye bat in ki apni kiatab ki ha k mere dil par ye baat tari hoi k haji sahab farma rahe han k is bat ka koi masla nahi mere sath mil kar kha leya karo to yahan apne ulema ki apni lekhi hoi kitab ko khod hi nahi mante. DALEEL 2:baba fareed k pas koi molvi aya ap ne pshe ke islam k kitne roken han movi ne kaha 5 nam bata deye baba fareed ne farmaya nahi 6 han molvi ne posha k shewan kon sa ha ap ne farmaya shta roken roti ha molvi ne kaha k nahi islam ki kise bhi kitab me asa nahi likha howa ha ap kase kahte ha baba fareed khmosh ho gaye molvi umre ko gia wapis kashti par sawar tha k tofan a gia jis ki waja se kise na kise tarhan molvi shab aik jazeere k pas pohanche jazeera bilkul sunsan koi agay peshe nahi to se teen din guzre to bokh ki waja se nidhal the wahan se aik bazurg guzre jo kah rahe the rotti le lo bazurg ko apne pass bulwa leya or kaha k wo rotti mujhe de do buzurg ne kaha k ase nahi is k badle me bhi khush do molvi ne kaha k mere pas is wakht khush nahi ha saman jo tha wo bh gia bazurg ne kaha k tum abhi ummrah kar ka k aye ho wo mujhe likh kar de do to ma rooti de don ga molvi man gia likh kar dene k badrotti kha le agle din phir wohi bazurg phir wohi sawal kia k ab tumhare pass kia ha molvi ne phir kha mere pass ab khush nahi ha ummrah tha jo ma de chuka hon bazurg ne kaha k ab ampni sari zindgi ki namaze likh kar de don molvi ne de di or rooti de di ise tarhan bagurg har rooz atay or rotti k badle aik aik kar k tamam rokken jo molvi ne zindagi me ada keye the sab le leye khush din bad wahan aik jahaz a gia jis par bath kar wapis a gaye ab baba fareed k pass aye is bar phir baba fareed ne poshe k kitne rooken hote han islam k is bar bhi molvi ne kaha baba g m pehle bata choka hon k 5 baba fareed farmate han molan agar shta rooken na ho ta to to apne aik aik kar k tamam rooken yahan likh kr na deta jab molvi ne wo safa dekha to heran rah gia k baba fareed to yahan the wahan hazaroon meel door kase pohanche is se ye sabit hota ha k wali bhi aik jaga hona lazmi nahi ha agar is mamle me or daleele dene pare to hazir hon. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zeeshan Ali مراسلہ: 22 مارچ 2014 Report Share مراسلہ: 22 مارچ 2014 Deobandion ke chand questions hain jinn ke answer cahiye please help me about it. Alhumdulillah Nabi Kareem ko hum Hazir-o-Nazir manty hain tu Quran ki ayaat ke roo say manty hain per aik Wahabi Kharabi aur Deobandion ki yeh kharabi hai ke Nabi Kareem ki tareef nahi sun sakty khair koi aqal mand Nabi Kareem ke hazir-o-nazir hone ke mutaliq humara aqida hee sun lai tu woh samajh jai ga aur Nabi Kareem ke Hazir-o-Nazir hone ke mutaliq mujhe Ahl-e-Sunnat Wal Jama't ka Aqida maloom hai per phir bhi Deobandi ki Aqal ka Janaza nikla howa hai uss ne yeh Questions kiye hain please inn ke jawabat cahiye. 1. Nabi Kareem ko hum hazir-o-nazir manty hain tu kia Auliya ko bhi aisa hee manty hain ? 2. Nabi Kareem hazir-o-nazir hain tu kia sirf achi jaghon per ya burai ki jaghon per bhi hain ? 3. Kia Nabi Kareem sirf dekhne waly hain ya Nabi Kareem ko dekha bhi jaa sakta hai Deobandion ke chand questions hain jinn ke answer cahiye please help me about it. Alhumdulillah Nabi Kareem ko hum Hazir-o-Nazir manty hain tu Quran ki ayaat ke roo say manty hain per aik Wahabi Kharabi aur Deobandion ki yeh kharabi hai ke Nabi Kareem ki tareef nahi sun sakty khair koi aqal mand Nabi Kareem ke hazir-o-nazir hone ke mutaliq humara aqida hee sun lai tu woh samajh jai ga aur Nabi Kareem ke Hazir-o-Nazir hone ke mutaliq mujhe Ahl-e-Sunnat Wal Jama't ka Aqida maloom hai per phir bhi Deobandi ki Aqal ka Janaza nikla howa hai uss ne yeh Questions kiye hain please inn ke jawabat cahiye. 1. Nabi Kareem ko hum hazir-o-nazir manty hain tu kia Auliya ko bhi aisa hee manty hain ? 2. Nabi Kareem hazir-o-nazir hain tu kia sirf achi jaghon per ya burai ki jaghon per bhi hain ? 3. Kia Nabi Kareem sirf dekhne waly hain ya Nabi Kareem ko dekha bhi jaa sakta hai ? physically aik jism dosri jaga nahi ho sakta laike auliya or NABI s.a.w.w do jaghon par ho sakte han or agar asa nahi ha to phir asraf ali thanvi sahab, asharf gangohi ne apni likhe hoi kitabon me is bat ka itraf q kia ha or ye tasleem karna k NABI S.A.W.W aik jaga se dosri jaga nahi ho sakte galat ha q k ham dekhte han k aj kal k halat me karachi ya kise or shahr me hadse hote raht han jin me kitne halak ho jate han jin me se kafi ki namze jinaja aik sath parhai jati ha or aik hi jaga mukhtalif qabroon me dafnaya jata ha wahan jab fareshte sawal poshte han to akhri sawal hota ha k ma kunta takunu fi hajarrjul(ye jo saksh hai inke bare mai kya kehta hai to yahan fareshte tammam qabron me ja kar aik hi sawal aik hi haste jis ka didaar sab ko karwaya jata ha to ye kase mumkin howa aik hi wakt me itne qabroon me aik sath NABI S.A.W.W kase a sakte han? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔