Jump to content

Yazeed Ney Qatl e Hussain Per Matam Kiya

Jad Dul Mukhtar

تجویز کردہ جواب

یزید نے قتل حسین پر ماتم کیا

یزید نے کہا : ـ

شامیو ! تم مجھے کہتے ہو کہ میں نے امام حسین کو قتل کیا ہے ـ یا ان کے قتل کا حکم دیا ـ انہیں تو ابن مرجانہ نے قتل کیا تھا ـ یہ کہہ کر ان لوگوں کو یزید نے بلوایا ـ جو شہادت امام حسین کے وقت موجود تھے ـ جب اس کے روبرو پیش ہوئے ـ تو اس نے پوچھا ـ بتلاؤ امام حسین کا قاتل کون ہے ؟ یہ سن کر وہ ایک دوسرے کو قاتل کہنے شروع ہو گئے ـ اس حالت کو دیکھ کر یزید بولا ـ بربادی ہے تمہارے لیے ـ میں کیا دیکھتا ہوں کہ تم امام حسین کا قتل ایک دوسرے پر ڈال رہے ہو ـ ان حاضرین نے کہا کہ انہیں قیس بن الربیع نے شہید کیا تھا ـ قیس بن الربیع سے یزید نے پوچھا ـ تو نے قتل کیا تھا ؟ کہنے لگا نہیں ہرگز نہیں ـ میں نے تو قتل نہیں کیا تھا ـ یزید نے پوچھا تو پھر اور کس نے قتل کیا تھا ـ قیس بولا حضور بتلاتا ہوں ـ اگر امان مل جائے ـ کہا جاؤ تمہیں امان ہے ـ بتلا دو ؟ قیس نے کہا ـ خدا کی قسم ! امام حسین کا قاتل وہ ہے ـ جس نے جھنڈے گاڑے تھے ـ اور جس نے مجرموں کے سامنے مال رکھا تھا ـ اور جس نے لشکر لے کر چڑھائی کی تھی ـ یزید نے پوچھا ـ آ خر وہ کون ہے ؟ قیس نے کہا خدا کی قسم ! یزید تمہیں وہ شخص ہو جو قاتل حسین ہے ـ اس پر یزید سخت غصہ میں آیا اور وہاں سے اٹھ کر گھر آگیا ـ پھر ایک تھال میں امام حسین کے سر انور کو رکھا ـ اور رومال دے دیا ـ جو دیبقی تھا ـ اسے گود میں لے کر اپنے رخسار پیٹنے لگا ـ اور کہتا جاتا تھا ـ مجھے کیا ہو گیا کہ میں نے امام حسین کو قتل کر دیا ؟ اور مجھے امام کے قتل سے کیا غرض تھی ؟

( مقتل ابی مخنف ، ص 139 ، تذکرہ دخول السبایا الی الشام ، مطبوعہ نجف )

مقتل ابی مخنف کے مصنف لوط بن یحیے شیعی نے یہ اقرار کیا ہے کہ یزید کے بارے میں شامیوں میں جو یہ بات مشہور تھی کہ امام حسین کا قاتل یزید ہے ـ یہ غلطی تھی بلکہ یزید اس قتل میں کسی طرح بھی ملوث نہ تھا ـ اس سے بڑھ کر یہ بات کہ جب اس کو معلوم ہوا کہ مجھ پر قتل حسین کا الزام لگ ہے اور میرے منہ پر کہا گیا کہ تم قاتل حسین ہو ـ تو اس غصہ میں آکر اٹھ کر کھڑا ہوا اور امام حسین کے سر انور کو گود میں لے کر خوب چہرا پیٹا ـ حس سے یہ بات باکل واضح ہے کہ اہل تشیع کے نزدیک یزید نہ تو قاتل حسین ہے اور نہ ہی اس میں ملوث بلکہ وہ تو اس قتل پر ماتم کرنے والا ماتمی شیعہ تھا ـ

یزید اہل بیت کا غم گسار اور قاتل حسین کو ملعون کہتا تھا

پھر یزید نے اہل بیت اطہار کی مستورات اور ان کے بچوں کو بلوایا ـ یہ سب اس کے سامنے بیٹھ گئے ـ ان حضرات کی دگرگوں حالت دیکھ کر یزید بولا ـ اللہ ابن مرجانہ کا ستیاناس کرے ـ اگر تمہارے اور اس کے درمیان قرابت داری ہوتی تو وہ ایسا ہرگز نہ کرتا ـ اور نہ ہی تمہاری یہ حالت ہوتی ـ جنابہ سیدہ فاطمہ بنت حسین فرماتی ہیں ـ جب ہم یزید کے سامنے بیٹھ گئے ـ اس نے ہمارے سامنے بڑی غم خواری کی ـ پھر یزید نے حکم دیا کہ اس میں سے عورتوں کو ان کے بھائی علی بن الحسین کے ساتھ علیحدہ کمروں میں بٹھایا جائے ـ لہذا ان کے لیے علیحدہ رہائش کا بندوبست ہو گیا ـ اور ان کی رہائش گاہ یزید کے گھر کے بالکل متصل تھی ـ وہاں کئی دن ٹھہرے ـ یزید نے نعمان بن بشیر کو بلا کر کہا ـ تیاری کرو اور ان عورتوں کے ساتھ تمہیں مدینہ منورہ جانا ہے جب تیاری ہو گئی ـ تو یزید نے علی بن الحسین کو تنہائی میں بلا کر کہا ـ ابن مرجانہ پر اللہ کی لعنت ہو ـ خدا کی قسم ! اگر میں تمہارے والد کے پاس ہوتا ـ اور وہ مجھ سے کوئی بھی مطالبہ کرتے ـ تو میں اسے ہر ممکن پورا کرنے کی کوشش کرتا ـ اور ان کو موت کے چنگل سے بچان کی ہر سعی کرتا ـ لیکن اللہ کو منظور تھا وہی ہو گیا ـ جب مدینہ پہنچ جاؤ ـ تو مجھے واپسی تحریری اطلاع دینا ـ آپ کی ہر ضرورت پورا کرنا میری ذمہداری ہے ـ یہ کہہ کر کچھ کپڑے دیئے جو ان کے اور ان کے گھر والوں کے لیے تھے ـ ان کے ساتھ نعمان بن بشیر کو بھیجا ـ اور اسے ہدایت کی کہ رات کو سفر کرنا اور اس قافلے کے پیچھے پمہیں رہنا ہو گا ـ تاکہ وہ نظر سے اوجھل نہ ہونے پائیں ـ جب یہ تمام حضرات کسی جگہ جلوہ فرما ہوں پیچھے تم نعمان بن بشیر علیحدہ کھڑے رہنا ـ حضرت علی بن حسین اور ان کے گھر والے علیحدہ رہیں ـ چوکیدار کی طرح چاروں طرف کی نگاہ رکھنا ـ اور دوران سفر انہیں ایسے مقام پر اتارنا ـ جہاں ان میں سے اگر کوئی فرد وضوء یا قضائے حاجت کرنے جائے تو انہیں وحشت نہ آئے ـ اس قافلہ کو لیے نعمان بن بشیر روانہ ہوا ـ اور جہاں کہیں مناست سمجھتا ـ ان کو راستہ میں پڑاؤ ڈالنے کو کہتا اور بڑی نرمی سے ان سے پیش آتا ـ کیونکہ یزید کی اسے یہی وصیت تھی اور ان حضرات کی کما حقہ رعایت کرتے ہوئے انہیں مدینہ منورہ پہنچایا ـ

(ارشاد شیخ مفید ، ص 246 - 247 فی مکالمۃ علی بن الحسین مع یزید ـ مطبوعہ نجف )

( جلاء العیون ، ص 622 ، حرکت اہل بیت از شام بطرف مدینہ منورہ ، مطبوعہ تہران طبع جدید )

اعلام الوری ، ص 149 ، فی مجلس الزنیم ، مطبوعہ بیروت جدید )

پھر یزید نے اہل بیت کو اپنے مخصوص مکان میں ٹھہرایا ـ اس دوران اس نے کبھی بھی امام زین العابدین کے بغیر صبح و شام کا کھانا نہ کھایا ـ

( بحار الانوار ، جلد 10 ، ص 254 ، تاریخ حسین بن علی ، طبع ایران قدیم )

پھر یزید نے علی ین حسین کو بلا کر کہا ـ ابن مرجانہ پر اللہ کی لعنت ہو ـ خدا کی قسم ! اگر میں امام حسین رضی اللہ عنہ کے قریب ہوتا ـ تو وہ جو کچھ مجھ سے مانگتے اسے ضرور پورا کرتا ـ اور اپنی طاقت کے مطابق ان کو موت سے بچاتا ـ اگر اس کی خاطر مجھے اپنی اولاد سے ہاتھ ہی کیوں نہ دھونے پڑتے لیکن اللہ تعالی کو وہی منظور تھا ـ جو کچھ تم دیکھ چکے ـ

( بحار الانوار ، جلد 10 ، ص 255 ، تاریخ حسین بن علی )

Link to comment
Share on other sites

  • 5 months later...
aap batana pasand karein ge k kiya Hazrat ayesha ne bhi koi qatal kiya tha jo unhon ne Rasool Allah saww ki wafaat per matam kiya ??

http://qurango.com/images/si/382.jpg

yeh aap ki aik site se tarikh ibne kathir ka link hai khud se perh lo seerat ul nabi ibne hatham se bhi aap ko scan page dikha sakta hoon agar dekhnay ka dil ho to...

Link to comment
Share on other sites

aap batana pasand karein ge k kiya Hazrat ayesha ne bhi koi qatal kiya tha jo unhon ne Rasool Allah saww ki wafaat per matam kiya ??

yeh aap ki aik site se tarikh ibne kathir ka link hai khud se perh lo seerat ul nabi ibne hatham se bhi aap ko scan page dikha sakta hoon agar dekhnay ka dil ho to...

LO G SAWAL GANDUM JAWAB CHANA, MUFTI AZAM TO DEOBANDIOON KAY FORUM PER NAHI BEHTAY, JO TUMHARAY ETIRAZAAT KAY JAWAB DENAY SAY QASIR HAIN, POST KO ANKHAIN KHOOL KAR PARHO , YE POST TUMHAIN MATAM KAY BARAY MAIN LAGTI HAI.

GHOOR SAY PARHO MAIN NAY TUMHARI KITABOON SAY SABIT KIA HAI KAH SHIA YAZEED KO MASOOM MANTAY HAIN, AHLE BAIT KA GAMKHUAR MANTAY HAIN, AHLE BAIT KA MUAFIZ MANTAY HAIN.

ISS KA JAWAB DO. BAQI RAHAH MATAM KA JAWAB TO USS KA JAWAB BHI MILAY GA, LAKIN PEHLAY ISS KA JAWAB DO YA MANOO KAH SHIA RAFZI YAZEED KO MASOOM MANTAY HAIN. IMAM HUSSAIN RADI ALLAH ANHU KA QATIL NAHI MANTAY. YAZEED KO MATMI MANTAY HAIN.

Link to comment
Share on other sites

ahlesunnat ka iss baat per ittifaq hai kah yazeed imam e hussain radi Allah anhu ka qatil tha, fasiq, fajir, zani, sharabi, bandaroon say kehnay wala tha, biddati tha................

or to or iss ki mout bhi aik bandar kay panja marnay ki wajah say hoye thi, yazeed uss bandar ko uchaal raha tha.

hmm to jis ne iss qatil,fajir,zani,sharabi,bandron k sath khelnay walay ki bait ker li uss k baray mein ahle sunnah ka kiya aqeeda hai ??

post-2598-1227042335.jpg

Link to comment
Share on other sites

MUFTI AZAM HAZRAT AMEER MUAVIYA RADI ALLAH ANHU KAY BARAY MAIN SHIA KIA KHIYAL RAKHTAY HAIN WO MUJAH APP KO BATANAY KI ZAROORAT NAHI, TO PHIR APP IMAM HASSAN RADI ALLAH ANHU OR IMAM E HUSSAIN RADI ALLAH ANHU KAY BARAY MAIN KYA KAHEEN GE ??

ISS KA JAWAB NA DENA CHAHO TO KOI BAAT NAHI, IMAM ZAIN UL ABDEEN RADI ALLAH ANHU NAY YAZEED KI BAYAT KARI, BALKAH WAQIA HURRA MAIN YAZEED KA KHAS HUKUM THA IMAM ZAIN UL ABDEEN RADI ALLAH ANHU KAY BARAY MAIN KAH IN KO KOI TAQLEEF NA POONCHAY, SONAY PER SUHAGAH WAQIA HURRA MAIN YAZEEDI JUB AHLE MADINAH KAY QATAL O GARAT MAIN MASROOF THA USS WAQT IMAM ZAIN UL AABDEEN JISS KAY BARAY MAIN SHIFARISH KARTAY YAZEEDI USS KO CHOOR DETAY.

(MUNTAKIB AL'TAWAREEKH, PAGE 375, )

(TAREEKH E YAQOUBI, JILD 2, PAGE 250)

(MUNTAHA AL'AAMAAL, JILD 2, PAGE 2)

KYA KAHO GE IMAM E ZAIN UL AABDEEN KO ??

janab aap phir ghabra gaye hain hain..agar mawiya acha ho gaya to phir sulah e hudaibiya k kafir bhi achay ho gaye woh bhi tumharay liye r.a hon ge ?? aur jahan tak Imam Zain ul Abideen a.s ka sawal hain unhon ne kabhi bhi baiat nahi ki thi yeh alag baat hai k uss waqt jang ibne zubair k sath thi na k Banu Hashim k sath aur ibne zubair ki apni foaj aur supporter thay...aur meri jaan tarikh e yaqoubi shia book nahi hai...mujhay apni books se ref. mat diya karo..aur aakhri baat sulah aur baiat mein bohat farq hota hai...Imam Hassan a.s ne sulah ki mawiya k sath ussi terha jis terha Rasool Allah saww ne sulah ki kafiron k sath magar ibne umar ne baiat ki thi yazeed ki to yazeed itna bura tha to uss ki baiat kernay wala kiya ho ga...

MUFTI AZAM PUTTER E IMAM E ZAMANA KHABRA KON GAYA HAI YE SUB DEKH LAIN GE, OR DEKH RAHAY HAIN, HAZRAT AMEER MUAVIYA RADI ALLAH ANHU TUMHARAY NAZDEEQ TO ACCHA NAHI PHIR TUMHARAY NAZDEEQ TO IMAM E HASSAN O IMAM E HUSSAIN RADI ALLAH ANHUMA NAY JO BAYAT KI THI WO BHI SAHI NAHI THI,

TO KYA KAHO GE ISS BAYAT KO JO IMAM E HASSAN O IMAM E HUSSAIN RADI ALLAH ANHUMA NAY KI THI ???

BAQI RAHI IMAM ZAIN UL AABDEEN RADI ALLAH ANHU KI BAYAT KI TO TUMHARI KITABAIN ISS BAAT KI GAWAH HAIN, JESAY MAIN NAY HAWALA DIA, AIK TO MUNTAHUL AAMAAL HAI JISS KAY WRITER SHEIKH ABBAS QUMMI HAI, DOOSRI HAJI MUHAMMAD HASHIM BIN MUHAMMAD ALI KHARASANI, TEESRI TAREEKH E YAQOUBI AHMED BIN ABU YAQOUB KI HAI YE TUM RAFZIOON KI BOHAT POORANI TAREEKH KI KITAB HAIN. APP KAY INKAR KARNAY SAY YE HAMARI KITAB NAHI BAN JAYE GI.

OR YAZEED KA KHAS TOOR PER HUKUM IMAM ZAIN UL AABDEEN RADI ALLAH ANHU KAY BARAY MAIN THA KAH UNHAIN KOI TAQLEEF NAHI POOHANCHNI CHAHIYE, KYON KAH IMAM ZAIN UL AABDEEN RADI ALLAH ANHU NAY YAZEED KI BAYAT NAHI TORI THI, OR DOOSRA JUB MUSLIM BIN AQBA NAY YAZEED KI BAYAT LI OR APP RADI ALLAH ANHU KI SHIFARISH PER MUSLIM BIN AQBA NAY KAYE ASHKASH KO MUAF KAR DIA THA.

IMAM E HASSAN OR NABI KAREEM SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM KI SULAH BOHAT FARQ THA MUFTI AZAM, IMAM E HASSAN OR IMAM E HUSSAIN NAY BAYAT KI THI SULAH KAY BAAD, BAYAT BHI UN KAY SATH JIN KO TUM LAANTAAN KARTAY HO,

KYA TUM YE MANTAY HO KAH NABI KAREEM SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM NAY BAYAT KI THI KAFIROON KI. (LANAT HO TUMRAHAY AQEEDA PER).

Link to comment
Share on other sites

MUFTI AZAM PUTTER E IMAM E ZAMANA KHABRA KON GAYA HAI YE SUB DEKH LAIN GE, OR DEKH RAHAY HAIN, HAZRAT AMEER MUAVIYA RADI ALLAH ANHU TUMHARAY NAZDEEQ TO ACCHA NAHI PHIR TUMHARAY NAZDEEQ TO IMAM E HASSAN O IMAM E HUSSAIN RADI ALLAH ANHUMA NAY JO BAYAT KI THI WO BHI SAHI NAHI THI,
sabit karo k baiat ki thi agar yeh baiat thi to sulah e hudaibiya mein bhi baiait ki thi Rasool Allah (saw) ne ?? yeh to same sulah e hudaibiya ki sunnat thi..uss waqt bhi kafiron ne jo kaha Rasool Allah (saw) ne maan liya..even umra jaisa ahm kaam nahi kiya,apnay naam k sath se nabi ka lafz khatam ker diya aur musalman bhai ko museebat se nahi churaya balkeh mazeed zulm k liye kafiron k hawalay ker diya...to yeh kiya tha ?? bilkul ussi terha Imam Hassan a.s ne bhi issi terha sulah ki aur jo bhi mawiya ne kaha unhon ne sunnat per amal kertay huay uss ko maan liya..ab iss mein baiat kahan se aa gaye bachay ??
Link to comment
Share on other sites

BAQI RAHI IMAM ZAIN UL AABDEEN RADI ALLAH ANHU KI BAYAT KI TO TUMHARI KITABAIN ISS BAAT KI GAWAH HAIN, JESAY MAIN NAY HAWALA DIA, AIK TO MUNTAHUL AAMAAL HAI JISS KAY WRITER SHEIKH ABBAS QUMMI HAI, DOOSRI HAJI MUHAMMAD HASHIM BIN MUHAMMAD ALI KHARASANI, TEESRI TAREEKH E YAQOUBI AHMED BIN ABU YAQOUB KI HAI YE TUM RAFZIOON KI BOHAT POORANI TAREEKH KI KITAB HAIN. APP KAY INKAR KARNAY SAY YE HAMARI KITAB NAHI BAN JAYE GI.

OR YAZEED KA KHAS TOOR PER HUKUM IMAM ZAIN UL AABDEEN RADI ALLAH ANHU KAY BARAY MAIN THA KAH UNHAIN KOI TAQLEEF NAHI POOHANCHNI CHAHIYE, KYON KAH IMAM ZAIN UL AABDEEN RADI ALLAH ANHU NAY YAZEED KI BAYAT NAHI TORI THI, OR DOOSRA JUB MUSLIM BIN AQBA NAY YAZEED KI BAYAT LI OR APP RADI ALLAH ANHU KI SHIFARISH PER MUSLIM BIN AQBA NAY KAYE ASHKASH KO MUAF KAR DIA THA.

IMAM E HASSAN OR NABI KAREEM SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM KI SULAH BOHAT FARQ THA MUFTI AZAM, IMAM E HASSAN OR IMAM E HUSSAIN NAY BAYAT KI THI SULAH KAY BAAD, BAYAT BHI UN KAY SATH JIN KO TUM LAANTAAN KARTAY HO,

KYA TUM YE MANTAY HO KAH NABI KAREEM SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM NAY BAYAT KI THI KAFIROON KI. (LANAT HO TUMRAHAY AQEEDA PER).

tum sabit karo k Hsanain a.s paak ne baiait ki mawiya ki ?? betay sulah aur baiait mein bohat farq hota hai meri jaan tumharay kehnay se prove nahi hota meray bachay hawa mein teer mat chalao proof do bachay..
Link to comment
Share on other sites

MUTFI AZAM PUTTER SULAH TO JUB HAI JUB FARIQEEN JANG KI TAQAT RAKHTAY HOON, JISS TARHAH SULAH HIDABIYA OR IMAM HUSSAM NAY SULAH KI. OR SULAH KAY SATH HAZRAT AMEER MUAVIYA RADI ALLAH ANHU KI BAYAT KAR KAY APP KO KHALIFA MANA, WESAY TUMHARA BHI KOI HAAL NAHI TUMHAIN SULAH E HUDABIYA OR IMAM HASSAN KI SULAH KO MILA DIA, AIK KUFFAR KAY SATH SULAH, DOOSI 2 MUSALMAN GROUP KAY DERMIAN SULAH,

RAJAAL E KASHI, PAGE 102 / BAHARUL ANWAR, JILD 44, PAGE 61, ZIKAR E MASALAHAT E HASSAN/ BAHAR UL ANWAR, JILD 11, PAGE 124.

PER MOJOOD HAI IMAM E HASSAN NAY PEHLAY BAYAT KI PHIR, IMAM HUSSAIN NAY BAYAT KARI, IN KAY BAAD QAIS BIN SAAD NAY BAYAT KI.

OR BHI KUCH TASALLI CHAHIYE TO BAHAR UL ANWAR, JILD 44, PAGE 44/ KASH FUL GUMMA FI MARFATUL AAIMMA, JILD 1, PAGE 570/ NASIKHUL TAWAREEKH, JILD 1, PAGE 34/ MANAQIB IBN SHAHAR ASHOOB, JILD 4 PAGE 34......... PER WO SULAH NAMAH PARH LENA JISS MAIN IMAM E HASSAN NAY HAZRAT AMEER E MUAVIYA RADI ALLAH ANHU KO KHALIFA OR WALI MANA HAI.

YE TO SABIT HOGAYA IMAM HASSAN OR IMAM HUSSAIN RADI ALLAH ANHUMA NAY HAZRAT AMEER E MUAVIYA RADI ALLAH ANHU KI BAYAT KI THI,

IMAM ZAIN UL AABDEEN RADI ALLAH ANHU KI BAYAAT KA JAWAB NAHI DIA, UN KI BAYAT TO BAYAT THI UNHOON NAY KON SI SULAH KI THI, JUB TUM YAZEED KO IMAM E HUSSAIN KA QATIL HI NAHI MANTAY TO SULAH KESI, WO SIRF OR SIRF BAYAT THI,

BAYAT BHI EESI KAH KHUD IMAM ZAIN UL AABDEEN NAY KAHA KAH AGAR TUM KAHO TO MAIN YAZEED KA GHULAAM HO KAR USS KI BAYAT KAR LOON. YE ALFAAZ TUMHARI HI KITAB MAIN LIKHA HAI HAWALA PICHLI POST MAIN HAI. YE IMAM ZAIN UL AABDEEN KI TAJDEEDI BAYAT , ISSI BAYAT JO DEKH KAR AHLEMADINAH NAY YAZEED KI PHIR SAY BAYAT KI.

Link to comment
Share on other sites

Bayat kya hai ? Zamanat hai obediance ki aur is baat ki ke jiski bayat ki jaye uske har faisle ko jisne bayat ki hai vo qubool karega. Lekin Imam Hasan a.s aur Mauwiya ke darmiyan ek sulehnama hua tha jiski ek shart ye thi ke Mauwiya apne baad khilafat Imam Hasan a.s ko dega aur apni taraf se koi khalifa muntakhab nahi karega. Ye sharayat kisi bhi tarikh ki kutub se waze hai aur behes ki koi gunjaish nahi hai.

Ab zara mujhe ye bataye ke ye bayat hui balki ye sirf aisa hi tha jaise Rasool (saw) ne hudaibiya ke waqt quffar ke sath kiya tha. yani ek agreement. Agreement aur bayat main farq yehi hai.

It was only as an interim transfer of administration of the Islamic kingdom and this administration would be surrendered back to imam Hassan after Muawiyah’s death. Lekin Mauwiya ne ahd shikni ki aur Yazid palid ki bayat ke liye koshish kari shuru kar di aur Imam Hasan a.s ko zehar dilwa diya.

Link to comment
Share on other sites

Friends!!

Yazeed ke baray main to bees ke kareeb brailvi hazraat futwa de rehe hain ke wo Sharabi, Zaani, Budkaar sub kuch tha or zamany bhar ki Burai thi magar os ko Kafir na kahain balkay laanti kahain. Bilkul theek hai magar objection ye hai ke beta acha ho ya bura baap ko to pata hi hota hai. Naik baap ko pata hi nahi ke mera beta budkaar, sharabi, juwari or zaani hai phir bhi osay khalifa bana diya or masoom ummat-e-musilma ko os beghairat ke reham-o-karam pe chhor diya. Ye kahaan ki akalmandi hai. Jis ne ghalti ki agar os ghalti ko ghalti na kahain to aisa na karnay wala munafiq ho jata hai or munafiq or kafir jhannami hain.

Please comments!!

Link to comment
Share on other sites

Bayat kya hai ? Zamanat hai obediance ki aur is baat ki ke jiski bayat ki jaye uske har faisle ko jisne bayat ki hai vo qubool karega. Lekin Imam Hasan a.s aur Mauwiya ke darmiyan ek sulehnama hua tha jiski ek shart ye thi ke Mauwiya apne baad khilafat Imam Hasan a.s ko dega aur apni taraf se koi khalifa muntakhab nahi karega. Ye sharayat kisi bhi tarikh ki kutub se waze hai aur behes ki koi gunjaish nahi hai.

PAAP JI APP KI TAREEKH KI KITAB MAIN KAHEEN ISS SHART KA NAAM O NISHAN BHI NAHI HAI. NA BAHAR UL ANWAR MAIN JAHAN WO SULAH NAMAH LIKH HOA HAI, KASH FUL GUMMA MAIN BHI ISS SHART KA KAHEEN NAAM O NISAAN NAHI, NASIQ UL TAWAREEKH MAIN BHI KAHEEN NAAM O NISAAN NAHI, MANAQIB IBN SHAHAR AASHOOB MAIN BHI NAHI HAI.

GARZ KAH JAHAN JAHAN YE SULAH JAMAN HAI WAHAN WAHAN ISS KA NAAM O NISHAN NAHI. DOOSRI BAAT BAYAT IMAM E HASSAN OR IMAM E HUSSAIN (RADI ALLAH ANHUMA) NAY KI THI TO ETAAT INHI PER BANTI HAI NA KAH HAZRAT AMEER E MUAVIYA RADI ALLAH ANHU PER. JO KAH APP KHUD LIKH CHUKAH HAIN.

Ab zara mujhe ye bataye ke ye bayat hui balki ye sirf aisa hi tha jaise Rasool ne hudaibiya ke waqt quffar ke sath kiya tha. yani ek agreement. Agreement aur bayat main farq yehi hai.

YE APP KI KITABAIN GAWAHI DE RAHI HAIN KAH IMAM E HASSAN O IMAM HUSSAIN (RADI ALLAH ANHUMA) NAY BAYAT KI (RAJAL E KASHI,PAGE 102), JISS KA SABOOT AIK OR BAAT HAI KAH JUB IMAM HASSAN RADI ALLAH ANHU KA WISAL HOA TO USS WAQT KUFIOON NAY IMAM E HUSSAIN RADI ALLAH ANHU KO BAYAT TOORNAY KO KAHA, JISS PER HAZRAT AMEER MUAVIYA RADI ALLAH ANHU NAY AIK KHAT KAY ZARYE IMAM HUSSAIN RADI ALLAH ANHU SAY POOCHA TO IMAM E HUSSAIN NAY USS JA JAWAB YE DIA KAH MAIN ESSA KOI ERADAH NAHI RAKHTA KAH APP KI BAYAT TOROON.( MAQTAL ABI MAKHNAF, PAGE2) .

SULAH WAHAN HOTI HAI JAHAN FARIQEEN KI TAQAT BARABAR HO, LAKIN YAHAN TO IMAM E HASSAN RADI ALLAH ANHU KEHTAY HAIN KAH HAZRAT AMEER E MUAVIYA RADI ALLAH ANHU MAIN KAAM HAIN LAKIN PHIR BHI MAIN NAY UN SAY SULAH KAR KAY BAYAT KI AGAR NA KARTA TO MERAY SHIA MUJAH QATAL KARWA DETAY. (MAQTAL BHI MAKHNAF, PAGE 3)

YE TO SABIT HOGAYA IMAM HASSAN OR IMAM HUSSAIN RADI ALLAH ANHUMA NAY HAZRAT AMEER E MUAVIYA RADI ALLAH ANHU KI BAYAT KI THI,

IMAM ZAIN UL AABDEEN RADI ALLAH ANHU KI BAYAAT KA JAWAB NAHI DIA, UN KI BAYAT TO BAYAT THI UNHOON NAY KON SI SULAH KI THI, JUB TUM YAZEED KO IMAM E HUSSAIN KA QATIL HI NAHI MANTAY TO SULAH KESI, WO SIRF OR SIRF BAYAT THI,

BAYAT BHI EESI KAH KHUD IMAM ZAIN UL AABDEEN NAY KAHA KAH AGAR TUM KAHO TO MAIN YAZEED KA GHULAAM HO KAR USS KI BAYAT KAR LOON. YE ALFAAZ TUMHARI HI KITAB MAIN LIKHA HAI HAWALA PICHLI POST MAIN HAI. YE IMAM ZAIN UL AABDEEN KI TAJDEEDI BAYAT , ISSI BAYAT JO DEKH KAR AHLEMADINAH NAY YAZEED KI PHIR SAY BAYAT KI.

Link to comment
Share on other sites

Yazeed ke baray main to bees ke kareeb brailvi hazraat futwa de rehe hain ke wo Sharabi, Zaani, Budkaar sub kuch tha or zamany bhar ki Burai thi magar os ko Kafir na kahain balkay laanti kahain. Bilkul theek hai magar objection ye hai ke beta acha ho ya bura baap ko to pata hi hota hai. Naik baap ko pata hi nahi ke mera beta budkaar, sharabi, juwari or zaani hai phir bhi osay khalifa bana diya or masoom ummat-e-musilma ko os beghairat ke reham-o-karam pe chhor diya. Ye kahaan ki akalmandi hai. Jis ne ghalti ki agar os ghalti ko ghalti na kahain to aisa na karnay wala munafiq ho jata hai or munafiq or kafir jhannami hain.

MR.RAFZI GROUP PEHLI BAAT TO YE KAH APP YAZEED KO QATIL HI NAHI MANNTAY, JESSA KAH PEHLI POST GAWAHI DE RAHI HAIN. PHIR APP KI HI KITABAIN GAWAHI DE RAHI HAIN KAH IMAM E HUSSAIN RADI ALLAH ANHU NAY MEDAAN E KARBALA MAIN KUFI SHIOON SAY MUTALBAH KIA THA KAH MAIN YAZEED KI BAYAT KAR LETA HOON, MUJAH JANAY DO, PHIR IMAM ZAIN UL AABDEEN NAY BHI YAZEED KI BAYAT KI BALKAH USS KI GHULAMI MAIN AANAY KA AZAM ZAHIR KIA.

HAZRAT AMEER E MUAVIYA RADI ALLAH ANHU KO USS KI IN HARKAAT KA MALOOM NAHI THA, LAKIN IN IMAMOOM KO TO MALOOM THA, OR BHI BOHAT SAY AHLEBAIT MADINAH MAIN THAY UNHAIN TO MALOOM THA LAKIN UNHOON NAY BHI YAZEED KI BAYAT KI.

SAWAL UB MAIN POOCHTA HOON AIK BIDDATI, ZALIM, ZANI, SHABI, ............. KI BAYAT KARNAY WALAY IMAMOOM PER KYA FATWA LAGAO GE ???

AHLE BAIT KAY JO AFRAAZ MADINAH MAIN JIHOON NAY YAZEED KI BAYAT KI THI UN PER KIA FATWA LAGAO GE ???

Link to comment
Share on other sites

Koi Shiyaa ho ya Sunni kya wo Quran sar par rakh kar apnay dono haath utha kar ye dua kar sakta hai ke "Ya Allah mera anjaam baroz-e-kiamat Yazeem ke sath ho??"

Koi bhi nahi kare ga. Koi jurrat hi nahi kare ga. Phir ye fazool behas kis kaam ki. Aik beghairat paleed ke liye aap apas main kyon lar rehe hain. Shiya bhi osay laanti kah rehe hain Sunni bhi osay laanti mantay hain phir issue kya rah gaya?

Please comments

MR. GROUP TAQIYYA CHORIYE OR BEHTAR YE HO GA KAH YE MASHWARA APP APNAY GROUP DO DAIN, YANI KAY SHIA RAFZIOON KO, HUM NAY TO SABIT KAR DIA KAH SHIA YAZEED KO MASOOM MANTAY OR JANTAY HAIN.

TO JANAB MERAY SAWALOON KAY JAWAB ABHI BHI BAQI HAIN.

Link to comment
Share on other sites

Moderator Sahib/Sahiba!!

Ye to aap ki bohat bari ziadati hai. Shiyya hona ya na hona alaihda baat hai. Main sharat laga ke kahta hoon. wo Shiyya nahi Soor ki Aulaad hai jo Yazeem soor ko Masoom samjhta hai. Ab baat age barhayen. Yahi aqida sunniyon ka bhi hai.

BAAT TO AAGAY BARH HI GAYE HAI, HAMAIN TO JAWAB KA INTIZAR HAI, HUM NAY TO SABOOT DE HI DIYE HAIN KAH SHIA RAFZI YAZEED KO MASOOM MANTAY HAIN. RAFZIOON KI TARAF SAY BHI TAK JAWAB NAHI AAYA.

Link to comment
Share on other sites

پھر یزید نے اہل بیت کو اپنے مخصوص مکان میں ٹھہرایا ـ اس دوران اس نے کبھی بھی امام زین العابدین کے بغیر صبح و شام کا کھانا نہ کھایا ـ

( بحار الانوار ، جلد 10 ، ص 254 ، تاریخ حسین بن علی ، طبع ایران قدیم )

پھر یزید نے علی ین حسین کو بلا کر کہا ـ ابن مرجانہ پر اللہ کی لعنت ہو ـ خدا کی قسم ! اگر میں امام حسین رضی اللہ عنہ کے قریب ہوتا ـ تو وہ جو کچھ مجھ سے مانگتے اسے ضرور پورا کرتا ـ اور اپنی طاقت کے مطابق ان کو موت سے بچاتا ـ اگر اس کی خاطر مجھے اپنی اولاد سے ہاتھ ہی کیوں نہ دھونے پڑتے لیکن اللہ تعالی کو وہی منظور تھا ـ جو کچھ تم دیکھ چکے ـ

( بحار الانوار ، جلد 10 ، ص 255 ، تاریخ حسین بن علی )

Imran Sahab kitna hee acha ho k agur aap es Reewayat ki Sanad dhekadein.

Ye Link hai:

http://u-of-islam.net/uofislam/maktaba/Hadith/kotob.htm

Yaha se aap se guzarish k Ye Reewayat Dhekadein!!!!!

Baqioun ka Jawaab tayyar hogaya hai.

Aap ki Khayanat ki Entehaa nahee rahi hai jo baad mai dhekaie jaiegi magar behrhaal pehle aap ye reewayat dhekaden.

Link to comment
Share on other sites

PAAP JI APP KI TAREEKH KI KITAB MAIN KAHEEN ISS SHART KA NAAM O NISHAN BHI NAHI HAI. NA BAHAR UL ANWAR MAIN JAHAN WO SULAH NAMAH LIKH HOA HAI, KASH FUL GUMMA MAIN BHI ISS SHART KA KAHEEN NAAM O NISAAN NAHI, NASIQ UL TAWAREEKH MAIN BHI KAHEEN NAAM O NISAAN NAHI, MANAQIB IBN SHAHAR AASHOOB MAIN BHI NAHI HAI.

GARZ KAH JAHAN JAHAN YE SULAH JAMAN HAI WAHAN WAHAN ISS KA NAAM O NISHAN NAHI. DOOSRI BAAT BAYAT IMAM E HASSAN OR IMAM E HUSSAIN (RADI ALLAH ANHUMA) NAY KI THI TO ETAAT INHI PER BANTI HAI NA KAH HAZRAT AMEER E MUAVIYA RADI ALLAH ANHU PER. JO KAH APP KHUD LIKH CHUKAH HAIN.

Mu'awiya is baat par razi tha ke uske baad khilafat Imam Hasan A.S ko milegi.

Janab hamari kitabe chodiye zara apni par ghor kijiye.

  1. Fathul Bari fin Sharh Bukhari Volume 3 page 65 Kitab al Fitan
  2. Mirqat Sharh Mishqat Volume 11 page 38 Bab Manaqib Ahl'ul Bayt
  3. Al Bidayah Wal Nihayah (Urdu), Vol 8 Page 871 'The events of 56 Hijri'
  4. Hayaath al Haywaan Volume 1 page 53 Dhikr Khilafa
  5. Tareekh Khamees Volume 2 page 29 Dhikr Hasan
  6. Al Imama wa al Siyasa page 18 Sulh Hasan
  7. Al Istiab Volume 1 page 370 Dhikr Hasan

Link to comment
Share on other sites

  • 6 years later...

mohtram janab ap ne sabit kr dia keh ap nasl e yazid se ho  <_< q keh ye un ki nasl ka hi kamal hy keh wo jhoti bat ko sach bna ky awam ko ghumrah krty thy...jaisy naizon pe quran uthwana :/ ap ka ahl e bait a.s se na koi taluk hy na hoga or na rha hy..!! in jhoti riwayaton se ap kuch sabit nhi kr skty  :P waisy ap ne mehnat kafi ki  :P yazid ki trhan  :P kindly ap sirf apni batain kia krain hm se tanaza lagany ki to zarorat hi nhi hy mehrbani hogi ap ki wadi :P main in jhoti riwayaton ka pol kholny ki baikar mehnat nhi krna chahta or bi bht se kam hoty hain  <_< ap apny yazid ko promot kro usy sahabi banao ya 5wwaan yaar  :P ya janti hamain is ki parwa nhi hy...!! umeed krta hn ap mind to krain gy  :P ap ki bukhari sharif bhari pari hy keh mawia ne jhang ki Hazrat ali a.s se.!! galiaan nikalwaeen or sahabah ko ghumrah kia or yazid usi naqsh e qadam pe chalta hoa jis pe ajj ap log chal rhy hain ,itna ghinona kam kia or imam a.s ko shaheed kia .Na wo kal jeet saka tha na rehti duniya tak jeet saky ga  <_<

Edited by Qamar Hasnain
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...