Jump to content

Hajj Ki Farzyat ka Inkar - Wahabiyon Key Aetaraz Ka Jawab


Zia ul Islam

تجویز کردہ جواب

Assalam O Alaykum,

 

Sunni bhaio,

 

Kya kisi nay ahle hadith kay allama Ehsan Elahi Zaheer ki book "Barelviat" parhi hay mujhay is ka jawab chahye. Is kay kitab may inhon nay Alahazrat aur Barelvi maslak kay khilaf batain likhi hain khas tor ek fatwa ka jawab chahye jo kay inhon nay quote kya hay is kitab may kay barevl ulemaon nay Haj kay saqit honay ka fatwa dya hay.

 

If anyone knows about it kindly reply back as soon as possible.

 

Thanks & Allah Hafiz

 

Zia ul Islam

 

post-1820-1210671513.jpgpost-1820-1210671545.jpg

Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

 

Alhamdulillah

 

bhai jan, yei kitab sarasar jhoot aur shia taqayya pay mabni hai jis mai riwayati wahabi najdi khabasat ka saboot dia gaya hai aap ko is kay jawab ka link tu mil jaiay ga inshaAllah

 

aur jaha tak Haj walay fatway ka ta'alluk hai yei un halat mai jab Najdiyo nay musalmano ki jan o mal ko nahaq nuqsan pohanchaya aur un ka zulm o sitam apnay urooj pay tha tu un halat mai sirf Haj ko moakhar karnay ka fatwa dia gaya tha us ki farziyat say inkar nahee kia gaya baki sab hasb e adat deobandiyo nay aagay peachay khud mila lia.

 

Haj umar bhar mai sirf aaik bhar farz hai deobandi apnay aaitaraz mai yei sabit kar dain kay Ahlesunnat kay ulema nay Haj ki farziyat ka inkar kia ya phir yei sabit kar dain kay har saal har haal mai haj farz hai.

 

aur in deobandiyo say wo pochain kay jo cheaz Allah nay halal kari wo deobandi muftiyo nay hindu ki mohabbat mai najayaz aur ghair islami kaisay qarar dai dee apnay ghar ki khabar lain zara.

 

wasslam

takherHaj.JPG

deobandCowFatwa.JPG

Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

 

is masly par mene kai mahino pehly khalil rana sahab se daryaft kiya tha jis ka jawab unhonhy marhamat farmaya or hazrat akhtar raza khan sahab (ra) ka wo fatwa bhi....jazak Allah (azw)

 

baqi raha ehsaan elahi zaheer kazzab ki book albarelwiya ka reply to wo apako www.alahazratnetwork.org par mil jayegi....lekin abhi ye site down chal rahi hai kuch dino baad aap try karein warna mujhy pm karein me aapko ye book pdf format me mail kar dunga insha Allah, qaeeb 40 mb ki file hai... (ja)

aasif.jpg

alhaj.jpg

Image1.jpg

Image2.jpg

Image3.jpg

Image4.jpg

Image5.jpg

Image6.jpg

Image7.jpg

Image8.jpg

Image9.jpg

Image10.jpg

Image11.jpg

Image12.jpg

Image13.jpg

Image14.jpg

Image15.jpg

Image16.jpg

Image17.jpg

Image18.jpg

Image19.jpg

Image20.jpg

Image21.jpg

Image22.jpg

Image23.jpg

Image24.jpg

Image25.jpg

Image26.jpg

Link to comment
Share on other sites

Assalam O Alaykum,

 

MASHALLAH meray bhaion deo bando ko jawab day dye gaye hain.. yahab may ek suggestion dena chahita hoon kay isi site par ek section un dallail aur eitrazat kay baray may ek section hona chahye jahan tamam aitrazat kay jawabat ek jaga mil jayen ummed hay is par ghor kya jaye ga.

 

Jazak Allah

Link to comment
Share on other sites

I fully agree to bro Zia ul Islam. In addition my suggestion is that the name of section should be "Ulema e AhleSunnat per Eitaraz aur Bohtan ka Radd". All batil mazhabs (shia ,deobandi,wahabi,qadiyani) not only put Eitiraz on Mujahid e Ahle Sunnat Imam Ahmed Raza Qanadhari Brelvi but on other Sunnni ulemas of past and present!!!

Link to comment
Share on other sites

Assalam O Alaykum,

 

MASHALLAH meray bhaion deo bando ko jawab day dye gaye hain.. yahab may ek suggestion dena chahita hoon kay isi site par ek section un dallail aur eitrazat kay baray may ek section hona chahye jahan tamam aitrazat kay jawabat ek jaga mil jayen ummed hay is par ghor kya jaye ga.

 

Jazak Allah

 

 

Walaikum asslam

 

inshaAllah yei aaitarazat yaha kafi maujood hai baki sab bhe inshaAllah zaror aik jaga jama kar deay jaiay gain aur yei kam jari hain Alhamdulillah

Edited by Saif ul Islam
Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
  • 1 year later...
  • 1 year later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...