Jump to content

Roohe Alahazrat ki Faryad .. Aaik Jhoti kitab.

Abdur Rehman

تجویز کردہ جواب

Asslam alaikum

As usual jab aaitaraz karnay kay baad us ka jawab daikh kay wahabiyo ki neandain ur jati hain tu wo naya jhot tarash laitay hain mujhay aap sab kay qeemti waqt ki qadar hai laiken sirf is leay kay un kay saray jhotay aitarazat aur Ahlesunnat kay jawabat jama ho jaiay takay koi bhe sunni jab koi naya jhot aur mukre shaitani daikhay tu usay mudallal jawab (khususan online) dhondhnay mai dushwari na ho aur aasani say search kar sakay is niyyat say mai un kay saray aitarazat yaha post karta raha ho aur aainda bhe karo ga inshaAllah takay wo sab aitarazat aur Ahlesunnat kay jawabat islami mehfil mai maujood ho inshaAllah

Yei Aaitarazat unho nay ghaliban Roohe Alahazrat ki faryad nami kitab say leay hain jo mangharat aur baybunyad hai aap hazrat is kitab aur writer waghaira kay baray mai jo maloomat aur jawab ho wo share karain inshaAllah

A.jpg

B.jpg

Link to comment
Share on other sites

(bis)

Hazrat Sayiduna Sheikh Abdul Aziz Dabagh (Rehma tullah Aleh) Key Is Waqye Per Aik Deobandi (shia_kafir) Ney Yahi Aetaraz Yahan IM Per Post Kiya Tha.. Jiska Tafseeli Jawab Mohtaram Khalil Ahmad Rana Sahib Ney Post Kiya Tha... Woh Deobandi Phir Yahan Nazer Nhin Aaya..

jawab.jpg

deobandi_fatwa.jpg

abraiz_shareef01.jpg

abraiz_shareef02.jpg

abraiz_shareef03.jpg

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Wahabi mautariz ka kahna hai kay (see attached pages above) yei kitab roohe alahazrat ki faryad nahe balkay Swanahe Alahazrat nami kitab hai jis ka musannif badr ud din nami bataya haii shayad chapter anware Raza

is baray mai jawab anayat farmaiay kay yei kitab kis ki hai aur ulema Ahlesunnat is baray mai kia kahtay hain.

Asslam alaikum ooper wali baat mai mazeed add karna chaho ga

kia koi in kitabo kay baray mai fatwa share kar sakta hai maslan Roohe Alahazrat ki faryad, Madaih Alahazrt, Swanah Alahazrat, Fawaid Fareedia , Naghma Rooh aur aisi jo kitabain Ahlesunnat ki taraf mansoob ki jati hain.

wasslam

aetaraz_dar_aetaraz03.gif

Motariz Sawaneh Alahazrat (ra) Ka Page Post Kerey Aur Madah-e-Alahazrat Ka Aetaraz Key Usmein Kiya Ghalat Hai.. Baqi Ka Jawab..

jawab.jpg

Link to comment
Share on other sites

  • 4 months later...
  • 2 weeks later...

JazakAllah Khair thanks for sharing.

Mujhay aik waqay ka baray mai joo "Saif ul Islam" nai post kiya hay jawab pata nahi challa woh yeh hay.

" Aik Aurat aur usski 18yrs kee batee aur dhoodh wala hawala"

Ref:Almalfooz pg-278........Kiya yeh waqiya mujood hay yah najdi bohtan hai.

Agar hay tu kon see kitab may hay???

Khalil Sb,Sag e Attar Sb yaa koi aur Islami bhai iss ko bhee clear ker dain................SHUKRIYA

Jhootay Deobandi Najdion Par Allah kee Lanat e Musalsal.

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

  • 7 years later...
  • 1 year later...

Muqabisul Majalis aur  Fawaid E Faridiya gair motabar Kaise???

Hussam Ul Harmain k 100 saal page 6 me iska zikr hai

Deewan E Muhammadi ka zikr b ek kitab jo Shaikh Akbar Alairehma se mutalliq likhi gayi hai usme hai k uske Ash'aar wahdatul wajood se  related hai

Edited by MunAAm
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...