Jump to content

Deo kay bando kay mazeed aitarazat. Khuda ka Beeta banna? or Shumali hawa Banjh ho gaye ka jawab


Abdur Rehman

تجویز کردہ جواب

(salam)

 

Alhamulillah phichlay 2 aitarazat jo post keay thay mai nay Ahlesunnat ki taraf say us kay dandan shikan jawab kay baad wahabiyo ko koi jawab nahe mil saka tu mazeed 2 aur aitaraz kar deay Us kay aitarazat kay jwab mai Quran o hadith say aur ulema ki bayshumar kitabo say saboot deay gaiy tu jawb mai kahta hai

 

"From last few years the many books has been edited by Barailve ulamas and if you want to see the original printed old books I will give you the address you can check with your self"

 

aur yei darj zail naiay aitaraz kar deay is leay baraiay Madina is kay jawab bhe jald az jald dai dain .Mujhay tajurba hai kay wahabiyo ko lakh samghao wo sun kay nahe daitay kay dil mai bughze Nabi salalahoaliwasslam ki aisi bimari hai jo Allah barhata rahta hai kay apnay guman mai bhataktay rahain. Allah har nafees qalb ko hidayat day aamin.

Aaitaraz3.JPG

Aaitaraz4.JPG

Link to comment
Share on other sites

(salam)

(ja) Saif ul Islam Bhayi... Wahabiyon Key Yahi Daramey Her Jaga Chal Rahey Hain.. Fatawa Razwiya Shareef Sey Bhi Aisi Dandi Martey Hain.. Wahabiyon Ko Aub Tu Jawab Gaya Ho Ga.. Ager Aur Zarorat Ho Tu Purani Tamheed ul Iman Jo Alahazrat (ra) Key Dour-e-Hayat Mein Publish Hoyi Thi Woh Bhi Mojod Hai...

 

Aur Jo 2nd Aetaraz Hai Iska Jawab Mufti Shareef-ul-Haq Amjadi (Aleh Rahma) Ki Kitab "Tehqeeqat" Mein Buhut Tafseeli Aur Dandaan Shikan Diya Gaya Hai... Wahabi Awal Tu Is Waqiya Ka Hi Inkaar Kertey Hain Phir Yeh Bahana Banatey Hain Key Shumali Hawa Sey Paani Barasta Hai.. Koshish Hogi Key "Tehqeeqat" Key Woh Pages Jald Yahan Post Kiye Ja Sakein...

 

Wassalam Ma'Al Ikram

Link to comment
Share on other sites

  • 4 months later...
  • 2 years later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...