ata_ho_ghame_madina مراسلہ: 2 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 2 مئی 2008 aslmolikum mujy kuch confusion durr krnii hay aik ismaliee ne is terha kha jo mery zehn mein confusion creat ker rahii hay kioun key ismailee apne prince aga khan se dua mangty hain tu jab un sey is terha kha gya key dua tu ALLAH se he mangii jati hay aur ALLAH key elawa ksi ghire ullah sey dua nahii mang sektyy tu unhoo ne is terha kha keyy jab hum dua mangtyy hain tu zehn meinn yehii hota hay key dena ALLAH ney he hay lakin hum waseela uze kertyy hainn apne peer ka aur aga kahn ko imam ki haseet se mantyy hay bs aur jab dua mangty hain tu hergiz ye nahi samjhty key wo apne pass se humey kuch deyy sekty hainn aur jo dua mangty hain yehii soch ker key AYE IMAM ap ALLAH SE HAMERYY HAQ MEIN DUA KEROO ITS DONT MEAN key imam ne kuch apne pass se dena hy is lea phir zehn mein yeh question ayA KEY HUM BHI TU YA RASOOALLAH MADAAD khety hain aur hmera bhi aqeeda yehii hota hay KEYY FAIL E HAQEEQEEI ALLAH KI ZAAT HY LAKIN HUM NABI KA WAEELA UZE KERTY HAIN phir wasela mein ye bhi baat hoii keyy jab shabaha karam HAZOOR salhoahlewaslm key paass atyy thyy tu kioun khtyy thy key ap hamryy haq mein dua fermyein os waqt log YEH NAHII KHE SEKTYY THY KEYY YA ALALH HAMERY PASS NABI PAAK salholhewaslm hain tu ALLLAH tu humey ye dey dey NABI PAAK KO KHNEY KA MAQSAD esa waseela dekhna key hamri duaein QABOOL ho jain aur phir waseela ka concept iss terha byan kia gya key " waseela meanzz just like "SAFARISH " key KUHUDA KEY NAZDEEQ WO HASTI JO HUM MEIN MAJODD HO AUR HUM UNKO BOLEIN KEYY AP HMERY LEA YA DUA FERMEYIEE YE WASEELLA KA CONCEPT HAY IS TERHA HE DUA KI JAY " PHIRR IS PER ZHEN MEIN YE SAWAL ATA HAY KEYY HUM JAB hazoor pak sey madad mangtyy hain ya is terh khetyy hainn keyy YA RASOOL ALALH KARAM KEJIAE YA IS TERHA YA GHOOSE E PAKK MERI MUSHKIL ASAN KERIN tu is terha agla insan ye bhi khe sekta hay keyy ye waseela hay aurr ye hamryy samnyy majood nahii hotyy phir wo yeh bhi khe sekty hain keyy hum apne peer ko hazir samjh ker ALLHA ki bargha mein waseela pesh kerty hain isi concept se dua mangty hain phir aqeeda ki batt hoi tu tu kha keyy aqeeda herr 1 ka apna apna hota hay tu ksi ko os key aqeeda se koi rook nahi sektyy aur aga kahn sirf hamry peer hain bs aur koi unko khuda samjhy (maazalalh) tu ye oss ka apana aqeeda hay .... aur aga kahn ko imam is lea manty hain key Quran mein " OLiLIiL AMER " KA ZIKERR AYA HAY tu is mein hum aga kahn ko imam mantyy hain bas tu mujyy in tamam batoon ki dalill chiyee wid refrncee ksii key zehn mein aur point hun tu add kerinn aurr reply zrurr kerinn i knoww keyy esyy behis nahi honii chiyee butt its very importantt ye krna zroorii hay is key elawa koi rsata nahii wasalm اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 2 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 2 مئی 2008 aik ismaliee ne is terha kha jo mery zehn mein confusion creat ker rahii hay kioun key ismailee apne prince aga khan se dua mangty hain tu jab un sey is terha kha gya key dua tu ALLAH se he mangii jati hay aur ALLAH key elawa ksi ghire ullah sey dua nahii mang sektyy tu unhoo ne is terha kha keyy jab hum dua mangtyy hain tu zehn meinn yehii hota hay key dena ALLAH ney he hay lakin hum waseela uze kertyy hainn apne peer ka aur aga kahn ko imam ki haseet se mantyy hay bs aur jab dua mangty hain tu hergiz ye nahi samjhty key wo apne pass se humey kuch deyy sekty hainn aur jo dua mangty hain yehii soch ker key AYE IMAM ap ALLAH SE HAMERYY HAQ MEIN DUA KEROO ITS DONT MEAN key imam ne kuch apne pass se dena hy is lea phir zehn mein yeh question ayA KEY HUM BHI TU YA RASOOALLAH MADAAD khety hain aur hmera bhi aqeeda yehii hota hay KEYY FAIL E HAQEEQEEI ALLAH KI ZAAT HY LAKIN HUM NABI KA WAEELA UZE KERTY HAIN aisa wasela jaiz hay. is main bas humko ye malom ho gaya hay ke agha khan aik gumrah aadmi hay tu ab uska wasela kam ka nahi. is main wasela hona ghalat nahi balke jisko wasela banaya ja raha hay woh ghalat hay. phir wasela mein ye bhi baat hoii keyy jab shabaha karam HAZOOR salhoahlewaslm key paass atyy thyy tu kioun khtyy thy key ap hamryy haq mein dua fermyein os waqt log YEH NAHII KHE SEKTYY THY KEYY YA ALALH HAMERY PASS NABI PAAK salholhewaslm hain tu ALLLAH tu humey ye dey dey NABI PAAK KO KHNEY KA MAQSAD esa waseela dekhna key hamri duaein QABOOL ho jain bilkul is par kayi ahadees daleel hain or qurani aayaat bhi. waseela barhaq hay jiska wasela manga ja raha hay wo hasti bhi barhaq ho. PHIRR IS PER ZHEN MEIN YE SAWAL ATA HAY KEYY HUM JAB hazoor pak sey madad mangtyy hain ya is terh khetyy hainn keyy YA RASOOL ALALH KARAM KEJIAE YA IS TERHA YA GHOOSE E PAKK MERI MUSHKIL ASAN KERIN tu is terha agla insan ye bhi khe sekta hay keyy ye waseela hay aurr ye hamryy samnyy majood nahii hotyy phir wo yeh bhi khe sekty hain keyy hum apne peer ko hazir samjh ker ALLHA ki bargha mein waseela pesh kerty hain isi concept se dua mangty hain nabi wali Allah ki ata se sun sakte hain or Allah ne unko rohani taqat ata farmayi hay. sahaba karam ne aisi madad mangi jis main Sarkar zahiri tor par mojod na the. rohani tor par sunney ki dunyawi tor par ye daleel hay mobile phone. jis main ba zahir koi taar waghera bhi nahi hain. sirf signals or aik sciencey computerized tarkeeb hay or aik sec main bat aik mulk se dosre mulk tak bhi pohnch jati hay. jab aik science ke connection ko itni power hasil hay tu Allah walon ke rohani connection ko kitni power hasil hogi. albata ye bat wahabion ki samajh main nahi aasakti kion ke unko kabhi aisi rohani taqat mili hi nahi. phir aqeeda ki batt hoi tu tu kha keyy aqeeda herr 1 ka apna apna hota hay tu ksi ko os key aqeeda se koi rook nahi sektyy aur aga kahn sirf hamry peer hain bs aur koi unko khuda samjhy (maazalalh) tu ye oss ka apana aqeeda hay .... aagha khan gumrah gar shakhs hay tu agar usko koi sahi manta hay tu woh gumrahyat ki waadi main chala gaya. agar khuda manta hay tu shirk ki waadi main chala gaya. aqeeda tu apna apna hi hay. magar usko wali manain ya jo bhi manain tu rasta hi terha (ٹیڑھا ) hay tu naar e dozakh ki taraf jaye ga. aur aga kahn ko imam is lea manty hain key Quran mein " OLiLIiL AMER " KA ZIKERR AYA HAY tu is mein hum aga kahn ko imam mantyy hain bas Imam dekh kar hi banaya jaye ga. jo quran o hadees ke mutabiq ho. gumrah imam tu shaitan ka sathi hay. na ke is aayat ka misdaaq. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ata_ho_ghame_madina مراسلہ: 2 مئی 2008 Author Report Share مراسلہ: 2 مئی 2008 jazakalllah bahi kia hum ksii keyy imam ya peer ko kuch khe sektyy hainn?????????? matalb yeh keyy ub jo aga kahn ko peer manyy tu kis terha kheinn keyy ap waseela bhi thek hastii ka mangoo ?? os keyy nazdeeq tu thekk hay hm ghalt kesyy prove ker sektyy hainn ???? aur jo koi kisi ko manta hoo yani sharieet kia ijazat detii hay keyy ksii key ma"abodoon ko ghlat khe sektyy hainn QURAN O HADISS mein iss ki ijazat hay aur jo opr bayan kia gya kia esa insan badmezhab hay aurr is aqiadd key sathh ksi alhysunnet ka is key sath NIKHA ho jatahay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ata_ho_ghame_madina مراسلہ: 2 مئی 2008 Author Report Share مراسلہ: 2 مئی 2008 aisa wasela jaiz hay. is main bas humko ye malom ho gaya hay ke agha khan aik gumrah aadmi hay tu ab uska wasela kam ka nahi. is main wasela hona ghalat nahi balke jisko wasela banaya ja raha hay woh ghalat hay. </FONT>(is ki koi refrncee ya dalaill dey deinn) bilkul is par kayi ahadees daleel hain or qurani aayaat bhi. waseela barhaq hay jiska wasela manga ja raha hay wo hasti bhi barhaq ho. (is ki bhi koi dalaill dein deinn </FONT></B></FONT> اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 6 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 6 مئی 2008 kia hum ksii keyy imam ya peer ko kuch khe sektyy hainn?????????? ghalat ko ghalat kehna quran e pak se sabit hay. farmaya Qul ya,ayuhal Kafiroona .. ae mahboob farma do ke ae kafiro matalb yeh keyy ub jo aga kahn ko peer manyy tu kis terha kheinn keyy ap waseela bhi thek hastii ka mangoo ?? peer ko direct ghalat na kaho balke jisko ghalat sabit karna hay usse us ke peer k aqaid dikhao or quran o hadees se uske aqaid ko batil sabit kar ke pesh kya jaye. os keyy nazdeeq tu thekk hay hm ghalt kesyy prove ker sektyy hainn ???? ulema e ahlesunnat ki books usse padhney ke lye do. jese aagha khan ko ghalat sabit karna hay tu is topic par ulema e ahlesunnat ki books hasil ki jayen ab bat ki jaye. bila dalel bat karne ka faida nahi. aur jo koi kisi ko manta hoo yani sharieet kia ijazat detii hay keyy ksii key ma"abodoon ko ghlat khe sektyy hainn QURAN O HADISS mein iss ki ijazat hay bilkul ijazat hay. jese opar aayat pesh hoyi. Qul ya,ayuhal Kafiroona .. ae mahboob farma do ke ae kafiro is ayat ke akhir main La kum deenukum wal ya deen (surah kafiron) tumhain tumhara deen or mujhe mera deen. is aayat se sulah kulyon ko zabardast maar hay jo kehte hain ke kafir ko kafir na kaho. halanke kafir ko kafir kehna zaroryat e deen main se hay yani agar aik shakhs waqae kafir hay ab usko kafir na kaha tu khud kafir ho jayen ge (dur e mukhtaar) or batil ko batil kehna iman ka hissa hay. aur jo opr bayan kia gya kia esa insan badmezhab hay aurr is aqiadd key sathh ksi alhysunnet ka is key sath NIKHA ho jatahay bilkul jo badmazhab ko sahi jane tu woh bhi gumrah hay. or jo us ke kufryat par mutala hokar usey musalman jane tu khud kafir or imam jane tu ba darja e ola kafir. or aagha khani tu yaqenan aagha khaniyon wali talemat par hongey. or agha khani sab kafir o murtad hain. or is par ulema e ahlesunnat ke bohot se fatwe mojod hain. or murtad ka nikah murtadah se bhi nahi ho sakta tu kisi or se kese hoga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ubaid-e-Raza مراسلہ: 6 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 6 مئی 2008 wasela banaya ja raha hay woh ghalat hay. </FONT>(is ki koi refrncee ya dalaill dey deinn) Allah k dost bad e wisal bhi Allah ki ata se madad kar sakte hain. or yahi wasela hay. ab ager koi batil ko pukare tu woh kese madad kare ga jabke ye sabit hay ke woh batil hay. or Allah ne usse ikhtyar nahi dya. or bator daleel woh kafiron wali aayat pesh karte hain jo unke mabodan e batil ke lye theen. agar koi banda kisi se madad Allah ke ikhtyar ke baghair sabit kare tu yeh shirk hay. Allah ki ata se kese shirk ho sakta hay. iski dunyawi misal yoon hay ke apko 1 lakh rupey ki zarorat hay ab ap ne zaid se madad li. zaid ko Allah ne itni taqat di hay ke woh 1 lakh rupey apko de sakta hay tu woh madad kar sakta hay or ye shirk bhi nahi k ap ne us se madad mangi. or bakar ko Allah ne itna ata hi nahi kya tu woh kese apki madad kar sakta hay? batil se madad ke bare main mufti ahmad yar khan 1 etaraz ka jawab dete howe is tarha farmate hain. ab ap per ye sabit ho gaya hay ke aagha khan kafir hay tu apki confusion dor ho jani chahye. batil se madad ke 1 or etaraz par mufti ahmad yar khan yoon jawab dete hain. pas agar kafir dunya main madad karta hay tu usko ikhtyar hasil hay or marne ke baad madad nahi kar sakta tu is lye ke usko ikhtyar hasil nahi. or nabi wali ki madad ka ikhtyar quran o hades se sabit hay. is ke lye ap ja al haq madad wale baab ko pedhen. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 6 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 6 مئی 2008 JazakAllah Ubaid-e-Raza bhai Allah app ko Jazai Khair atta farmai... AMEEN! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ata_ho_ghame_madina مراسلہ: 8 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 8 ستمبر 2008 aslmolikum ager koi ISMILI MISSIONERYY YEH KHEYY KEY QURAN mwin jo SALAT ka matlb hy wo dua key MANOO MEIN ATA HAY os key lea kia hukam hoga aur agerr koi ismilii ji sirf naam ka hoo lakin yeh kheyy key AGA Khan ko khuch nahii khena chiyee keyy WO MOLA ALI KI LARII SEYY HAIN WO SADADT HAIN IS LEA KUCH NAHII KHNE CHIYE key un keyy baryy mein sahii infoo kisi ko nahi maloom tu iss mumalyy mein kia kerna chiyee اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 8 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 8 ستمبر 2008 aslmolikum ager koi ISMILI MISSIONERYY YEH KHEYY KEY QURAN mwin jo SALAT ka matlb hy wo dua key MANOO MEIN ATA HAY os key lea kia hukam hoga aur agerr koi ismilii ji sirf naam ka hoo lakin yeh kheyy key AGA Khan ko khuch nahii khena chiyee keyy WO MOLA ALI KI LARII SEYY HAIN WO SADADT HAIN IS LEA KUCH NAHII KHNE CHIYE key un keyy baryy mein sahii infoo kisi ko nahi maloom tu iss mumalyy mein kia kerna chiyee Ismaili AghaKhani aik alag mazhab hai yei apnay Imam ko Khuda ka Aua'tar us ka Roop kahtay hai aur yei kay Un kay Jismo mai Khuda ki Rooh halool kar gaee hai , Quran ka koi bhee hukam in ka Imam yani aghakhani khuda mansookh kar sakta hai chaahay tu poora ka poora Quran us kay saray ahkam mansookh kar day jo cheaz Allah azzawjaal aur uskay Rasul alaihiSlam nay haram kari hai us ko inka Iman chahay tu halal kar day aur chahay tu kisi bhe Halal ko Haram kar day Gunah ko Sawab bana day; chunanchay in kay kisi Imam nay agha khaniyo say namaz zakat sab mansookh kar dee tu ab kisi agha khani pay kuch faraz nahee AghaKhani Ismailiyo kay yei Aqiday un ki mustanad kitabo say sabit hain In ka Islam say koi ta'allak nahee na Quran kareem ki kisi aayat kisi lafz kay baray mai in kay kahay matlab ki koi aahmayat hai yei tu aisa he hai jaisay koi hindu kisi Musalman ko bataiay kay Quran kai is lafz ka matlab yei hai.. Ab koi shaks bolay mai In sab bato ko nahe manta laiken Imam manta ho Agha khan ko tu Imam man'na tu dur ki bat hai. jo kisi ghair musalman ko musalman bolay wo khud Islam say bahar ho jata hai .. -- Alahazrat alaihiRahmat nay khaub farmaya Tairi nasle pak mai hai bacha bacha noor ka tu hai aain e noor taira sab gharana noor ka jis ko sirf Hazoor Nabi e Kareem ka Mubarak Hath choo jaiay usay Aaag nahee cho sakti tu jo Aap ki nasal e mubarak say ho wo hargiz hargiz badaqida , badmazhab nahe ho sakta. Allah azzawajal nay apnay pyaray Nabi alaihiSlam ki mubarak aur pak nasal ko mahfooz farmaya hai. Yad rakkhain Nabi pak AlaihiSlam ki Nasl e Pak mai Sab Pakkay Sachay Momin balkay Momino kay leay Sahara aur Dilo ka Chain hain.. aur jo gumrah, badmazhab , kafir khud ko syed kahta phiray us kay kahnay ka koi aaitabar nahee , wo hargiz syed nahe ho sakta wo koi jhota kazzab he ho sakta hai ..aur kisi badmazhab ki tazeem karna uska ahtaram karna Islam ki Amarat ko dhanay kay barabar hai.. jo aghakhani waghaira aisi batain karay us ko Ahlesunnat ki kisi masjid kisi alim ka address ya websites ka link day dain kay waha ja kay baat karay, hamain in ki kisi baat pay kan nahe dharna chaheay aur har mumkin koshish karni chaheay kay aiso'n say duu'r rahain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ata_ho_ghame_madina مراسلہ: 12 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 12 ستمبر 2008 jazakallha bahi ap ki sari batteiin thek hain lakin MASA;ALA yeh hay key kuch log bilkull esyy he mantyy hain jis terha ap ne ziker kia lakin baaz log QURAN ko perhty bhi hain aur wesyy he mantyy hain jsi terha hm log , wo khetyy hain key AGA Khan ne namaz ki imamt kerwii , un ko kuch na kho ub yeh batt in ismillyon ko kun smajheeyy key jis ki betii aik jew se shadii kertii hay aur khud aga kahn ne apni zoja ko mahngii tareen TALAQ di ye sb kia hay ? wo khetyy hein key ISMILLII WRONG ho sektyy hain lakin AGA KHAN ko khch nahi kehnna chiyee aur jo log sirf AGA KHAN ko sirf aur sirf imam maney kia wo gumrha hay jab keyy aqaid mostlyy AHLYSUNNET SE MILTYY HUN kai shiekh aur IMam MIEN DIFFRENCE HOTA AHY aur ager ksii behs mein ksii key imam per batt ker sektyy hain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 12 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 12 ستمبر 2008 jazakallha bahi ap ki sari batteiin thek hain lakin MASA;ALA yeh hay key kuch log bilkull esyy he mantyy hain jis terha ap ne ziker kia lakin baaz log QURAN ko perhty bhi hain aur wesyy he mantyy hain jsi terha hm log , wo khetyy hain key AGA Khan ne namaz ki imamt kerwii , un ko kuch na kho ub yeh batt in ismillyon ko kun smajheeyy key jis ki betii aik jew se shadii kertii hay aur khud aga kahn ne apni zoja ko mahngii tareen TALAQ di ye sb kia hay ? wo khetyy hein key ISMILLII WRONG ho sektyy hain lakin AGA KHAN ko khch nahi kehnna chiyee aur jo log sirf AGA KHAN ko sirf aur sirf imam maney kia wo gumrha hay jab keyy aqaid mostlyy AHLYSUNNET SE MILTYY HUN kai shiekh aur IMam MIEN DIFFRENCE HOTA AHY aur ager ksii behs mein ksii key imam per batt ker sektyy hain Lahori Ahmedji jamat jo Qadiyani Dajjal ko Nabi nahe kahtay balkay Mujaddid mantay hain magar wo bhe kafir hain is leay kay jo lanati kisi ghair muslim ko Musalman samghay wo khud kafir ho jata hai molvi , imam , sheikh , mujaddid tu bari du'r ki baat hai. isi tarah jo Aghkhan aur Aghakhaniyo kay kufriyat jan kar bhee yehi kahain kay nahe us ko kuch na kaho tu wo khud jhotay hain aur baki Aghakhaniyo ki tarah he hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
ata_ho_ghame_madina مراسلہ: 13 ستمبر 2008 Author Report Share مراسلہ: 13 ستمبر 2008 LAKIN AGER HUM KSII SEY KAHIN TU DALIAIL TU HONEYY CHIYEE NA AGA KHAN KEYY BAERYY JO KEYY NAHII HAIN IN KEY APNEYY MANANYY WALON MEIN NA HONA yah aik barii wajha hay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
malalay مراسلہ: 23 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 23 ستمبر 2008 I WAS REALLY SHOCKED 2 READ YR OPINIONS.I M SURE U R NT A WELL READ N LEARNED PERSON.I'VE READ ABT ISMAILIES AND THIER HISTORY.SIMILIAR TO YR SCHOOL OV THOUGHT ITS A SHII SCHOOL OV THOUGHT THAT BELIEVES THT AFTER THE PROPHET THE RELIGIOUS AUTHORITY RESTS IN THE AHL-E-BAIT.MAY I ASK WHO R U 2 DECIDE WHOZ RIGHT N WHOZ WRONG?AREN'T U TRYIN 2 DELEGATE THE AUTHORITY OF DECIDIN RIGHT N WRONG THT RESTS WID NONE BUT THE ALLAH ALMIGHTY.HOW COME WE THE SUNNIS R MORE ON A TRUE PATH WHEN WE R THR TERRORISTS ,THE THIEVES'THE ROBBERS N GOOD KNOWS WAT ELSE.HAVE U EVER HEARD OV AN ISMILI KILLIN HIS BRO MUSLIMS.JUST GO N SEE THE HUNZA VALLEY WHERE ISMAILIES LIV IN A LARGE NO N THE PEACE THEY ENJOY THERE IS NOWHERE 2 B SEEN ON THE SURFACE OV EARTH.SEE THE CONTRIBUTIONS OV HIS HIGHNESS THE AGA KHAN IN HEALTH ,EDUCATION,POVERTY ETC.IT WILL OPEN YR EYES.I M NT AN ISMAILI NOW BUT IN THE WORLD AFTER I,LL SURELY B. His Highness the Aga Khan His Highness the Aga Khan became Imam of the Shia Imami Ismaili Muslims on July 11, 1957 at the age of 20, succeeding his grandfather, Sir Sultan Mahomed Shah Aga Khan[/url]. He is the 49th hereditary Imam of the Shia Imami Ismaili Muslims and a direct descendant of the Prophet Muhammad(peace be upon him) through his cousin and son-in-law, (Hazrat) Alithe first Imam, and his wife Fatima, the Prophet's daughter. Son of Prince Aly Khan and Princess Tajuddawlah Aly Khan, the Aga Khan was born on December 13, 1936, in Geneva. He spent his early childhood in Nairobi, Kenya, and then attended Le Rosey School in Switzerland for nine years. He graduated from Harvard University in 1959 with a BA Honors Degree in Islamic history. Like his grandfather Sir Sultan Mahomed Shah Aga Khan before him, the Aga Khan has, since assuming the office of Imamat in 1957, been concerned about the well-being of all Muslims, particularly in the face of the challenges of rapid historical changes. Today, the Ismailis live in some 25 countries, mainly in West and Central Asia, Africa and the Middle East, as well as in North America and Western Europe. Over the four decades since the present Aga Khan became Imam, there have been major political and economic changes in most of these areas. He has adapted the complex system of administering the Ismaili Community, pioneered by his grandfather during the colonial era, to a new world of nation-states, which even recently has grown in size and complexity following the newly acquired independence of the Central Asian Republics of the former Soviet Union. The Aga Khan has emphasised the view of Islam as a thinking, spiritual faith: one that teaches compassion and tolerance and that upholds the dignity of man, Allah's noblest creation. In the Shia tradition of Islam, it is the mandate of the Imam of the time to safeguard the individual's right to personal intellectual search and to give practical expression to the ethical vision of society that the Islamic message inspires. Addressing as Chairman, the International Conference on the Example (Seerat) of the Prophet Muhammad in Karachi in 1976, the Aga Khan said that the wisdom of Allah's final Prophet in seeking new solutions for problems which could not be solved by traditional methods, provides the inspiration for Muslims to conceive a truly modern and dynamic society, without affecting the fundamental concepts of Islam. During the course of history,the Ismailis have, under the guidance of their Imams, made major contributions to the growth of Islamic civilisation. The University of al-Azhar and the Academy of Science, Dar al-Ilm, in Egypt and indeed the city of Cairo itself, exemplify their contributions to the cultural, religious and intellectual life of Muslims. Among the renowned philosophers, jurists, physicians, mathematicians, astronomers and scientists of the past who flourished under the patronage of Ismaili Imams are Qadi al-Numan, al-Kirmani, Ibn al-Haytham (al-Hazen)Nasir-i Khusraw and Nasir al-Din Tusi. Achievements of the dominate accounts of the early period of Ismaili history, roughly from the beginnings of Islam through the 11th century. Named after the Prophet's daughter Fatima, the Fatimid dynasty created a state that stimulated the development of art, science, and trade in the Mediterranean Near East over two centuries. Its centre was Cairo, founded by the Fatimids as their capital. Following the Fatimid period, the Ismaili Muslims' geographical centre shifted from Egypt to Syria and Persia. After their centre in Persia, Alamut, fell to Mongol conquerors in the 13th century, Ismailis lived for several centuries in dispersed communities, mainly in Persia and Central Asia but also in Syria, India and elsewhere. In the 1830s, Aga Hassanaly Shah, the 46th Ismaili Imam, was granted the honorary hereditary title of Aga Khan by the Shah of Persia In 1843, the first Aga Khan left Persia for India, which already had a large Ismaili community. Aga Khan II died in 1885, only four years after assuming the Imamat. He was succeeded by the present Aga Khan's grandfather, and predecessor as Imam, Sir Sultan Mahomed Shah Aga Khan In recent generations, the Aga Khan's family has followed a tradition of service in international affairs. The Aga Khan's grandfather was President of the League of Nations and his father, Prince Aly Khan was Pakistan's Ambassador to the United Nations. His uncle, Prince Sadruddin Aga Khan[/url], has been United Nations' High Commissioner for Refugees, United Nations' Coordinator for assistance to Afghanistan and United Nations' Executive Delegate of the Secretary General for a humanitarian programme for Iraq, Kuwait, Iraq-Iran and Iraq-Turkey border areas. The Aga Khan's brother,Prince Amyn entered the United Nations Secretariat, Department of Economic and Social Affairs following his graduation from Harvard in 1965. Since 1968, Prince Amyn has been closely involved with the governance of the principal development institutions of the Imamat. The Aga Khan's eldest child and daughter, Princess Zahra, who graduated from Harvard in 1994 with a BA Honors Degree in Third World Development Studies, has co-ordination responsibilities relating to specific social development institutions of the Imamat and is based at his Secretariat. His elder son,Prince Rahim, who graduated from Brown University (USA) in 1995, has similar responsibilities in respect of the Imamat's economic development institutions. His younger son,/Prince Hussain, who graduated from Williams College (USA) in 1997, has recently joined the Secretariat and is involved in the cultural activities of the Network. In consonance with this vision of Islam and their tradition of service to humanity, wherever Ismailis live, they have elaborated a well defined institutional framework to carry out social, economic and cultural activities.Under the Aga Khan's leadership, this framework has expanded and evolved into the Aga Khan Development Network, a group of institutions working to improve living conditions and opportunities in specific regions of the developing world. In every country, these institutions work for the common good of all citizens regardless of their origin or religion. Their individual mandates range from rural development, education and health to the promotion of private sector enterprise and architecture. The Aga Khan's work in the promotion of excellence and innovation in architecture has received widespread recognition and acclaim. In 1984, theAga Khan became the 19th recipient of the University of Virginia's Thomas Jefferson Memorial Foundation Medal in Architecture, awarded in recognition of his work as a "patron of architectural culture". The same year, he received the American Institute of Architects 1984 Institute Honor for his "unique and inspired contributions to architecture through a number of related programmes. In 1987, he received the Gold Medal of the Higher Council of Spanish Architects from his Majesty King Juan Carlos. In 1991, the Aga Khan was awarded the Médaille d'argent of the Académie d'Architecture of France. The same year, he was also made an Honorary Fellow of the Royal Institute of British Architects (RIBA). In 1996, he was selected as the recipient of the Hadrian Award by the World Monuments Fund in recognition of his contribution to the fields of restoration and conservation of historic buildings. HOP IT WILL HELP OH LORD MAKE ME AN INSRUMENT OF PEACE LET ME SOW LOV WHERE THERE IS HATRED FAITH WHER THERE IS DESPAIR N LIGHT WHERE THERE IS IGNORANCE LAKUM DINUKUM WALYADIN اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 23 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 23 ستمبر 2008 (ترمیم شدہ) I WAS REALLY SHOCKED 2 READ YR OPINIONS.I M SURE U R NT A WELL READ N LEARNED PERSON.I'VE READ ABT ISMAILIES AND THIER HISTORY.SIMILIAR TO YR SCHOOL OV THOUGHT ITS A SHII SCHOOL OV THOUGHT THAT BELIEVES THT AFTER THE PROPHET THE RELIGIOUS AUTHORITY RESTS IN THE AHL-E-BAIT.MAY I ASK WHO R U 2 DECIDE WHOZ RIGHT N WHOZ WRONG?AREN'T U TRYIN 2 DELEGATE THE AUTHORITY OF DECIDIN RIGHT N WRONG THT RESTS WID NONE BUT THE ALLAH ALMIGHTY.HOW COME WE THE SUNNIS R MORE ON A TRUE PATH WHEN WE R THR TERRORISTS ,THE THIEVES'THE ROBBERS N GOOD KNOWS WAT ELSE.HAVE U EVER HEARD OV AN ISMILI KILLIN HIS BRO MUSLIMS.JUST GO N SEE THE HUNZA VALLEY WHERE ISMAILIES LIV IN A LARGE NO N THE PEACE THEY ENJOY THERE IS NOWHERE 2 B SEEN ON THE SURFACE OV EARTH.SEE THE CONTRIBUTIONS OV HIS HIGHNESS THE AGA KHAN IN HEALTH ,EDUCATION,POVERTY ETC.IT WILL OPEN YR EYES.I M NT AN ISMAILI NOW BUT IN THE WORLD AFTER I,LL SURELY B. We don't follow Shia dharam. So, Ismailis can never be similar to our school of thought or whatever it is. You've said that The holy Companions of Prophet Muhammad (Sallallahu Alaihi Wasallam) did wrong deeds after his passing away, confirming you are 180 degree oppsite from our beliefs. We are people of Sawad-e-Azam Ahle Sunnat who are the ones to decide what is right and what is wrong, Alhamdulillah! Though rights and wrongs are already identified in Quran and Sunnah. You are blind that you can't differentiate between right and wrong. We are concerned with the "beliefs of Islam" and not the other amaal. For sure if a person comits crime is doing wrong, but having wrong beliefs makes him get kicked out from the religion. Doing a wrong this is something else, while justifying a wrong thing is something else. And Ullama (islamic scholars) are the people whose fatawa and statements are applicable, but common people can't decide a Mazhab's rulings. Right? Hunza, we'll mister, Ismailis have got money! BIG TIME! So, they can do whatever they like in there areas. The poor common people can't resist seeing that money and sell out there faith. Opening institutes or hospitals does not necessarily reflect the faith which is inside the heart, that's just the outer appearence. Talk about the beliefs of Ismailis! And yes, we've never seen Ismailis doing a debate about beliefs with Ullama, right? So, faith is just nothing for them. Histories and mystries and services can't justify a sect's wrong beliefs. Christians of west provide great services to the common people living there, but does this mean every belief of Christians is correct? Edited 23 ستمبر 2008 by Shamsheer-e-Ala Hazrat اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
malalay مراسلہ: 24 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 24 ستمبر 2008 We don't follow Shia dharam. So, Ismailis can never be similar to our school of thought or whatever it is. You've said that The holy Companions of Prophet Muhammad (Sallallahu Alaihi Wasallam) did wrong deeds after his passing away, confirming you are 180 degree oppsite from our beliefs.We are people of Sawad-e-Azam Ahle Sunnat who are the ones to decide what is right and what is wrong, Alhamdulillah! Though rights and wrongs are already identified in Quran and Sunnah. You are blind that you can't differentiate between right and wrong. We are concerned with the "beliefs of Islam" and not the other amaal. For sure if a person comits crime is doing wrong, but having wrong beliefs makes him get kicked out from the religion. Doing a wrong this is something else, while justifying a wrong thing is something else. And Ullama (islamic scholars) are the people whose fatawa and statements are applicable, but common people can't decide a Mazhab's rulings. Right? Hunza, we'll mister, Ismailis have got money! BIG TIME! So, they can do whatever they like in there areas. The poor common people can't resist seeing that money and sell out there faith. Opening institutes or hospitals does not necessarily reflect the faith which is inside the heart, that's just the outer appearence. Talk about the beliefs of Ismailis! And yes, we've never seen Ismailis doing a debate about beliefs with Ullama, right? So, faith is just nothing for them. Histories and mystries and services can't justify a sect's wrong beliefs. Christians of west provide great services to the common people living there, but does this mean every belief of Christians is correct? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 24 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 24 ستمبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 24 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 24 ستمبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 24 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 24 ستمبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 24 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 24 ستمبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 24 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 24 ستمبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 24 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 24 ستمبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 24 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 24 ستمبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 24 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 24 ستمبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 24 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 24 ستمبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 24 ستمبر 2008 Report Share مراسلہ: 24 ستمبر 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔