Jump to content

Jahaad Farz Kyun Nahi Hua???


Abdul Mustafa

تجویز کردہ جواب

(salam) ,

Ahlesunnat k Aqeeda Hai k Jahad Abhee Tak Farz Nahi Hua,iski koi reason???

Kia is topic per koi book yaa article mil sakta hai??

Jazakallah Azzawajal.

Sag-e-ATTAR Muhammad Mudassir Attari Qadri Razavi(Ufia Anho)

Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

ye suwal aksar deobandi wahabi etarazi tor par karte hain. jo apko kahey ke jihad farz hay tu ap us sey yeh chand suwalat pochye.

 

jihad kis kis par farz hay?

 

iski koi hadbandi hay ya kul muslimeen par farz hay? agar kul par farz hay tu ap internet par kya kar rahe hain?

 

or agar kisi khas area par farz hay tu pakistan us main dakhil hay ya nahi? agar dakhil hay tu ap net par kya kar rahe hain?

 

or agar chand aik par farz hay tu un chand aik ka bhi batana hoga ke kya har mulk se chand aik par ya jahan jihad ho raha hay us area ke chand aik par? agar pak bhi dakhil hay tu us main ye kese malom hoga ke jihad pak men kis kis par farz hay. jese zakat ke lye sahib e istitaat hota hay. tu un chand aik men se ap kese bari howe? or yahan net par kya kar rahe hain?

 

akhri suwal ke apka kam bas net par beth kar jihad ki farzyat batana hay ya amali shirkat bhi karni hay? agar amali shirkat karni hay tu jaye bhai yahan net par kya kar rahe hain ap?

 

wahabion deobandyon ko aise suwal pesh kye jayen. ye kahain na ke hindustan ko dar ul islam Alahazrat (ra) ne kyon kaha tu pocho ke aub hindustan dar ul islam hay ya dar ul harb. agar dar ul islam hay tu kyon? jabke pehle tu esayi govt thi jo ke ahle kitab hain ab tu hindu hakomat hay. or agar dar ul harb hay tu konse deobandi wahabi wahan se hijrat kar rahe hain?

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...