Jump to content

Malfozat ( Ya Junaid Ya Junaid.....) Hazrat Junaid Baghdadi Ka Waqia


Abdur Rehman

تجویز کردہ جواب

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

(salam)

 

Alhamdlillah mujhay online malfozat sharif say poora waqia tu mil gaya hai asal kia tha aur in wahabiyo nay kia bana dia kisi nay yei aaitaraz mairay bhai ko email kia tha is leay hawala tu mil gaya hai alhamdlillah kisi kay pass scanned page ho tu wo post keajay ga inshaAllah aur koi bata sakta hai hadika nadya kis ki tasneef hai

 

Read/Downlaod Malfoozate Alahazrat raziAllah anho:

http://library.faizaneattar.net/Category.p...g=Urdu&id=2

 

Link of the attached file

http://library.faizaneattar.net/Books/index.php?id=101

replymalfozat.JPG

Edited by Saif ul Islam
Link to comment
Share on other sites

(salam)

Wahbiyon aur Deobandiyon k aqal ki daad detta hoon mein un ko. Zarra wo ye bataen k "Kia A'ala Hadrat (ra) ne ye waq'ia apni taraf se bayyan kiya hai kia ??? Aankhen khol kr dekhen wo, aur agar un ki aankhon men b un k akaabir Rasheed Ganguhi ki tarah "Motiya" utr aaya hai to, kissi aur se parha len.

Aap (ra) se kissi ne sirf yahee puchha hai k "Ye waqia kis kitaab men hai, aur poora waqia kia hai ?"

 

Ab wo us kitaab k musaniff pr aitirazat kren, ussi pr fatwaen lagaen, agar us ne gaalt baat ki hai to....

Lakin Alhamd O Lillah (azw) wo baat Quran O Hadees ki roshni men bilkul theek hai.

Edited by Mudasir Yaseen
Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...
  • 1 month later...
  • 5 months later...

Lant ho tum sab per jo aik peer ka darja Allah say b ooncha ker rahay ho.

 

Yeh akeeda to mushrkeen-e-makkah ka bi na tha........woh b museebat k wakat Allah hi ko pukaartay thay.......

 

agar daleel maango gay to main quran say day doon ga.

 

 

 

Aur apna akeeda daikh lo....

 

Bohat acha jawaab dia main mutmain ho gia k Ya Allah kehnay say doob jaon ga aur aik banday kaa naam lainay say paar ho jaaon ga..........Wahhhhhhhhh.............kia karamat hai....(Allah mujhay moaf keray)

Link to comment
Share on other sites

BASSS YAH HEE DUA HA ALLAH PAAK TUM SAAB KU HADIYAAT DAAAT (AMEEEEN)

 

 

(bis)

(saw)

 

Janab main nein jitna bhi aap logo k baare mein jana hai us se yehi nateeja nikla hai k aap aik number k zidi hat dharm ho.JAnab zara aap log tasub ki aynak uttar kar thandey dil se Allah Ta'ala se yeh duaa karo k aye Allah Azawajal hume haq samjhne ki tofeek ata farma.hume seedhey raste par chala .or phir is article ko parho builkul usi tarha jis tarha aap log apne molviyon ki baato ko sunte ho .phir shayed aap logo ko haq samjhne ki tofeeq mil jaye.or janab galiyan dene se kuch nahi hoga agr aap apne aap ko haq par samjhte ho to koi daleek lao.is tarha ki baaton se aap ka bhi time zaya hota hai or hamara bhi. (ah)

Link to comment
Share on other sites

(salam)

WEl bahi hairat kee baat ha ALLAH (azw) KU pukarnay ku yah shaitaan ka waswasa kaay raay haien.SHAITAN ka Raha ha ka Allah tala ku pukaro....Yah kheta haien peeroun ku pukaraooo wah gud

 

khawaja tum beja hi pareshan hoty ho, suno me tumhy ak asaan rasta batata hu aisa karo ye original book (Hadeeqiya Nadiya Sharah Tareeqa Mohammadiya Musannif Allama Sayed Abdulghani Nablisi Aafindi Filistini Rehmatullah Aleh) ke pages jo aapko diye gaye hawaly ke tor par jisko ala hazrat ne apny malfooz me zikr kiya uska print nikalo or apny daruloom deoband se in sahab par fatwa le aao kyuki aap ko saaf saaf nazar aata hoga ki ala hazrat to naqil hain asal ibarat or waqya to kahin or se naqal kiya gaya to ab shariyat ki rooh se jo fatwa ap ala hazrat par lagany ke khwahishmand hain Deobandi Mufti sahab se wahi tehreeri fatwa Allama Sayed Abdulghani Nablisi Aafindi Filistini Rehmatullah Aleh par le ayein ismy dikkat or pareshani wali kya baat hai so simple... :lol:

Link to comment
Share on other sites

  • 4 months later...
  • 4 years later...
  • 10 months later...

janab saeedi bahi or sag e attar bahi

 

mujhey sahih muslim kitb ul iman k chapter me paish kerda hdees nahi mil rahi bara e mherbani zara madad ferma den...

 

Jazak Allah

 

Sahi Muslim wali hades ka scan isi topic ki post #16 men mojod hay.

http://www.islamimehfil.com/topic/3932-malfozat-ya-junaid-ya-junaid-hazrat-junaid-baghdadi-ka-waqia/#entry47370

Link to comment
Share on other sites

kilk - e-Raza bahi mujhey download books with urdu terjama me ye hadees nahi mil rahi mene kitab ul iman ka poora chapter perha he mger ye hadees nahi mil rahi....mene kisi ko dikhani he kitab me se...

 

Jazak Allah

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...