Jump to content

Question about Ja'Al Haq


Ghulam E Mustafa

تجویز کردہ جواب

(salam)

Pochna yeh hai ke meray pass Ja'Al Haq ki 2 Purani Copies pari hoi hain jinn main kisi cheez ka hawala nahi hai nah kisi ayt ka nah Hadith shareef ka tu maine suna hai Dawat-e-Islami ki Majlis Madinah tul Ilmiya ne Hawalajat add kar ke yeh book published ki hai kia yeh sach hai ? and iss ki price kia hai ? aur Lahore say kahan say milay gi ? ya Gujrat main.

Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

Meri Malomaat Key Mutabiq Ja'Al Haq Takhreej Shuda Al-Madinah-tul-Ilmiyah Ney Shaya Nhin Ki Hai... yeh Naeemi Kutub Khaana Lahore Sey Shaya Hoyi Hai Jo Key Takhreej Shuda Hai... Aur 1st Time Ja'Al Haq English Mein bhi Naeemi Kutub Khaana Sey Release Ho Chuki Hai..

Wassalam Ma'Al ikram

Link to comment
Share on other sites

  • 2 years later...
On 9/18/2010 at 8:58 PM, qadri said:

ASALAM-O-ALIKUM BHAI MAKTABA GHOUSIA WALON NAY KITAB CHAPI HAY SAEED AL HAQ FI TAKHREEJI JA-ALHAQ ..?? YEH KISI WEB SITE PE MIL SAKHTI HAY ???? REPLY FAST PLS

 

(wasalam)

 

ji naheen filhal 18 sep 2010 tak SAEED AL HAQ FI TAKHREEJI JA-ALHAQ naam ki koi kitab internet par mojood naheen hay ....

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

Thanks for Info & i think Wahabi iss Book ka ajj tak jawab nahi dai sakay right ?

 

ASSALAM-U-ALAIKUM BHAI

 

meray elm mayn aaya hay k wahabiyon nay iss k 4 jawab deye hayn, 2 Aqay'eed walay hissah k aur 2 Fiqh walay, bahar haal jab HAQ aa chuka tou yaqeenan baatil aa nahin sakta agar cheh woh koshish he ker sakta hay :)

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...