Jump to content

Hazrat Allama Professor Doctor Massod Ahmed (rahmatullah alaih) passed away


Abdur Rehman

تجویز کردہ جواب

(bis)

 

(saw)

انا للہ و انا علیہ راجعون

 

Yeh Buhut Hi Dukh Bhari Khabar Hai... Prof. Dr. Masood Ahmad Sahib (Rehma Tullah Aleh) Ahle Sunnat Ki Buhut Bari Shakhsiyat They.. Allah (azw) Ki Unki Per Karoor ha Karoor Rahmatain Nazil Hoon.. Aameen Bijahin Nabiyil Aameen (saw)

Link to comment
Share on other sites

(salam)

Allah (azw) un ki qabr pr Lakhon, karoron rahmaten aur barakten naazil farmae, aur un ko

 

jannat men Syedi Ala Hadrat (ra) ka paros naseeb kre. Yaqeenan Hadrat ki shakhsiyat aik

 

buhat bari Ilmi aur Roohani Shakhsiyatt thi. Unihon ne 1974 men Sindh University se "Kanz ul

 

Emaan" pr Phd ki thesis likhi thi. Ye wo waqt tha, jab Wahabiyon aur Deobandiyon ne Syedi

 

Ala Hadrat ko awaam k saamune aise paish kiya tha k "Log A'ala Hadrat pr tahqeeq krna to

 

door ki baat, baat krna b fuzool samajhite thay." Hadrat ki koshishon aur kawishon se na

 

sirf logon ki ye galt fahmi door huee, balike log A'ala Hadrat (ra) pr tahqeeq b karne lage.

 

Sirf Sindh University se Syedi Ala Hadrat (ra) pr 3 |Phds ho chuki hain.

 

Hadrat ki shkhsiyat "Idara Tahqeeqat E Imam Ahmed Raza" k na sirf baniyen men se aik thay,

 

balike is k president b thay.

 

IUs k ilawa un ka apna ik zaati Publisher b hai "Idara E Mas'udiya." Jis ka main maqsad

 

Syedi A'la Hadrat (ra) pr tehqeeq krna hai, aur us ko publish krna hai.

 

Un k intiqaal se Ahl e Sunnat aik buht hee bari, ilmi aur roohani shakhsiyatt se mahroom ho gaee hai. aur aik aissi khalla ho gaee hai, jo k shaayad hee pur ho sakke.

Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...