Jump to content

mazher e noor e khuda


ata_ho_ghame_madina

تجویز کردہ جواب

mashallah bara he acha sawal hay , main bhee intezar karoon ghay.kiuon kay nabi akaram saw ko bhee allah ka noor kaha jata hay .hadith noor ke taraf maira ishara hay.

 

mashallah bara he achcha quote hay, main bhee intezaar karoon ghay.kiyon kay Husain Ahmad madani ko khuda ka noor to nahin haan khuda zaroor kaha jata hai. Shaikhul islam no. 5 ke taraf maira ishara hay.

 

Rahi Huzur e akram (saw) ko Noor Allah (Allah ka noor) kehny ki baat to aap aisa karein ki pehly Hazrat Isa Alehsalam ko Rooh Allah (Allah ki Rooh) kaha jata hai ki nahin apny kisi Aalim sahab

se rabta kar lein phir iska jawab akar humsy lein le.[/b]

 

Hidak Allah

1.GIF

2.GIF

3.GIF

4.GIF

5.GIF

6.GIF

Link to comment
Share on other sites

aslmolikumm

 

hazrt data gunj behkesh alhey rehmatullah ko mazher e noor e khuda kioun khetyy hay??????

 

mujyy iss batt ka answerr chiyyee sirff apneyy jananyy keyy leaa?????

 

(bis)

(salam)

 

Mazhar means "Zahir Honay ki Jaga". "mazher e noor e khuda" 'd mean the one on which Noor of Allah appears. Aur wasay bhi Noor to Allah hi ki Taraf sai hai, Just like a gift to momins. Like we call our Sheikh as "Ameer Ahlesunnah" and "Sheikh-e-Tariqat" but this titles are not 'only' dedicated to him. As Ameer Ahlesunnat 'd mean Leader of Ahlesunnat.

 

Well, I Just don't want to be so smart about it so I will also wait a prominent response.

 

Or jannab, Why don't you go to "Darul Ifta Ahlesunnat" at dawateislami.net or ahlesunnat.net (by Allama Shah Turab ul-Haq Qadri)

 

P.S: If a deobandi try to argue with me with my this post, Keep in mind that Prophet Muhammad's (saw)

Soul was made of Noor. Not mine nor yours.

Edited by Sag-e-Attar
Link to comment
Share on other sites

mashallah bara he achcha quote hay, main bhee intezaar karoon ghay.kiyon kay Husain Ahmad madani ko khuda ka noor to nahin haan khuda zaroor kaha jata hai. Shaikhul islam no. 5 ke taraf maira ishara hay.

asa

pata nahin app lgon ko her baat main larnay jhagrnay kee aadat kiuon hay.bajaiya is kay app in sahib ka jawab daitay , app mujh say uljh paray .buhat khoob ,bahi app un ka jawab dain .madni nay kiya kaha is ka main zimadaar nahin.aour ulema deoband kay kisi bhee alim ka agar kowee fatwa khilafay shariyat hay to woh mardood hay.

Rahi Huzur e akram (saw) ko Noor Allah (Allah ka noor) kehny ki baat to aap aisa karein ki pehly Hazrat Isa Alehsalam ko Rooh Allah (Allah ki Rooh) kaha jata hai ki nahin apny kisi Aalim sahab

se rabta kar lein phir iska jawab akar humsy lein le.[/b]

yar agar app ka mazhab itna he sucha hay to plz jawab diya karain ,aour woh bhee quran o sunnat say. aour maira kowee alim nahin hay.allah nay mujhay itni aqal dee hay kay main khud bhee kowee faisala kar sakoon alhamdolillah.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

 

Mazhar means "Zahir Honay ki Jaga". "mazher e noor e khuda" 'd mean the one on which Noor of Allah appears.

bahi sahib poree baat kartay sirf adhi baat kar kay choor diya.is ka matalb samjhatay sael koo.aour maira bhee yehee sawal hay kay kiya is jagha allah ka noor zahir howa tha.kiya ali hajwairee sahib allah ka noor thay,kiuonkya yahan to un he ka mazar hay.

Or jannab, Why don't you go to "Darul Ifta Ahlesunnat" at dawateislami.net or ahlesunnat.net (by Allama Shah Turab ul-Haq Qadri)

why should i go to any other place.if u dont have answer just tell us ,dont explain it, as u tried.

P.S: If a deobandi try to screw me with my this post, Keep in mind that Prophet Muhammad's (saw)

Soul was made of Noor. Not mine nor yours.

no this is not ture ,acordding to quran and sahih hadith nabi akram (saw) was not noor but bashar.

Link to comment
Share on other sites

bahi sahib poree baat kartay sirf adhi baat kar kay choor diya.is ka matalb samjhatay sael koo.aour maira bhee yehee sawal hay kay kiya is jagha allah ka noor zahir howa tha.kiya ali hajwairee sahib allah ka noor thay,kiuonkya yahan to un he ka mazar hay.

 

You are really that dumb or trying to screw me. hussssh..... Let me remind:

 

Mazhar means "Zahir Honay ki Jaga". "mazher e noor e khuda" 'd mean the one on which Noor of Allah appears. Aur wasay bhi Noor to Allah hi ki Taraf sai hai, Just like a gift to momins.

 

Question: Kya tum nai kabhi kissi Momin ka chehray per Noor nahi dekha? Bingo! Sahi! Nahi dekha ho ga, Tum nai to Taqi Usmani kay Italic Teeths, Rafi Usmani ka Siya rang hi dekha hai. Laken Momineen ka cheray per noor kahan sai ata hai? sunna to ho ga?

 

The URLs I provided are in common use here, Everyone requests answer off there. If I referred him directly to that location, wth is wrong with it.

 

no this is not ture ,acordding to quran and sahih hadith nabi akram (saw) was not noor but bashar.

 

I will be glad If you can prove your statement. Really, We all will be glad. But no bullshit, Please. Aadhi baat ker kay maat choro, Prove karo.

Link to comment
Share on other sites

maira bhee yehee sawal hay kay kiya is jagha allah ka noor zahir howa tha.kiya ali hajwairee sahib allah ka noor thay,kiuonkya yahan to un he ka mazar hay.

 

To kya in M say Mullahs ko Wirasat mai ya phir Jai'haiz may mila tha?

 

wtnwx7.png

 

 

...

 

 

Aur wasay bhi mai nai sirf Idea diya tha ka is ka kya matlab ho sakta hai, It could be a title but not solely dedicated to him, But Allah and his Prophet knows the better then All, while of course 'prominent' scholars know better then me, so I referred them directly to there site.

 

Put a light upon my following Action according to Deobandiya Scholars. Tumhari Qasam, Agar kisi Deobandi Site ka URL diya hota to Sub sai acha may hi hota. Subhan'Allah to keh do.

Edited by Muhammad Furqan
Link to comment
Share on other sites

Question: Kya tum nai kabhi kissi Momin ka chehray per Noor nahi dekha?

noor aiy khuda aour noor main faraq nahin mila dingoo.aour yahan baat ho raheee hay mr ali hijvairee kee noor ke nahin.is jawab doo mr .

Tum nai to Taqi Usmani kay Italic Teeths, Rafi Usmani ka Siya rang hi dekha hai. Laken Momineen ka cheray per noor kahan sai ata hai? sunna to ho ga?

who is this taqi nad rafi.aour main un ka kamoon ka zimay daar nahin.

 

I will be glad If you can prove your statement. Really, We all will be glad. But no bullshit, Please. Aadhi baat ker kay maat choro, Prove karo.

if u r not a dumb and brainless ,then go and check other threads where i have proved that.

Edited by asim10
Link to comment
Share on other sites

noor aiy khuda aour noor main faraq nahin mila dingoo.aour yahan baat ho raheee hay mr ali hijvairee kee noor ke nahin.is jawab doo mr .

 

who is this taqi nad rafi.aour main un ka kamoon ka zimay daar nahin.

 

 

if u r not a dumb and brainless ,then go and check other threads where i have proved that.

 

Tum log kya prove kartay ho mujh ko pata hai. YouTube check karo, When I won arguments on a prominent deobandi promoter called "ExposingBatil" he never replies on that topic and come with another baseless claim.

 

Aur tum nai prove ker liya, 150 sal honay ko gai, koi Deobandi aalim prove nahi kar paya. lol , kher URL do.

 

[/b]

Edited by Muhammad Furqan
Link to comment
Share on other sites

noor aiy khuda aour noor main faraq nahin mila dingoo.aour yahan baat ho raheee hay mr ali hijvairee kee noor ke nahin.is jawab doo mr .

 

Attention:

 

Asim sahab bas ab Quran or Hadiths say ya baat sabit kar nay walay hai. sub khamosh ho gain. agar mai galat nahi hoon to Jub sub Allah (azw) nai banaya hai to Noor bhi Allah hi nay banaya hai. :lol:

 

and...

 

who is this taqi nad rafi.aour main un ka kamoon ka zimay daar nahin.[/b]

 

Please provide name of your pominent scholars of today then. Koi to ho ga? Prominent.

Edited by Muhammad Furqan
Link to comment
Share on other sites

mr asimm ap ne kha keyy ALALH NE MUJYY AQL DE HAY keyy sahi ka fiasla ker lunn

 

tu apki iSLAM ko aqal key terazoo meinn na tooliee

 

SAB SE PHLEYY ALALH NE RASOOLLALAH key noor ko peida kia

Link to comment
Share on other sites

mahzerr ki defination?????????????

 

mazher e noore kuda se kia muradd hay????

 

hazrt data gunj behkesh alhey rehmatullah ko mazher e noor e khuda kioun khetyy hay??????

 

(bis)

لفظ مظہر کے مختلف معنی ہیں۔۔ ظاہر ہونے کی جگہ، نظارے، آئینہ وغیرہ

اللہ نور السموات والارض (قرآن) سے ظاہر ہے کہ تمام کائنات میں اللہ کا نورظاہر ہے اور ہر شے اُس کے نور کی مظہر ہے۔ کامل مظہر وہ ہیں جن کو دیکھ کر خدا یاد آئے (الحدیث)۔

 

ایسے عالم کو دیکھنا خدا کی عبادت کرنا ہے (الحدیث) ۔ اور خدا کی عبادت ایسے ہے جیسے تو اللہ کو دیکھتا ہے (الحدیث) اور مظہر نور خدا کا یہی معنی ہے۔ 

Link to comment
Share on other sites

Tum log kya prove kartay ho mujh ko pata hai. YouTube check karo, When I won arguments on a prominent deobandi promoter called "ExposingBatil" he never replies on that topic and come with another baseless claim.

 

Aur tum nai prove ker liya, 150 sal honay ko gai, koi Deobandi aalim prove nahi kar paya. lol , kher URL do.

 

[/b]

tum logon ka problem he yeh hay kay pehlay aik ghalt kaam kartay hoo phir us koo taweeloon say sahih sabit karna choro kar daitay hoo.

noor bashar main aik ghalt riwyat to bunyand bana kar tum loog kitni behs kartay hoo. jab quran or sahih hadith paish ke jatee hay to kisi na kisi alim ka ftwa utha kr lay atay hoo.

qabarain pukhta kartay hoo. jab hadith paish ke ja aiy kay aisa na karoo to taweelain shoro.

khatam waghaira karwatay hoo jab kaha ja aiy kay ghair allah kay naam per kuch bhee daina haram ay to too taweelain choro.

biddat kar kay phir biddat ke taweel shoro kay kay fallan alin biddat saiya kaha hay aour falan alin nay biddat hassana kaha.

oh bahi kabhi to taqleed say bahir nikal kar quran o hadith ho khub bhee parh loo. yaar allah kay leyai , main tumhain dawat daita hoon.kay asal deen ke taraf loot aa ooo.jazakallah khairan.

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...
aslmolikum

 

apki post appear nahi ho rahii hain

 

sorry page no 1 wali posts appear nahi ho rahi

 

 

 

bahi mujy samjh nahi arahii key ap itna garam kioun ho raheyy hain ??????

 

g han mujy persain nahi ati aur yeh QUESTION sirf aour sirf apni information key kea chiyee tha na key mera maqasd koi itraaz kerna tha

 

aur yeh main ne sirf samjhney key lea post kai tha ap ko meri kis post mein itrazz naazer aya ahy

 

ager apko iss ka urdu transaltion ati hay tu wazahet ker dein

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...