Abdul Mustafa مراسلہ: 23 اپریل 2008 Report Share مراسلہ: 23 اپریل 2008 Can Any One Tell Me That What Is Our Belief About 12 Imaams And Imam Mehdi??? Please Tell. Jazakallah Azzawajal اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 23 اپریل 2008 Report Share مراسلہ: 23 اپریل 2008 12 Imam bar haq hain hum Ahlesunnat wal jamat bhi unhy tasleem karty hain par is tarah nahin ki 12 imam nabiyon se afzal hain ya nabi ki misl masoom hoty hain etc etc jo shiyon ka aqeeda hain inky mutabiq or Imam Mehdi Ki amad ka saboot sahih hadeeso me mojood hai is Mozu par Shah Turabul Haq Qadri Sahab ne farmaya...... 12_imam_barhaq_hain___imam_jafar.rm Imam_mehndi.rm Imam_Mehndi_or_Ahle_Sunnat_ka_Aqeeda.rm imam_mehndi_or_unki_amad_ki_alamat.rm اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdul Mustafa مراسلہ: 24 اپریل 2008 Author Report Share مراسلہ: 24 اپریل 2008 Yeh Pictures Kis Program Per Open Hoon Gee?? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 24 اپریل 2008 Report Share مراسلہ: 24 اپریل 2008 madina mazeed maloomat k liye in fatwon ka mutala'a farmain: wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 25 اپریل 2008 Report Share مراسلہ: 25 اپریل 2008 (ترمیم شدہ) Sindh k buhat hee bare Aalim, aur 8th Hijri Century k Mujaddid "Makhdoom Muhammed Hashim Thattawi" ka aik Risala mere pass hai, jis men aap ne kaha hai k "12 Imaam aur Panj Tan Paak kahina Ja'iz hai. Lakin wo m'asoomeen naheen hain. Hazrat Imam Mehdi b guzar chuke hain, aur Qareeb e Qayyamat jo aaen ge, wo Doosire honge." Note: Ye Risala mere pass mojood hai, Persian men hai, aur is ka sindhi men translation b hai. Agar kissi ko aitiraaz ho to, mein scanned images upload karoonga. Makhdoom Muhammed Hashim Thattawi un 4 khushnaseebon men se aik hain, jin ko Piyare AAQA ki mazzar pr Salat O Salam parhine pr jawaab b milla, jo k na sirf unihon ne khud sunna, balike wahaan pr mojood sabhi logon ne sunna hai. 3 aur buzrig ye hain: Imam Jalal ud din Suyuti Shafa'ee, Imam Muhammed Gazali, aur Imam Rifa'ee RadiAllahu Anhum. poora waqia phir kabhi yahaan post karoonga. Edited 25 اپریل 2008 by Mudasir Yaseen اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔