Jump to content

NAZOOL-E-MASEEH KA AQEEDA QADYANIUN KE EMAAN MEIN SHAMIL NIEN


Aashiq Koun

تجویز کردہ جواب

(bis)

 

dosto ye mirza qadyani lannati ki books k pages hain jis mein wo kehta hay k aqeeda nazool-e-masseh humari emaniaat mien shamil nien.

 

ye deen k arkaan se koi rukan nien.

 

ye sirf paishangoi hay jis ka emaan se koi taluq nien.

 

yahan tamam qadyani mirzy ko ghalat sabit kerty hain aor zoor-o-shoor se HAYAT-E-EESA(as) pe behas kerty hain.

mr aamir tumhara mirz to hazrat eesa(AS) k nazool ko islam ka hisa hi nein manta aor na es pe emaan rukhta hay aor tum yahan hazrat eesa(AS) pe behas kerny aye ho.

pehly apny mirzy ki khabar lo aor os k aqaeed perho baad mien hazrat eesa(AS) pe behas kerna.

 

ab ye na keh dena k es mein tehreef hoi kyun k ye mirzy ki asal book hay.

post-1668-1208623046.gif

Link to comment
Share on other sites

ashiq zara tehrir ko khud parh lo aik baar phir ghaour se

 

jawab mill jae ga ya shaid KHUDA KI LANNAT ap pe parr chuki hai jo es trah ki bateen karte ho

 

Muslman k Emaan ki bunyaad Quran pe rakhi gai hai

 

 

Essa ka Nazool k mutaliq aik aait dikhao????????

 

 

Islam k arkaan mein Nazool Maseeh Ahle Sunnat ne dall dya ho to pata nhi

 

wrna humare nazdeek to Kalma- Namaz-Roza-Hajj-Zakwat hai

 

 

balkeh yeh aik paishgoi hai jo Muhammad Mustafa saw ne ki thi jis trah Hazrat Essa Muhamad Mustafa saw ki kar k gae the Jis trah Hazrat Ilyass Hazrat Essa k mutliq paishgoi kr k gai the

 

 

JHOOTE PE KHUDA KI LANNAT

Link to comment
Share on other sites

balkeh yeh aik paishgoi hai jo Muhammad Mustafa saw ne ki thi jis trah Hazrat Essa Muhamad Mustafa saw ki kar k gae the Jis trah Hazrat Ilyass Hazrat Essa k mutliq paishgoi kr k gai the

zara sydna elyas ke paisheen goi ka ref day doo.

aour nabi akram saw apna baad kisi nabi kay naa anay ke bhee paisheen ghoee kar kay gaye hain.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...