Jump to content

isal e sawab k liye madni req


KARAM YA RASOOL ALLAH

تجویز کردہ جواب

(bis)

(saw)

(wasalam)

ohhhhhhhh inna lillahi wa inna ilaihi rajioon

Allah (azw) pyaray aaqa (saw) k sadqay men un sister ki walida majida ki maghfirat farmaye,un ki qabr ko jannat k baghat men se aik bagh banaye un ki qaber ko pyaray aaqa k jalwon se munawwar farmaye un k liye tamam marahil asan farmaye or jannat ul firdous men pyaray aaqa (saw) or meethay murshid (m-a) ka paros ata farmaye aaaameeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw)

main jald hi eesal e sawab ki tarkeeb bana ker yahan batadoongi (azw)(ia)

wassalam ma'al ikram

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(wasalam)

انا للہ وانا الیہ راجعون

ALLAH (azw) un k Darajaat Bulan Farmaey.......

(ia)(azw) me b yahan esaal e swab post krny ki koshish krun gi

 

 

Edited by madinah_madinah
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

ek aur islami behen ki death hogai hy........jo jo members b esaal e sawab ki tarkeeb banain bara e Madinah, wo 2no islami behnon k esal e swab ki niyyat farma k in 2no ko,

 

bal k AAQA (saw) k wasila e jaleela sy, tamam Ahle bait, Sahaba kram, Auliya e Uzzam ki bargah me pesh kr k Tamam Momineeeeen aur Mominaat (zinda o Murda) ko Eesaal kr dijiye......

 

(Jitny ziada logon ko Esal kiya jay utny guna barh jata hy sawaab...... !!)

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(saw)

 

(salam)

 

Quran e Pak : 26

Darood e Pak: 4 lakh,26000

Kalima Shareef : 2 lakh

Surah Yaseen : 212

Surah Mulk : 313

 

Allah (azw) Meethay Aaqa (saw) k Sadqay Hazrat Adam Alaihussalam say Qayamat tak aanay walay tamam Musalman Insanoon aur Jinnat ko Is ka Sawab Puhnchaye.Aameeeeeeeen Bijahin nabi yel ameen (saw)

 

was'salam ma'alikram

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

 

Esal e Swab:

Drood e Pak 163000 + 1000,

Surah Mulk 126,

Surah Yaseen 112,

surah ikhlas 192,

Different Surah 126,

Ayatul Kursi 712,

Quran e Pak 2,

Mukhtalif Paarey 10,

Kalima e Taiyyeba 6300 + 1000,

Isteghfaar 5200,

Ehad Naamy 112,

Umar Bhar Ki k sawab 12 + 2.

Tamam Musilmanon, Khususan in 2no islami behnon k liye.

Edited by madinah_madinah
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(salam)

Esal e Sawab from another ss:

Quran Pak 126,

Drood e Pak 12000 + 11000,

Surah Yaseeen 313,

Surah Mulk 313 + 26,

Umar Bhar Ki Nekiyan 4 islami behnon ki.

 

Tmaaam Momineen, Mominaat k liye.

Link to comment
Share on other sites

APPEAL FOR ESAAL E SAWAB.

 

All islamic brothers and dear sisters...........assalamo alikum !

 

The father of an Attaria sister has died today , he was suffering form some serious deases but

 

Alhamdulillah Azzawajal he is lucky enough , because his death day is JUMA .........as Ammeer e Ahle sunnt (damat baraka tuhumul aaliya) has narrated in his Great book Named " Fazail e Juma"

 

"Tajdar e Madina e Munawwara, Sultaan e Makkah e Mukarrama sallAllahu alihe wasallam ney irshaad fermaya:

 

ju (Muslimaan) rouz e juma ya shab e juma marey ga , Azab e QAbar sey bacha liya jay ga,

aor Qiyamat k din iss tarah sey aye ga k uss per SHAHEEDUN ki muher hu gi"

 

( Faizan e Juma, page no 18)

 

Allahu Akbar..................subhan Allah Azzawajal.

we request all of u for esaal e sawab , as more as u can do insha Allah Azzawajal baray Madina baray Murshid , baray Dawateislami.

 

ALlah Azzawajal innki aor hamari maghfirat fermay ameen.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...