Jump to content

camera wid mobile phone

ata_ho_ghame_madina

تجویز کردہ جواب

(bis)

(saw)

(salam)

camera wealy mobile phone per tesweer ka kia hukam hay???

kia camery waley mobile per shouqia tasweerwein bna sekty hain??????

aur ager mobile khud na kherda ho yani gift mein mila ho tu kia os per bhi zakat hoti hay??

kisi ko malooom ho tu ahga kerin

jazakallaha amenn

Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

  1. camera wale mobile par aks jaiz hay. k woh tasver k hukm main nahi.
  2. camera wale mobile par aks jaiz hay tu yaqenan tasver bhi bana sakte hain.
  3. istimal ki chezon par zakat nahi lagti.

tasver woh na jaiz hay jiska printout kya jaye. nahi tu phir aina dekhna bhi na jaiz hoga kion k wahan bhi tasbeh banti hay or pani main bhi tasbeh banti hay. pas agar aks par tasver ka hukm lagaya jaye tu mazkora afal se bhi awam haram kam main mubtala ho jaye gi. computer or mobile par tasver se related fatwe isi section main mojod hain. mazed al madina tul ilmya ki taraf se shaya shuda risale tv or movie main iski tafseli wazahat hay.

Link to comment
Share on other sites

  • 3 years later...

@ubaid e raza, as salam o alikum, internet par tasweer dalna kaisa ?, aur computer par tasweer rakhna kaisa, i mean mobile se kichkar computer par dalkar dekha jaye & bahut se log apne peer ki tasweer rakhte hain forum avtaar par jaisa aapne Ala hazrat imam ahmed raza khan radiallahu anhu ka gumbad rakha, iski jagah par aap apne peer ki tasweer rakh sakte han, i mean apke peer iski izazat dete hain ?

koi confusion ho puche, galti ho to muaf kare jajakallah

Edited by NoorieQadri
Link to comment
Share on other sites

Laikin Pani ki Shabhi aur aine ki shabih mehfooz nahi hoti. Mobil main to tasweer mehfooz ho jati he.

Jub chae dekhi ja sakti he. Is ko aine aur pani par qyas karna durust he????

(wasalam)

  1. camera wale mobile par aks jaiz hay. k woh tasver k hukm main nahi.
  2. camera wale mobile par aks jaiz hay tu yaqenan tasver bhi bana sakte hain.
  3. istimal ki chezon par zakat nahi lagti.

tasver woh na jaiz hay jiska printout kya jaye. nahi tu phir aina dekhna bhi na jaiz hoga kion k wahan bhi tasbeh banti hay or pani main bhi tasbeh banti hay. pas agar aks par tasver ka hukm lagaya jaye tu mazkora afal se bhi awam haram kam main mubtala ho jaye gi. computer or mobile par tasver se related fatwe isi section main mojod hain. mazed al madina tul ilmya ki taraf se shaya shuda risale tv or movie main iski tafseli wazahat hay.

Link to comment
Share on other sites

Bhai is ki koi wazahat kare ke kya mobile ki tasveer ko pani ya aine per qyas kerna durust he??? Jub k mobil main tasveer mehfooz ho jati he jub chaho dekho likin aina main shabih mehfooz nahin hoti???????????????

(wasalam)

  1. camera wale mobile par aks jaiz hay. k woh tasver k hukm main nahi.
  2. camera wale mobile par aks jaiz hay tu yaqenan tasver bhi bana sakte hain.
  3. istimal ki chezon par zakat nahi lagti.

tasver woh na jaiz hay jiska printout kya jaye. nahi tu phir aina dekhna bhi na jaiz hoga kion k wahan bhi tasbeh banti hay or pani main bhi tasbeh banti hay. pas agar aks par tasver ka hukm lagaya jaye tu mazkora afal se bhi awam haram kam main mubtala ho jaye gi. computer or mobile par tasver se related fatwe isi section main mojod hain. mazed al madina tul ilmya ki taraf se shaya shuda risale tv or movie main iski tafseli wazahat hay.

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

Salam Aap ke is jawab nain kuch pareshan kar diya hai mujhai

jahan tak main samajhta hoon Aainai main tasweer tub hi aati hai jub us ke samnain koi khara ho

raha sawal mobile photo ka ya print wali picture ka us main samnai koi bhi ho nazar wohi aata hai jo save ya print kiya howa hoo

baraai karam rehnumai farmain

Jazzak Allah

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...