Ummti92 مراسلہ: 21 اکتوبر 2005 Report Share مراسلہ: 21 اکتوبر 2005 aslamo alykum , hamary haan amooman do rawayaat bayaan ki jati hain.aik ye k aik murtaba suraj na nikla aur sahaba kiraam ni AAP SAW se arz ki to AAP saw ni jawaban kaha k jao meri beti fatima ka aik baal mubarak nanga hi jab tak wo dhanp naheen liteen suraj na nikly ga.dosri ye k aik martaba AAPsaw madeny se bahir aik gaar main tashreef ly gy aur ummat kiliye roona shuru kardiya sahaba aap saw ko dhonty huy wahan ponnchy aur bahir tasreef lany kiliy kaha likin AAP saw ni inkar ferma diya ....mukhtasar ye k bibi fatima ko bulaiy gia to jab aap ni aakar kaha to aap phir bhi bahir na ay .tab bibi fatima ni ALLAH SE dua ki tab ALLAH ni ummat ki bakhshish ka wada farmaya aur phir AAP SAW bahir tashreef lay...mujhy in donoon rawaiytoon ki sanad ka maloom karana hi k saheeh hain ya zaeef ya muzoo hain ..sukria اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Shareef Raza مراسلہ: 21 اکتوبر 2005 Report Share مراسلہ: 21 اکتوبر 2005 Muhtram Abid Bahi Yeh Riwaayat Aaap Nay Kis Kitaab Main parhi hai ? Kyonkeh Aisi Kaafi Riwayat Shia(ahle rawafiz) Nay Bhi Gurrhi Hain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ussaid-e-Raza مراسلہ: 10 اگست 2007 Report Share مراسلہ: 10 اگست 2007 Shukriya Share Kaney Ka..... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mudasir Yaseen مراسلہ: 10 اگست 2007 Report Share مراسلہ: 10 اگست 2007 Bhai jaan doosiri wali riwaayat mein ne aik Aalim Sahab (Ahle Sunnat) se sunni hay. Baaqi is riwayat ki sihat ka patta nahin hay. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔