Abdul Mustafa مراسلہ: 15 اپریل 2008 Report Share مراسلہ: 15 اپریل 2008 Assalam-o-Alaikum, can anyone provide me link for book of Alama Abbas Razavi book tittle "Sabaz Imama Bandhna Jaiz Hai" i once saw this topic at IslamiMehfil but couldnot find itagain. also provide me link of this topic at IslamiMehfil. Jazakallah Azawajal. Sag-e-Attar:Muhammad Mudassir Attari اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 15 اپریل 2008 Report Share مراسلہ: 15 اپریل 2008 madina Allama Abbas sahib ki to nahi IM per hi aik kitab is mozu per post hoi thi jo Mufti Faiz Ahmed Owaisi sahib ki hay is book ko ap Yahan se mutala'a kersaktay hain. wassalam ma'al ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdul Mustafa مراسلہ: 16 اپریل 2008 Author Report Share مراسلہ: 16 اپریل 2008 nahi darasal meinney kuch arsa pehle IM per aik topic dekha tha jo aik deobandi "taha ali" ney start kia tha,topic ka name tha"Sabaz Imama Bandhna Bidat hai,Fatwa by Barelvi Alim". Is topic mein kisi Islami Bhai Ney Jawaab Mein Us Book Ka tittle page aur kuchaur pages bhee send kiye they,us book kay Musanif Alaama Abbas RazaviSahib Hain(Actually i need that one). Jazakallah Azawajal. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mujtaba مراسلہ: 16 اپریل 2008 Report Share مراسلہ: 16 اپریل 2008 Bhai Sabz Imama kay Jawaz aur uss par aiterazat kay jawab amin abhi tak yehi 2 books meri nazra say guzri hain. iss kay ilawa bhi tak main nay koi nahi daikhi book iss topic par Sabz Imama Shareef Ka Jawaz Author:Mufti Muhammad Faiz Ahmed Owaisi http://library.faizaneattar.net/Books/index.php?id=35 Sabz Imama Ki Barkaton Sy Kazaab Jal Uthy Author:Allama Moulana Abdul Razaq Chishti Bhatralvi http://library.faizaneattar.net/Books/index.php?id=355 aur bhai Mufti Abbas rizvi ki iss baray main koi kitab nahi hay shaid aap ko ghalat fehmi hui hay. Wsalam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdul Mustafa مراسلہ: 24 اپریل 2008 Author Report Share مراسلہ: 24 اپریل 2008 Aap Logoon Ka Bohat MAshkuur Huun k apne madad Fermai. Mujhe Waqaee Ghalat Fehmi Hui Thee Woh Book Jo MAin ne dekhi thee Hazrat Allama Faiz Ahmed Owaisi Sahib Ki Thee. Jazakallah Azzawajal. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam E Mustafa مراسلہ: 6 مئی 2008 Report Share مراسلہ: 6 مئی 2008 JazakAllah Mujtaba bhai buhat zarrorat thi inn Books ki buhat sukriya. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 5 جون 2008 Report Share مراسلہ: 5 جون 2008 Aaj kal deobandi/wahabi chand aahais ka ghalat tarjuma kar kay us say yei sabit karnay ki koshish kartay hain kay Ahadis e mubarka mai sabaz amamay sharif kay khilaf baat maujood hai aur aisay kisi garoh ka zikar hai... jo sarasar jhot aur bad-diyanati hai aur Ahadis e pak pay iftara kay siwa aur kuch nahee . darj zail fatwa mashoor deobandi mufti Ebrahim desai ka hai jis say har deobandi wahabi waqif hoga is fatway mai wo saf saf kah rahay hai kay un ahadis ka misdaq sirf aur sirf yahood hai aur kisi muhaddis kisi aalim nay kabhee in ahadis ki kabhee aisi tashreeh nahe kari kay kisi musalmano ki jamat ko in ahadis ka misdaq tahraya ho. aur wo iran kay shiayo ko bhe is ka misdaq nahe samghtay tu aaj koi wahabi deobandi apnay he muftiyo kay fatway kay barkhliaf in ahadis say Ahlesunnat wal jamat murad lai tu yei sirf aur sirf zid baraiay zid aur adawat e Ahlesunnat wal jamat kay alawa aur kuch nahe ho sakta. 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔