Jump to content

Sarkar e 2Alam sallALlahu alihe wasallam ko Kamli wala kehna kesa???


تجویز کردہ جواب

(bis)

(saw)

(wasalam)

jazakillah pyari behan aik acha suwal uthaya ap ne.

baraye madina is fatway ka mutal 'a farmain:

or Ameer e Ahl e Sunnat (m-a) ki to kia hi baat hay, Quran o Sunnat per gehri nazer rakhtay hain isi liye Kamli Wala Pyaray aaqa (saw) ki shan e mubarak men istimal nahi farmatay.

 

 

 

 

 

wassalam ma'al ikram

untitled_k.GIF

Link to comment
Share on other sites

  • 7 months later...

Dear Friends in Islam!!

 

Aap ki baat bilkul theek hai, Aap Risalat Meaab (PBUH) Noorun-Alaa-Noor hain. Magar Allah Paak ne Quran-e-Majeed main Aap Risalat Meaab (PBUH) ko "Ya Ayyuhal Mudassir" or "Ya Ayyuhal Muzammil" kah kar khataab farmaya hai. Ye dono arabic words hain jin ka matlab "Chaadar Main Lipta Howa" ke hain. Aap kisi bhi Arabic-English dictionary ko check kar len aap ko yahi meanings milen ge. Or Nabi Paak (PBUH) ki 99 names main ye 2 names bhi to shamil hain. Or Kamli persian or Urdu languages main use hota hai jis ka matlab "Chaadar" hai or "Kali Kamli" ka matlab "Black/Kali Chaadar" hai, or Aap Risalat Meaab (PBUH) black chaadar pehantay the jaisa ke Sahi Muslim Sharif ki hadith main hai, jis main "Aswad" ka word use howa hai jo arabic zubaan ka hai jis ke meanings "Black" ke hain. Aap Risalat Meaab (PBUH) kabhi red Yamni Chadar pehantay or kabhi black chaadar, jaisa ke hadeeson main Aap Risalat Meaab (PBUH) ka chaadar pehanana sabit hota hai. En baton ko malhooz-e-Khatir rakh kar raahnumaai farmayen. Bohat Shukria

 

Fi Amaanillah

post-2656-1227608269.jpg

Edited by SitaraGroup
Link to comment
Share on other sites

Sitaragroup tum nain yeh litteral meanings tu bata dia hain laikan ooper jo fatwa hay zara us ko ghour say daikho us main gramatically us word k meanings likhay huay hain.Is lia plz see and ponder every issue of the topic before posting your reply.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

(wasalam)

jazakillah pyari behan aik acha suwal uthaya ap ne.

baraye madina is fatway ka mutal 'a farmain:

or Ameer e Ahl e Sunnat (m-a) ki to kia hi baat hay, Quran o Sunnat per gehri nazer rakhtay hain isi liye Kamli Wala Pyaray aaqa (saw) ki shan e mubarak men istimal nahi farmatay.

 

 

 

 

 

wassalam ma'al ikram

 

 

jazak allah

Link to comment
Share on other sites

Dear Friends in Islam!!

 

Aap ki baat bilkul theek hai, Aap Risalat Meaab (PBUH) Noorun-Alaa-Noor hain. Magar Allah Paak ne Quran-e-Majeed main Aap Risalat Meaab (PBUH) ko "Ya Ayyuhal Mudassir" or "Ya Ayyuhal Muzammil" kah kar khataab farmaya hai. Ye dono arabic words hain jin ka matlab "Chaadar Main Lipta Howa" ke hain. Aap kisi bhi Arabic-English dictionary ko check kar len aap ko yahi meanings milen ge. Or Nabi Paak (PBUH) ki 99 names main ye 2 names bhi to shamil hain. Or Kamli persian or Urdu languages main use hota hai jis ka matlab "Chaadar" hai or "Kali Kamli" ka matlab "Black/Kali Chaadar" hai, or Aap Risalat Meaab (PBUH) black chaadar pehantay the jaisa ke Sahi Muslim Sharif ki hadith main hai, jis main "Aswad" ka word use howa hai jo arabic zubaan ka hai jis ke meanings "Black" ke hain. Aap Risalat Meaab (PBUH) kabhi red Yamni Chadar pehantay or kabhi black chaadar, jaisa ke hadeeson main Aap Risalat Meaab (PBUH) ka chaadar pehanana sabit hota hai. En baton ko malhooz-e-Khatir rakh kar raahnumaai farmayen. Bohat Shukria

 

Fi Amaanillah

 

 

 

اس فتاویٰ میں سرکا ر صلی اللہ علیہ والہ وسلم کےلئے چادر اڑنے والا یا چادر والایا کالی چادر والا یا کمبل والا کہنے سے منع نہیں کیا گیا

یہاں تو بات یہ ہورہی ہے کہ وہ الفاظ نہ بولے جائیں جس میں تصغیر کا پہلو ہو

سرکار صلی اللہ علیہ والہ وسلم کے لئے ان کی شایان شان الفاظ بولے جائیں

اگر غلطی کرتا پائیں تو میری اصلاح فرمائیں

جزا ک اللہ

Link to comment
Share on other sites

  • 11 months later...

(bis)

 

(salam)

 

Haji Muhammad Sab

ap ny bilkul thek jawab dia hai ..

jo fatwa opar Islami behan ny dia hai us men word "Kamli" use karny sy mana kia gia hai aur jo Hadees e pak sitara group dy rahy hain us men to koi aur baat ho rahi hai....

 

@Sitara Group

ap sy request hai k baat ko pora par aur reply soch samjh kar dia karen.... topic kuch aur hai aur ap jawab kuch aur dy rahay is leye is hawaly sy ap ahtiat hi farmayen to acha hai.

(ja)

(ah)

Link to comment
Share on other sites

  • 12 years later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...