Aashiq Koun مراسلہ: 8 اپریل 2008 Report Share مراسلہ: 8 اپریل 2008 mr aamir tum har topic mien bar bar ye hi keh rahy thy k quran aor hadeees se baat kro. mien ne tumhain mirza qadyani lannati ki kai books k page send kye lakin tum ne jawab nien dya. mohtaram khalil rana sahib ne HAZRAT EESA(as) k bary mien tumhain acha jawab dya lakin tum ne os ka bhi jawab nein dya. ab mein tumhain HAZRAT ESA(as) ki hayaat k bary mein QRUAN AOR HADEES se kuch hawala jaat send ker raha hn . es mein baaz bzurgan-e-ummat k aqwaal bhi hain. aor mujy umeed hay k tumhary pass en hawaljaat ka bhi koi jawab nien ho ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aamir Malik مراسلہ: 9 اپریل 2008 Report Share مراسلہ: 9 اپریل 2008 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aashiq Koun مراسلہ: 11 اپریل 2008 Author Report Share مراسلہ: 11 اپریل 2008 aamir tum ne jawab mien post send ki mien os mien se sirf aik sawal tum se pouchna chahta hn lakin mujy pata hay k tum ne jawab nein dena . mien ne tumhari post mien se cut kr k image attach kya hay . tum mujy sirf itna bata do k tum ne bukhari shareef ka hawal dya hay k masseh moaud aor imam mehdi do shaksh hain aor dounoun ka hulya alag hay. ab batow k mirza qadyani lannati mien aysi koun si khaas baat hay k wo masseh bhi howa aor mehdi bhi(maazallah).? jawab zarour dena [attechment=9321:aaaaaaaa.GIF] اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aashiq Koun مراسلہ: 14 اپریل 2008 Author Report Share مراسلہ: 14 اپریل 2008 mr aamir tum ne HAZRAT EESA(as) k bary mien jo hawaly paesh kye un ka jawab hazir hay asal ebaraat k sath. tum se pehly bhi kaha hy k asal ebaraat pesh kro lakin tum ne sirf hawaly dye ab en tamam hawalun ki haqeeqat bhi daekh lo. agar himmat hay to mein ne jo hawaly oper dye hain un ka bhi jawab de dena. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aamir Malik مراسلہ: 15 اپریل 2008 Report Share مراسلہ: 15 اپریل 2008 Ap loog Ahadees ki bhi apni tafaseer ghar lain awr jo Wafat e Maseeh sabit kr rahi hon unko yaa to jhutla dein ya apne rung mein rung to mein kya kar skta hon siwwae es k keh KHUDA SE RUJOO KR LO woh tumhein seedhar rasta zuroor dikhae ga awr jahan se tum meterial late ho pehlay us site k owner (AK SHEIKH) se kehna k sarmad sahib ko youtube pe reply q nhi karte awr yeh site kisi ahmadi ki nhi awr na he jamat ki hai Khuda ka Khuauf karo Q jhoot bolte howe tumhari zuban nhi larzti اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Aashiq Koun مراسلہ: 16 اپریل 2008 Author Report Share مراسلہ: 16 اپریل 2008 Ap loog Ahadees ki bhi apni tafaseer ghar lain awr jo Wafat e Maseeh sabit kr rahi hon unko yaa to jhutla dein ya apne rung mein rung to mein kya kar skta hon siwwae es k keh wah mr aamir wah. mujy pata tha k tumhary pass koi jawab nien esi lye tum edhar udhar ki baatain kro ge. mien ne oper jo HAYAT-E-EESA(as) pe jo ahadees send ki tum un k bary mien kya kaho ge? tum ne un ka jawab hi nien dya kyunk tumhary pass jawab hay hi nien aor tum ne apni ahadees send ker di. tum ne jo ahadees pesh ki mien ne un sab ki asal haqeeqat pury forum k samny rukhi aor sab ko pata chal gya hay k haq pe koun hay. mien bhi jawab mein tumhain ye hi kahun ga k tum ALLAH TALLA se hidayat mango aor qadyaniat ko choor k muslim ban jaow. awr jahan se tum meterial late ho pehlay us site k owner (AK SHEIKH) se kehna k sarmad sahib ko youtube pe reply q nhi karte awr yeh site kisi ahmadi ki nhi awr na he jamat ki hai Khuda ka Khuauf karo Q jhoot bolte howe tumhari zuban nhi larzti es baat ka hamary topic se kya taluq? dosri baat ye k mien ne tamam hawaly ksi site se hasil nien kye. teesri baat k mien ne kab kaha k (AK SHIEKH) ki site qadyani lannatiun ki hay? chouthi baat ye k mein ne koun sa jhute bola? kya tumhari zuban mirza qadyani lannati ko nabi manty hoye nien larazti ? aamir malik tumhary pass koi jawab nien hay es lye tum es topic se jaan churana chahty ho. agar himmat hay to mien ne jo ahadees send ki hain un ka jawab send kro? waziah alfaaz mien batado k jo ahadees mein ne send ki hain wo sahi hain ya ghalat? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔