Jump to content

Khatam ya Khatim ( Feroz ul Lughat)


Aamir Malik

تجویز کردہ جواب

(bis)

 

mr aamir. tum jo khatim ke maani manty ho wo mohar kehty ho jysa tum ne khud post ker k dekhaya hay .

ab zara mirzy ki baat bhi perho aor batow k es khatim ka mani kya hay.

mirza kehta hay k mien khatimul walid tha.

ab yahan bhi zara himmat ker k yahan bhi khaatim ka mani mohar lagow.

phir es ka mutlab ye hi bany ka k mirza mohar lagata jye ga aor os ki maan bachy pyda kerti jye gi zara ghor karo mirza ne khatimul walid kaha hay.

sath ye bhi keh raha hay k mujy hazrat aadim(AS) se mushabihhat di gyi.

ab batow k mirza ke kehny ka kya matlab hay aor khaatim ka yahan kya maani hay.

 

 

70236809bh1.gif

31413115qd1.gif

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

mere bhai meinne kabhi " KHATIM" ka mani Mohr nhi lya

 

 

zara ghaour se Mirza Sahib ka pora Ershad bhi Parh lya karein.. Mujy yeh dekh kr bahut Hairat hote hai

 

keh www.myspace.com pe Yahood Quran ki Ayat k sath bilkul esi trah krte hain jaisa ap loog Mirza Sahib k Ershadat k sath krte ho

 

Woh bhi Pora Mazmoon dekhe baghair choti c Ayat pakar k Quote kr dalte hain awr Ap bhi

 

 

Lafz KHATAM k Mani Mohr hote hain na keh KHATIM k...

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

aamir mera khayal hay teri nazar kamzoor hay.ja k apni nazar ka elaaj kerwa.

tu ne jo page send kya wahan neechy ye bhi likha hay k HAZRAT MOHAMMAD(saw) k baad koi nabi nien aye ga aor wo khaatim hain.

mien ne jo mirzy lannati ka page send kya wahan bhi yehi khatim use howa.

ab tu khud ghour ker k khatim ka mani kya hay aor tu khatim ka mani kya leta hay.?

post-1668-1207136457.gif

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

 

meri Nazar bilkul theek hai yeh page add krne se meri Muraz Lafz "KHATAM" ka Mani batana tha yeh batana nhi tha keh Ap loog esko empliment kis trah krte hain

oye aamir kyun ghabra gya hay.

tumhara maqsad KHATIM ka maeni batana tha lakin es post mein bhi tum ne khatim ka maeni nien batya.

zara khatim ka MAENI to batana?

Link to comment
Share on other sites

aamir sahib masalla yeh hay kay jab mirza khud yeh manta hay kay khatim ka matlab last ,akhari hota hay to , phir kam az kam us ke baat too maan loo. aour rahee fairooz allughat ke baat to tum khud he is ko paish bhee kar rahay hoo aour khud he is main bataya ho tarjuma jhutla bhee rahay hoo.

aour masalla to yeh hay kay jab ummat ka aik ejmayee aqeedah hay kay app saw kay baad kowee nabi nahin ho gha to phir agar tum apnay app ko musliman kehtay hoo too phir is aqeeday ko bhee manoo. ya yeh keh doo ka tum muslamn nahin qadyani hoo aour yeh aik naiya deen hay aour is ka islam say kowee taluk nahin.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

le aamir zra ghur se mizy ki book perh.

mirza khaatim ka matlab aakhri leta hay lakin tu to apny mirzy ki baat bhi nien manta.

tu ne khud hi mirzy ko jhuta sabit ker dya kyun k agar mirza sacha hota to tu mirzy k matlab tko manta tery nazdeek bhi tera mirza jhuta howa.

agar tujy meri baat se iteefaaq nien to bata k mirza to khaatim ka matlab aakhri leta hay lakin tu kyun nein leta?

dosri baat k agar yahan mirzy ki book mein khatim ka matlab aakhri nein to phir aor kya matlab hay?

 

post-1668-1207554115.gif

post-1668-1207554153.gif

post-1668-1207554231.gif

Link to comment
Share on other sites

@ Aashiq Sahib

 

ab zara Quran se mujy dikha do keh Nabi pak k liye lafz " KHATAM " howa hai ya " Khatim"

 

awr jo page apne scan kr k highligjht kiya hai uski pehli teen char linez bhi parh lo nahi Nazar aa rahi to nazar check krwa lo mere bhai lagta hai apko chashma lagne wala hai Mirza Sahib "Khatam ul Anbyaa keh rahai hain nabi e karim ko " Khatim ul anbya nhi kaha unhoon ne

 

Nabi pak liye Quran mein bhi " Khatam " lafz estmal howa hai awr Mirza sahib ne bhi " Khatam he estamaal kya hai

 

Na to kabhi Mirza sahib ne unk liye KHATIM estamall kya hai awr na he QURAN o Hadees mein "KHATIM" aaya hai

 

woh KHATAM ul ANBYA hein mere bhai awr yeh page scan kr k dalne se mera maqsad bhi sirf apko KHATAM awr KHATIM mein farq batana tha

 

agge ap logoon ki marzi

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

mere bhai ghabra q jate ho mein apko kisay samjhao keh Nabi karim saw k liye lafz "KHATAM" estamal howa hai jis k mani MOHR hian Khatim ki q rutt laga rakhi hai apne

 

yr ab tum ne post ki hay .

pehly meri pehli post to perh lyte.

 

mr aamir. tum jo khatim ke maani manty ho wo mohar kehty ho jysa tum ne khud post ker k dekhaya hay .

ab zara mirzy ki baat bhi perho aor batow k es khatim ka mani kya hay.

mirza kehta hay k mien khatimul walid tha.

ab yahan bhi zara himmat ker k yahan bhi khaatim ka mani mohar lagow.

phir es ka mutlab ye hi bany ka k mirza mohar lagata jye ga aor os ki maan bachy pyda kerti jye gi zara ghor karo mirza ne khatimul walid kaha hay.

sath ye bhi keh raha hay k mujy hazrat aadim(AS) se mushabihhat di gyi.

ab batow k mirza ke kehny ka kya matlab hay aor khaatim ka yahan kya maani hay.

mien tum se ye hi pouchta hn k mirzy lannati ne apni book mein kounsa lafaz use kya.

kahtim ya khatam?

mein ne tumhain tamam saboot pesh kye lakin tum jawab hi nein de rahy.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

Janab pehlay Zara Khatam awr Khatim mein farq samjh lein awr khud dekh lein keh kon Khatim apne aap ko keh raha hai awr kon KHATAM

khatim aor khatam mien farq sab ko pata chal shuka hay.

mr aamir mien ne tumhain khatim aor khatam k bary mien kafi saboot send kye hain.

tamam lughaat ki books se khatim aor khatam ka matlab waziah kya hay.

 

mien ne ye poucha tha k mirza lannati apni book mein khatam use kerta hay ya khatim?

aor mirza en dounun ka kya matlab leta hay?

tum en ka jawab do?

 

tumhain QURAN ,AHADEES, SAHABH AOR LUGHAAT KI BOOKS se saboot mil chuka hay ab mirzy lannati ka hawala dena tumhara kaam hay tum mirzy lananti ka hawal do?

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...