Jump to content

90 saal ki age k baad Gunah Muaaf???


Abdul Mustafa

تجویز کردہ جواب

(wasalam)

 

gunah aur sawab har us shaks kay leay hai jo shariyat ka mukallif hai.. yani bacha jab sochnay samghnay kay qabil ho jata hai us waqt say shariyat kay saray ahkam us pay lazim ho jatay hain aur un ko poora na karnay say gunah hota hai isi tarah insan jis qadar bhe zaeef ho jaiay jab tak us ki aqal aur sochnay samghnay ki salihyat baqi hai wo shariyat ma mukallif hai aur shariyat ki pabandi pay jaza aur khilaf warzi pay saza ka haqdar hai.

 

sochnay ki baat yei hai kay jo 90 sal ki umar ko poohanch jaiy aur phir bhe tuba na karay gunaho mai he rahay tu wo tu aadi nafarman he howa us ki tu saza barh jani chaheay na yei kay kam ho jaiay ya na hu.

 

baki Allah (azw) jisay bhee baksh day is mai umar ki koi qaid nahee Wo Ghafur ur Raheem hai Allah (azw) ham sab ko sachi tuba naseeb karay aur iman pay salamti kay sath Sarkar (saw) kay qadmo mai shahadat naseeb farmaiay aur jannat ul baqee mai madfan ho aamin.

 

WAllaho (azw) wa Rasuluhu (saw) aalam

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...