Jump to content

Wirasat Mein Hisaa

Abdul Mustafa

تجویز کردہ جواب

  • 3 months later...
Assalam-o-Alaikum

mein nay sunna hai k agar jaidaad dada ki malkiyat ho aur beta fooot ho jay to warasat mein sey yateem(matlab k betey ki olaad) ko hissa nahi milta,kia yeh durust hai?

Plz reply anybody

WA'ALAIKUMMUSSALAM WA RAHMATULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH

MAIYAT KA BAITA PEHLAY HI FOUT HO GAYA HAI TO BAITA KI AULAD KA HISSA HOGA, APP NAY JO SUNNA WO GALAT HAI

WALLAH O ALAM WA RASOOLAH O ALAM

Link to comment
Share on other sites

  • 2 years later...

Aslam-o-alaikum.

this topic is so old but i have same issue.

i want to know this issue with references k esa nahin hota.

AHLE SUNNAT k haan fiqa hanfi mein yeh kaha jata hai k bapp ki zindagi mein ager beta mer jaye tu bete ka koi hissa nahin hota baap ki jayedad mein. app ne kaha k yeh sahi nahin hai.kindly app mujhe koi hawala de sakte hain ?

i need references regarding AHLE SUNNAT, FIQA HANFIA.

kindly reply me as soon as possible

thanks

Link to comment
Share on other sites

On 3/28/2008 at 1:59 PM, Abdul Mustafa said:

Assalam-o-Alaikum

mein nay sunna hai k agar jaidaad dada ki malkiyat ho aur beta fooot ho jay to warasat mein sey yateem(matlab k betey ki olaad) ko hissa nahi milta,kia yeh durust hai?

Plz reply anybody

Wa Alaikumussalam

bhai ...

DAADA = A = jaedad ka malik

BETA= B = koi jaidad NAHEEN

B fot ho jata hay ........... bhai uskay naam koi jaidad ki NAHEEN hay to ab taqseem kia hoga??ab uskay pass koi cheez hi naheen thi to kia taqseem krain ge???

..............

Han jab DAADA fot hoga aor daada ka B k elawa koi beta beti na ho to to B ki aolad yani DAADA K POTAY POTION ko jaidad main say hissa MILAY GA..

(azw)(ja)

Link to comment
Share on other sites

On 11/28/2010 at 10:31 AM, irum said:

Aslam-o-alaikum.

this topic is so old but i have same issue.

i want to know this issue with references k esa nahin hota.

AHLE SUNNAT k haan fiqa hanfi mein yeh kaha jata hai k bapp ki zindagi mein ager beta mer jaye tu bete ka koi hissa nahin hota baap ki jayedad mein. app ne kaha k yeh sahi nahin hai.kindly app mujhe koi hawala de sakte hain ?

i need references regarding AHLE SUNNAT, FIQA HANFIA.

kindly reply me as soon as possible

thanks

Wa Alaikumussalam

A = Baap

B = Beta

B fot hogaya .........

Suwal: betay ko kia milay ga

Jwab: Beta mar gaya hay .. tarka zinda insanon main taqseem kia jata hay .. murday ko kuch naheen dea jata.

betay ka tarka taqseem hoga nakeh usay milay ga .... wo to mar gya ab usay kia dain ge????? uskay naam jo jaidad hay wo lwaheqeen main Shareat k btaye gaye usoolon k mutabiq taqseem hogi...

(azw)(ja)

Link to comment
Share on other sites

buhat shukriya app ke jawab ka....i think mera sawal hi sahi nahin tha...

A= dada jee

B= unka beta( fot ho chuke hian)

C= B ki bewah or uske 4 bache

aik gher hia jo "A" ke nam per hai.kya us gher mein se B ke lawaheqeen ka yani k "C" ka hissa ho ga??? ager ho ga tu kya app koi hawala de sakte hian?

kyunk suna hai k ager "A" ki life mein uska beta "B" mr geya hai tu us ke lwaheqeen ka yani "C" koi hissa nahin hai.

mujhe iss masle ka ISLAM ki ru se reference chahae.

buhat shukriya

Link to comment
Share on other sites

On 11/30/2010 at 1:31 AM, irum said:

A: Daada

B: Beta

B Fot hogya laikin B k nam koi jaidad naheen thi .. lihaza kuch taqseem na hua

C= B ki aolad yani A k potay potean

D=B ki bewah

Ab

A fot hogya , A k naam jaidad thi ... aor A ka B k elawa koi beta ya beti naheen thi ....

Suwal:

A ki jaidad main say C aor D ko kuch milay ga k naheen;

Jwab:

Agar B k bhai behn mojood hain to aesi soorat main C yani B ki aolad ko kuch naheen milay ga ..jesa k neechay deay gaye fatway say zahir hay:

xpost-3206-0-58856800-1291386309.jpg.pagespeed.ic.V3dhjFZXhD.jpg

Laikin agar B ka koi bhai ya behn naheen hay to is soorat main A ki jaidad main C ka hissa hoga ... Saheeh Bukhari Shareef main aik poora bab is mutaliq hay ... Bab ka naam hi yehi hay ''Jab mayyat ka beta na ho to mayyat k potay k waris honay ka baab'

Betay ka inteqal baap ki zindagi main hogya to betay ki bewah ko Sussar ki wirasat say koi hissa NAHEEN milay ga .. yani k Is soorat main D ko A ki Wirasat say kuch naheen milay ga.

yani keh:

A: Daada

B: Beta

B Fot hogya laikin B k nam koi jaidad naheen thi .. lihaza kuch taqseem na hua

D=B ki bewah

Ab

A fot hogya , A k naam jaidad thi ...

Suwal:

A ki jaidad main say D ko kuch milay ga k naheen;

Betay ka inteqal baap ki zindagi main hogya to betay ki bewah ko Sussar ki wirasat say koi hissa NAHEEN milay ga .. yani k Is soorat main D ko A ki Wirasat say kuch naheen milay ga.

http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=26716

........................

Mazeed Maloomat k leay is kitab ka Muta'la farmaey:

Qanoo-e-Wirasat:

Read Online:

http://www.nafseisla...ooneWirasat.htm

Download:

http://www.nafseisla...ooneWirasat.pdf

Link to comment
Share on other sites

apka behud shukriya.kitab buhat achi hai.references mil gaye hian lakin jinhun ne na yaqeen krna ho un ke liae kya kia ja sakta hai.ager ap se personally messege ya email k zareaye aik masle ka hul pocha jaye kya app answer kr den ge?

Shukria ki koi bat naheen , aap bas dua main yad rakha kijiay ,

han ji main answer ki poori koshish kron ga

(azw)(ja)

Link to comment
Share on other sites

  • 6 years later...
  • 1 month later...

as salamwaly kum 

umeed hai ap thk hi hun 

mara question yeh hai k ager potay ko dada ki zameen sy hisa ni milta to wo kya kary ga na us ka baap, us ka guraza muskal sy ho rha hai 

to aisi surat m ager us ko dada ki warist sy jaidad na mili to wo kahan jahy ga

aur han ager dada marny sy pehly ap baki batu ko keh gya ho k mary potu ko hisa dyna but chachu log hisa na dy to aisi surat b koi khal hai kya

aur ager dada ki life m dada apny potu ko zameen dy gya ho zabani toor per phr us k patu ko zameen mily gi kya

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...
  • 9 months later...
  • 6 months later...
On 12/2/2010 at 11:59 PM, irum said:

apka behud shukriya.kitab buhat achi hai.references mil gaye hian lakin jinhun ne na yaqeen krna ho un ke liae kya kia ja sakta hai.ager ap se personally messege ya email k zareaye aik masle ka hul pocha jaye kya app answer kr den ge?

Can you please help.... 

I have same question?? 

Reference agr koi mila to share kr dain 

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...