Jump to content

attar

Qadri

تجویز کردہ جواب

(salam)

Janab kuch din pehly mein ek munazare mein gaya tha jis mein wahabi nay ek book ka hawala deya jis mein likha tha ... ek bande ko peer sahab ka morid hona tha to woh peer sahab k pas gaya aur us nay peer sahab ko bola k mein app say murid hona chahta hon to peer sahab nay bola k tum yeh parho kalme mein muhammand (saw) ki jaga as nay likha tha k attar parho .........yeh hawala dekhaya gaya book say. to sunni nay bola k yeh as key eman ko dekh rahe the k woh katna paka hay apne eman mein ? ? but yeh baat book mein nahi the to plz yeh batain k yeh baat book mein likhne ki kia waja the ? plz reply book ka naam mein sun nahi paya .....so plz help jazak allah

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

This is deobaniyai Baqwas (bullshit)

Next time you will hear that Barelwi Kalima is Chisti Rasoallah (Maz'Allah) then You'd hear that Murshid Attar used to be Deobandi, etc... All lie.

Link to comment
Share on other sites

Wasay... An allien UFO landed on right top of my roof. They authorized me so I can also do same bullshit as you quoted. Lol. Next time If you hear name of yours or mine, Don't be surprised. Deobandiya Doggs can go as worst as this to slander Maslak-e-Ala'hazrat.

(salam)

Edited by Muhammad Furqan
Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
(salam)

Janab kuch din pehly mein ek munazare mein gaya tha jis mein wahabi nay ek book ka hawala deya jis mein likha tha ...

ek bande ko peer sahab ka morid hona tha to woh peer sahab k pas gaya aur us nay peer sahab ko bola k mein app say murid hona chahta hon to peer sahab nay bola k tum yeh parho kalme mein muhammand (saw) ki jaga as nay likha tha k attar parho .........

yeh hawala dekhaya gaya book say.

to sunni nay bola k yeh as key eman ko dekh rahe the k woh katna paka hay apne eman mein ? ? but yeh baat book mein nahi the

to plz yeh batain k yeh baat book mein likhne ki kia waja the ? plz reply

book ka naam mein sun nahi paya .....so plz help jazak allah

(salam) to all Sunni Muslims

qadri bhai aap hamaisha kuch na kuch ajeeb hee suntay hain. pata nahi aap kay pass kaun say itnay farigh munazir hain jau aaye din munazra kartay rehtay hain. aur aap bhi utnay hee farigh hain keh wahan puhanch jatay hain

aur jab itni mehnat say jatay hain tau kam az kam BOOK ka naam tau saheeh tarah sun laitay. ya phir munazray kay baad hee kissi say pooch laitay jau wahan jaag raha tha munazray kay doran

na aap ko book ka pata keh woh kaun si hay. agar aisi koi book hoti aur aisa kuch likha hota tau aaj kal kay wahabi fasadi deobundi kaya sunnion ko jeenay daitay specially Attarion ko???

agar aisa kuch likha gaya hay aur aisa kuch munazra huwa hay tau aap meharbani kar kay hamain bhi munarzay ki jagah aur munazireen kay naam batain aur uss book ka naam bhi batain ta keh pata laggay keh asal baat kaya hay

Munazray kay nazreen aur sam'een kay naam batanay ki zaroorat nahi hay .....bus aap ka naam hee kafi hay

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...