Gham-e-Madinah مراسلہ: 21 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 21 مارچ 2008 Assalamu 'Alaykum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu ASALATU WASALAMU ALAYKA YA RASULLALLAH Padho Durud Ke Maulud Ki Ghadi Hai Ya Rasoolallah Salla Alay Ya Habiballah Sallam Alay Aaye Sarkar Aaye Mere Dildar Aaye Har Ek Sa-aato Lamha Hai Qimti Iska Har Ek Raat Se Badhkar Mila Ise Rutba Isi Liye To Ye Shab Behtarin Kehlayi Padho Durud Ke Maulud Ki Ghadi Hai. Khuda Ka Shukr Karo Aur Padho Un Par Ke Aaj Laye Hai Tashrif Hadi-o-Rehbar Zamane Bhar May Mashoor Jin Ki Yaktayee Padho Durud Ke Maulud Ki Ghadi Hai Chate Hai Badal-e-Gam Khusiya Sath Layi Hai Har Ek Chehre Pe Abb Muskurahat Aayi Hai Har Ek Dil May Khushi Ki Baji Hai Shehnayi Padho Durud Ke Maulud Ki Ghadi Hai Jahan May Sabz Parchamo Ki Bahar Aayi Hai Aur Ashiqo Ne Makan Har Gali Sajayi Hai Hai Shad Shad Nabi Ka Har Ek Tamannayi Padho Durud Ke Maulud Ki Ghadi Hai Jahan Gunj Hai Gunj Ootha Merhaba Ke Naaro Se Khushi Hai Kaisi Na Poocho Ye Gam Ke Maaro Se Yehi Woh Raat Hai Jo Kaif Ka Sama Layi Padho Durud Ke Maulud Ki Ghadi Hai Unhi Ke Dar Se Hi Dariya-e-Jood Behte Hai Woh Aaye Jo Nahi Sahil Ko Kehte Hai Saqawat Aisi Ataa Rab Ne Unko Farmayi Padho Durud Ke Maulud Ki Ghadi Hai Shab-e-Viladat-e-Sarkar Ka Hai ye Sadqa Ke Mil Gaya Hai Sana Ka UBED Ko Jazba Musafir Iski Ye Mehnat Jabhi To Rang Layi Padho Durud Ke Maulud Ki Ghadi Hai. Download Audio click Here Jazak Allah Khair duaon mein yaad اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qufl e Madinah مراسلہ: 21 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 21 مارچ 2008 , 4 Sharing اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Gham-e-Madinah مراسلہ: 22 مارچ 2008 Author Report Share مراسلہ: 22 مارچ 2008 Jazak Allah khair اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔