Sumreen مراسلہ: 15 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 15 مارچ 2008 Aaj mehboob ka youme meelad he donon aalam sajai sanware gai mahak utha jahan aagaya baghban baghe jannat zameen par utaare gai Mehki mehki hawain bikharny lagin zulfain mehboob shayad sanwarny lagin khoob qismat hamary chamakny lagi khoob banty muqaddar hamary gai ho gai husne khaliq ki jalwa gari noor se god he aamina ki bhari jis k ghar ki salaami ko aadab se kaabatullah k jhukte minare gai aaj k roz khushyan manaingy ham geet shahe madina k gaingy ham jinki aamad pe har aik gunahgaar ko maghfirat k liye mil sahary gai laai tashrif duniya main jab mustafa behry ummat ka sajdy main sar jhuk gaya un k sajdy ki azmat ka kya kehna aasiyoun k gunah dhul saary gai kef main he faza sab dhali jarahi ghaeb se he ye saim sada aarahi khushi he jinko aaqa k meelad ki aaj bakhshe wo saary k saary gai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qufl e Madinah مراسلہ: 16 مارچ 2008 Report Share مراسلہ: 16 مارچ 2008 4 Sharing اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔